Zigzag indicator in forex....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zigzag indicator in forex....
    Zigzag indicator in forex....
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam walekum dear Forex member I hope aap sab khairiyat se honge aur Forex trading business Mein acchi working quality ke sath market Se achcha profit Le Rahi hongi dear jab aap for excreting Business mein kam karte hain to aapko apna Kam acchi planning proper knowledge aur experience ke sath karna Hota Hai tab bhi aap is business mein successful hote Hain isiliye aapko chahie ki aap achcha na Le jor experience hasil karne ki koshish karen Taki Apne advantages ko increase kar sake.
    Zigzag Indicator
    :
    Dear zigzag indicator ik aysa indicator hai jo chart main price ko identify karne ke liye use Kiya jata hai Jab aap Forex trading market mein is indicator ko istemal karte Hain To aap market Mein maximum advantages hasil kar sakte hain Kyunki zigzags indicator ka proper istemal traders ko market ki accuracy ka confirm Idea Deta hai zigzag indicator chart sport or resistance level ko identify karne ke liye bhi istemal Kiya jata hai aise traders price sport or resistance level per pahunchne ke bad aur uska reversal jab break out hone ke bad confirmation hasil karte Hain.
    Finding of Support and Resistance level:
    Dear zigzag indicator ko Forex trading market Mein trend ki identification ke liye istemal Kiya jata hai ki yah chart per support aur resistance level ki finding ke liye istemal hota hai traders ko aasani se yah ine levels ko find out karne ke bare mein batate hain jab Ham chart per support aur resistance level ko find karte Hain to Sath hi Ham chart py is indicator ko bhi apply karte hue is baat ki confirmation Le sakte hain ki yah support aur resistance level sahi hai ya galat isliye Ham is indicator ke istemal se jyada acha advantages hasil kar sakte hain isiliye hamen chahie ke is indicator ke bare mein complete knowledge aur information hasil Karen aur apni working Mein isko incluid Karen Taki ham is business ky maximum advantages hasil kar saken.
    Useses of Zigzag indicator:
    Dear jan zigzag indicator prices ko higher lower ke hisab se moment karne lagti hai to is baat ki confirmation karna hamare liye possible ho sakta hai ki kis waqt price ka trend I hai aur price ki movement bhi high area mein moment kar rahi hai aur jab chart indicator lohar log banata hai to is baat ka idea ho jata hai ki chart paper price hai aur Isiliye is indicator ko hamare liye use karna bahut aasan ho jata hai.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X