FOMC (Federal Open Market Committee) impect on Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    FOMC (Federal Open Market Committee) impect on Trading.
    FOMC (Federal Open Market Committee) impect on Trading.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Impacts of FOMC News on Trading. FOMC (Federal Open Market Committee) ek American monetary policy committee hai, jo Federal Reserve System (Ameriki Reserve System) ka hissa hai. Yeh committee monitory policy ke matters par faislay karne ke liye responsible hai, jaise ki interest rates, money supply, aur economic growth ko regulate karna. FOMC ke meetings mein economic data analyze kiya jata hai aur monetary policy decisions liye jate hain.FOMC ki meetings ka asar trading markets par hota hai, kyunki inn meetings mein key decisions liye jate hain jo economy aur financial markets ko directly prabhavit karte hain. Is article mein hum FOMC ki meetings ke announcement ka trading markets par kya asar hota hai, uspar baat karenge. Impect of Interest Rates of FOMC News. FOMC meetings mein interest rates ki faisle announce ki jati hai. Interest rates economic activity aur inflation par bada asar rakhte hain, isliye inki badlav trading markets ko directly prabhavit karte hain. Agar FOMC interest rates ko badhata hai, toh trading markets mein uncertainty paida ho jata hai aur investors cautious ho jate hain. Isse equity markets mein selling pressure bhi dekhne ko mil sakti hai. Interest rates ki kam hoti hai toh market sentiment positive ho jata hai aur investors risk-taking behavior dikha sakte hain. Economic Projections and Forward Guidance. FOMC meetings mein economic projections aur forward guidance bhi release ki jati hai. Economic projections mein GDP growth, inflation, aur unemployment rate jaise key economic indicators ke estimates hote hain. Agar FOMC ke projections better hote hain, toh market sentiment positive hoti hai aur trading markets mein buying pressure dekhne ko mil sakti hai. Forward guidance mein FOMC future monetary policy ke expectations ko bhi communicate karti hai, jisse market participants ko ek idea milta hai ki future mein kya expect karna hai. Monetary Policy Stimulus. FOMC meetings mein monetary policy measures jaise quantitative easing (QE) ya tapering ka bhi faisla hota hai. QE mein central bank government securities ya other financial assets ko khareedti hai, jisse money supply increase hoti hai aur interest rates kam ho jate hain. Agar FOMC QE announce karta hai, toh trading markets mein liquidity increase hoti hai aur equity markets mein buying pressure dikha sakte hain. Tapering mein central bank apni asset purchases ko slow karne ka faisla leti hai, jisse liquidity reduce hoti hai aur interest rates badh sakte hain. Agar FOMC tapering announce karta hai, toh trading markets mein volatility aur selling pressure dekhne ko mil sakti hai. Impect on Currency Market. FOMC ki meetings ka asar currency markets par bhi hota hai. Interest rates ki badlav, monetary policy decisions aur forward guidance currency exchange rates par prabhavit karte hain. Agar FOMC interest rates ko badhata hai, toh dollar ki value strong ho sakti hai. Agar FOMC monetary policy stimulus announce karta hai, toh dollar weak ho sakta hai. Currency markets mein volatility dekhne ko mil sakti hai aur trading opportunities create ho sakte hain. Impect on Commodity Market. Markets par bhi hota hai, kyunki interest rates aur dollar ki value commodity prices par prabhavit karte hain. Agar FOMC interest rates ko badhata hai, toh dollar strong ho sakta hai aur commodity prices kam ho sakte hain. Agar FOMC monetary policy stimulus announce karta hai, toh dollar weak ho sakta hai aur commodity prices increase ho sakte hain. Commodity markets mein volatility aur price fluctuations dekhne ko mil sakte hain.
