Forex factory complete guide:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex factory complete guide:
    Forex factory complete guide:
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam Alaikum! Dear members umeed ha ap sb khairiat se hn gy or apki trading achi jaa rhi ho ge. aj ki post main hum forex factory ko discuss karen gy or dekhen gy k es oy diye gy data ko kesy read karen or es k data se trading main kesy help len. What is Forex Factory? members forex factory aik website ha es main hamen forex trading k hawaly se fundamental data dia jata ha jisko news khty hain. ap jis bhi currency ya commodity main trade karty hain to baz okat us currency ki economy ka koe major finacial event hota ha jis se us currency ki prices kafi affect hoti hain or market main bht zada tezi dkhny ko milti ha. agr ap ko es data ki information ni ho ge to es k effects ki wja se apko loss bhi ho skta ha. es lye apko forex factory se us currency ki news py nzr rkhni chahye taa k ap loss se bach skn or technial analysis k sth sth fundamentals ko use kr k apni trading ko profitable bna saken. agr ap kisis commodity jesa k Gold ya Oil main trade karty hain to jis currency main uski prices hain us currency ki news se commodity ki prices ko affect hota ha. laikin es website ko use karny k lye phly account hona lazmi ha. How to sign up? Dear members forex factory ko use krny k lye eska account hona lazmi ha. Or eska account bnany k lye apko py ja k signup k button py click kr k apni details deni ho ge or account bna lena ha. account bnany k bad ap forex factory ki settings main ja time pakistan ka set kr ln jo k GMT+5 ha.es k bad ap calender main ja k mojada date py ja k us din ka data chk kr skty hain. jis mn phly currency name mention ho ga or phr uska data given ho ga. data main 2 types hn ge PREVIOUS or Prediction. previous main apko pchla data btaya jata ha k kitna tha or prediction main btaya jata ha k next kitna data expected ha or eska kia asrat ho skty hain currency py. jesa k ap picture main dkh skty hain hr currency ka data given ha or hr data ka alg color ha. Ab hm dkhty hain k es main color ka kia impact hota ha. Grey:​color ki news ka currency ki prices py koe khas impact ni hota ha es lye esko ignote kia jata ha. Yellow: color kiisi ka currency py na bht ziada impact hota ha na bht km es lye esy medium impact news kaha jata ha. Red: color ki news ka currency ki prices py bht ziada impact hota ha or ye important news hoti ha. jis time red color ki news hoti ha to market bht zada volatile hoti ha or prices kafi opr ya kafi nechy ja skti hn.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Dear g han ap nay bhut acha swal ask kia hay agar ham chatay hein k ham ko market main kamyabi ko gain karna chatay hein to is main ham ko her kisim kay analysis karna chye aor is k bad maqin ja ker key he ham ko trading k lye trade ko open karn chye. So is main ham ko sb say phelay technical, aor fundamental analysis ko assess kar lena chye aor is k bad main ja ker k he hamein trade karna chye . Is main ham ko chye ho gya k ham is main apnay account balance ko assess kar k bad main he trade karna ho gya . So is main ham ko apni equity ko first of all assess karnay k bad main he trade ko karna chye. Is main ham ko sab say phelay time table ko deikh kar kay take profit aor take loss ko mind main set kar k bad main he trade ko karna ho g. Sab say phelay is main ham ko har time main market ko achay say analysis karnay k bad main he ham ko kamybai mil sakte hay. So is main ham ko chye ho gya k ham agar gbpusd ko trade karna chatay hein to is main ham ko chy ho gya k ham is sab say phelay market kay main anay wali hark ism ki news Ko sab say phelay acahay say assess kar lena ho gya aor is k bad main he ham ko trade karna ho go so without analysis k ham ko nuqsan bhe gain ho sakta hay is main.

      اب آن لائن

      Working...
      X