     
    • #3 Collapse

      Dear is main ham fedral market committee meeting kie important news k baray main awareDear is main ham fedral market committee meeting kie important news k baray main aware rahna hota hay. Is main FOMC apni interest rate ko show karta hay forex market main. Jis main yeah yearly yearly market ke growth k plan bhe create kartay hein jis say in ko next plan ko arrange karanay main asani ho jate hay aor apnay goal ko gain kar lete hein. So yeah har currency k data share kartay hein k kis country kie cournecy ke range ab kis limit tak ja sakete hay . Is main board k kafi member bhe hotay hein So is main ham ko chye k ham fomc market ko anaylysis karnay k bad main ja kar k he trade ko karnce chye. Q k is main high impact news hote hay . Jis say account wash ho sakta hay aor profit bhe ho sakta hay. Yeah total overall ham pr depends karta hay k ham nay news ko achay say analysis karnay k bad main trade karna chatay hein . yeah ham is main bagir forex market k anaylysis ko samjhay khkud say trade karna chatye hein. Agar ham is main achay say achay work karini gye to ham is main say apnay account ko strong kar leing gye. Is main ham ko employment aor unemployment hark ism ke news say aware khud ko rakhan ho gya is main he ham ki sab sy achi kamyabi ho sakti hay jis say ham apany goal ko gain kar saktay hein. Forex main ham ko senior say bhe help ley kar un k experience ko bhe zaroor analyse karna chye. rahna hotahay. Is main FOMC apni interest rate ko show karta hay forex market main. Jis main yeah yearly yearlymarket ke growth k plan bhe create kartay hein jis say in ko next plan ko arrange karanay main asani ho jate hay aor apnay goal ko gain kar lete hein. So yeah har currency k data share kartay hein k kis country kie cournecy ke range ab kis limit tak ja sakete hay . Is main board k kafi member bhe hotay heinSo is main ham ko chye k ham fomc market ko anaylysis karnay k bad main ja kar k he trade ko karnce chye. Q k is main high impact news hote hay . Jis say account wash ho sakta hay aor profit bhe ho sakta hay. Yeah total overall ham pr depends karta hay k ham nay news ko achay say analysis karnay k bad main trade karna chatay hein . yeah ham is main bagir forex market k anaylysis ko samjhay khkud say trade karna chatye hein. Agar ham is main achay say achay work karini gye to ham is main say apnay account ko strong kar leing gye. Is main ham ko employment aor unemployment hark ism ke news say aware khud ko rakhan ho gya is main he ham ki sab sy achi kamyabi ho sakti hay jis say ham apany goal ko gain kar saktay hein. Forex main ham ko senior say bhe help ley kar un k experience ko bhe zaroor analyse karna chye.
      • #4 Collapse

        Assalamu alaikum I hop ki aap theek honge aur Market mein sahi kam kar rahe honge to aap bahut hi aasani se smay kamyab ho sakte hain kyunki market ka koi bhi work hai usko Ham mukammal time den regular use mein kam Karen to bahut hi aasani se hamen usse fayda mil sakta hai hamesha market mein achcha war karte rahana importer hai isase hamen kamyabi bhi milati hai aur ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain work Ham jitna achcha karenge jitni jyada ismein Ham planning ke sath kam karenge utani hi jaldi hum is mn kameyab be ho sakte hein har Banda forex mn acha kam krna Chahta ha lekin asal mn wohi kameyab hota ha Jo acha kam krta ha hume regular kam krna hota ha ise hamre knowledge mn azafa hota ha ur hum market se acha profit bana sakte hein . What is the impact fomc news in forex market Market mein jab news aati hai to market mein Kafi impact parta ha ise agr hum is ka acha faida Lena chahtey tu hume market mn zada se zada news ko incares krna hota ha ise hume Kafi acha faida milen ga ur asani se hum market se faida le sakte hein har Banda forex seriously le ga tu forex os ko acha profit de sakti ha Forex mein Ham jitna samajh ke kam karenge utani hi galti hamen ismein kamyabi milegi raipur aur Market mein kam karenge analysis ko follow karke kam karenge to aasani se Ham kamyab ho sakte hain Jo log without experience aur without knowledge fomc news ka market mein bahut jyada asar padta hai jab market mein Ham news ko follow karte Hain to hamen iske sath sath market ke chart ko bhi dekhna hota hai market mein hamen analysis ko bhi check karna hota hai Trading Explanation Hamen market mein mukammal experience lekar kam karna hota hai to aasani se Ham is business se fayda le sakte hain aur kamyabi Le sakte hain koi bhi work hai usko Ham mukmmal time denge regular use mein kam karen to aasani se Ham use Nahin kamyab ho sakte hain indicator ko dekhna hota hai market mein indicator se hamen jitna achcha knowledge milta hai utani Hi jal tha kamyab ho sakte hain Jo log without experience aur without knowledge k is mn kam krte hein wo is mn kameyab be ni ho sakte hein regular market mn hum agr kam krein tu asani ho hi hume is mn kameyab hone mn ye eik important online business ha acha work krein achi menat krein tu asani se kameyabi mil jaati ha ur asani se achy trader Ban sakte hein is business ko fallow kr k Market ko hamen ful explain bhi karna hota hai technically work market mein important hota hai indicator ko check karna hota hai to aasani se kamyab ho sakte hain without knowledge or without experience ki agar Ham ismein kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi kamyabi leni hai to uske liye aapko jyada se jyada experience Lena chahie
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Aslamoalekum members . Ap sab kesay hain. Main umed krti hon ap sab kheryt say ap thek thak hon gay. Or apka trading ka session acha ja raha hoga. Aj ka hamara disscussion ka jo topic hay woh topic federal open market committee ky trading par asar kay bary hain. Isy dekhty hain kay yeh kia hay r hamen kia information deta hay.isay chal kay agy dekhaty hain. fomc meating effects on trading FOMC, yaani Federal Open Market Committee, Amreeki Reserve Bank ya Federal Reserve ka ek committee hai, jo monetary policy aur interest rates par faislay wsy karta hai. FOMC ke faislay forex trading market par kafi asar andaz ho sakte hain, khas tor par USD (Amreeki dollar) ke liye.Jab FOMC meetings hoti hain aur unka faislay ka ailan hota hai, toh yeh market mein shamoliayt ke liye ek important event hota hai. FOMC ke faislay interest rates, monetary policy mein tabdeeli aur bhe economic outlook par tafseeli behas par mabni hote hain. Jab in faislon ka asar samajhne ki koshish ki jaati hai, toh forex traders isse trading strategies aur bohat sy decisions par asar hota hai.Agar FOMC interest rates ko badhata hai, toh am tor par USD mazbot hota hai kyunki higher interest rates USD ko purkashish jesay banate hain foreign investors ke liye. Aise mein, USD ki value badh sakti hai aur forex market mein USD pairs, jaise EUR/USD ya GBP/USD, mein downward ki tarah pressure aasakta hai. explanation FOMC ka faisla aur uske meetings mein discuss kiye jaane wale economic indicators forex traders ke liye important hote hain. Inmein se kuch indicators hain GDP (Gross Domestic Product), inflation rate, employment data, aur consumer sentiment. Agar FOMC ke meetings mein in indicators ki koi ger mutawaqy tabdeeli ya ailanat hoti hai, toh market volatility aur currency ky joray ki movement me izafa dekhne ko mil sakta hai.Forex traders ko FOMC ky ailanat aur meetings ka bareek beni say mushahida karna zaroori hota hai. Isse unhe idea milta hai ki market mein kya hone wala hai aur trading strategies ko munazam karne ki zaroorat prny pr sakti hai.Yad rakhiye ki forex market bahut volatile hota hai aur bahut sare technici awamil iski harkat par asar dalte hain. Isliye, FOMC ke alawa bhi dusrey or boht economic events aur indicators ko bhi dhyan mein rakhna zaroori hai jab trading decisions liye jaate hain.
          • #6 Collapse

            Assalamualaikum! Umeed hai k ap sb khariyat sy hongy. R apky trading sessions achy jaa rhy hongy.Aj ka hmra or discussion topic "FOMC". Dekhty hain k ye hmein Kya information deta hai r hmry ilam Mai Kesy ezafa krta hai. Definition federal open market committee ( fomc ) ki istilaah se to morad federal reserves system ( frs ) ki shaakh hai jo es open market operations ( omos ) ko hadaayat day kar to ryast_haye mutahidda mein maliyati policy ki simt ka koi to taayun karti hai. yeh committee 12 arakeen par koi bhe mushtamil hai, jis mein board of gornrz ke saat arakeen, federal reserves bank of New York ke saddar, aur reserves bank ke baqiya 11 Sadoor mein se chaar shaamil hain, jo gardishi bunyadon par khidmaat injaam dete hain . Keysteps federal open market committee federal reserves system ki aik shaakh hai. fomc khuli manndi ki karwaiyon ko koi bhe to hadaayat day kar monitory policy ki simt ka taayun to karta hai. 1 yeh committee board of gornrz ke saat sy to arakeen aur federal reserves bank ke paanch Sadoor par mushtamil hai. 1 is ki har saal aath baqaidagi se tay shuda mulakaatein hoti hain jo wall street par qiyaas araiyo ka mauzo hain . FOMC Meetings fomc ki har saal aath baqaidagi se tay shuda meetings sy hoti hain, lekin zaroorat parney par woh ziyada baar mil sakti hain. meetings awaami satah par munaqqid nahi ki jati hain aur is wajah se wall strit par bohat ziyada qiyaas araiyo ka mauzo hain, jaisa ke tajzia car yeh pishin goi karne ki koshish karte hain ke aaya feed sharah sood mein izafay ya kami ke nateejay mein raqam ki farahmi ko sakht ya dheela kar day ga. 1 haliya barson mein, ajlason ke koi baad fomc meeting minutes ko aam kar diya gaya hai. jab khabron mein yeh bataya jata hai ke feed ne sharah sood mein tabdeeli ki hai, to yeh fomc ki baqaida mitngon ka nateeja hai. meeting ke douran, arakeen muqami aur aalmi maliyati mandiyon mein honay wali paish Raft ke sath sy sath iqtisadi aur maliyati pishin goyyon par tabadlah sy khayaal karte hain. tamam shurka — board of gornrz aur tamam 12 reserves bank ke Sadoor — malik ke muashi muaqqaf par –apne khayalat ka izhaar karte hain aur is monitory policy par baat karte hain jo malik ke liye sab se ziyada faida mand ho gi. tamam shurka ki taraf se kaafi ghhor o khoz ke baad, sirf naamzad kardah fomc sy bhe to mimbraan hi is policy par vote daaltay hain jisay woh is sy muddat ke liye munasib samajte hain . FOMC operations federal reserves ke paas paisay ki supply ko badhaane ya kam karne ke liye zaroori tools mojood hain. yeh omos ke zariye kya jata hai, riayat ki sharah ko adjust karna, aur es bank reserves ki zaroriat ko tarteeb dena. feed ka board of gornrz discount rate aur reserves ki zaroriat tay karne ka incharge hai, jab ke fomc khaas tor par omos ka incharge hai, jis mein sarkari sikyortiz ki khareed o farokht shaamil hai. misaal ke tor par, raqam ki farahmi ko sakht karne aur banking system mein dastyab raqam ki miqdaar ko kam karne ke liye, fed sarkari sikyortiz ko farokht ke liye paish kere ga. 1 fomc ki taraf se kharidi gayi sikyortiz fed ke koi system open market account ( soma ) mein jama ki jati to hain, jo mulki aur ghair mulki port folyo par mushtamil sy hota hai. gharelo port folyo mein you s aur wifaqi agency ki sikyortiz hoti hain, jab ke ghair mulki port folyo mein euro aur japani yan ki sarmaya kaari hoti hai . The Bottom line federal open market committee ( fomc ) federal reserves ki woh taqseem hai jo open market operations ko koi bhe munazzam karkay monitory policy muratab karti hai. aisa karne se, feed feed funds ki sharah ko mutasir karta hai, jo deegar sood ki shrhon ko mutasir karta hai. fomc sy bhe to mojooda market ke halaat par munhasir hai, maeeshat ko moahida karne ya badhaane ke liye aisa karta hai .
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              [COLOR=#ff8c00][SIZE=4][FONT=century gothic][U][I][B]Define FOMC

              اب آن لائن

              Working...
              X