What is Bid price or ask price?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Bid price or ask price?
    What is Bid price or ask price?
     
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslam u alaikum, Dear forex member umeed karta hoon ap sab khairiyat se hoon gy dear members Ye traders kay laye bhot helpful sabit ho gi. Agr ham es post sy learning process ko carry karyn gy to he hamy kamyabi hasil ho gi. Forex trading ki market Mein Ask price aur bid price ko bhot zayda importance Di jati hai. Fracturing ki market Mein ask price or bid price bhot important role play karte hain. Es laye Hamen ask price or bid price ko acchi Tarah se study karna chahe. Forex trading ki market Mein Kam Karne Wale Har EK trader ko ask price aur bid price kay Fark Ka Pata Hona chahe. Forex trading ki market Mein kam karne se pahle trader ko fracturing ki market ke related complete information Hasil kar leni chahe. Jb Uske pass Forex trading Ki market ke related complete information Hogi to he market Mein mohjod tamam tools ko achi Tarah se understand kar payega.

    What is meant by Ask price in forex. Dear Free trading ki market Mein ask price ko bhot zayada value Di Jati Hai Hamen ask price ko achi Tarah Se learn karna chahie Hamen ask price ke related complete knowledge Hasil karna chahie Forex trading ki learning he es ki kamyabi ki konji hai. Market Mein ask price Hamesha lowest price ko refers Karte Hain. So ask price Hamesha bid price se higher Hota Hai. Es laye ask price ka kam currency ko Hamesha karny Ke Liye Hi hi hota hai. What is meant by bit price in forex chart. Bid price copy Forex trading ki market mein bhot zayada value Di Jati Hai. Bit price Hamesha ask price ke opposite Hota Hai. So bid price Hamesha highest price ko refers karne ke liye istemal Kiya jata hai. Es laye bid price or ask price ke darmiyan kay Fark ko spread ka nam bi diya jata hai. So bid price ka kam currency ko sale karna Hota Hai. Agar Ham market Mein successful trader Banna Chahte Hain To Hamen ine price ko acchi Tarah Se study karna chahie because ye he price ki madad se Ham market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain. Hamy agr es information ka pata ni ho ga to trade karny ma bhot dushwari ka samna karna pary ga. Forex chart ma small information ko ignore karny waly kbi kamyab ni ho paty. Agr es ko clear ni karyn gy to account wash ho jaye ga. Discription on the Difference between ask price and bid price. Dear normal pairs may ask or bid price main umooman 3 pips ka farq hota hai. Es difference ko ham spread kehtay hain ask aur bid ko ache trah se smjhe or in kay importance ko smjhe or in mein kitna trader ko faida ho skta hai. Or trader ne kb order lagana he aur kb close krna he market mein sel krna he ya buy krna he yeh sb chezein trader ke lie smjhna zarore hein phr trader trading mein ache traeeqe se kam kar sakta hai bid or ask price kay darmyan farak ko spread kehty hain. Spread wo cheez ha jo broker comition kay tor par wasool karta hai. Jb hum order open kartay hain bid or ask price har broker ki mukhtalif hoti hai. Kuch broker ki bid or ask price kay darmyan farak zada hota or kuch kay darmyan kam jb hum order open kartay hain. So buy ka to hamra order bid ki jo price ho gi us par open ho ga jub hum sell ka order open kartay hain jo ask ki price ho gi usi par sell ka order open ho ga. Es difference ko samjna bhot zaruri hai. So hamy pehle es par workout karna chahe or phr trade ko carry karna chahe. Ye trade bhot easy lagti hai but actually ye etni easy hai ni so pehle es kay difference ko achi tarha samaj lena chahe.
     
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
    • #3 Collapse

      Table of Content
      1. Introduction
      2. Understanding Bid price or Ask price in forex market
      3. How Ask price Bid price work
      4. MetaTrader Ask price or Bid price
      5. Conclusion
      Introduction Bid price woh hote hey forex market mein jes par aik forex trader currency pair ko sell karnay kay ley ready hota hey or ask price woh hote hey jes par aik trader by kay ley ready hote hey yeh dono prices asal time mein de jate hein or dono he update hote rehte hein mesal kay tor par USD$ kay competition mein British pound jes ke bid price 1.20720 hey ese tarah aik trader GBP/USD ko sell karna chahta hey British Pound ke price USD4 kay competition 1.20740 hey t yeh woh price hote hey jo aik trader currency pair ko buy karnay kay ley ready hote hey bid price ya ask price kay darmean mein different spread hota hey Understanding ask price or Bid price in forex market Bid price woh hote hey jo dealer kese bhe currency pair kay ley ada karnay kay ley ready hota hey jabkeh ask price price ke woh sharah hote hey jes par dealer currency ko sell karnay kay ley ready hota hey mesal kay tor par EUR 1 = 1.30 USD/1.40 USD higher price USD4 ke hey jes par euro buy ke jate hey ager 5000 Euro buy karnay hein to os kay ley ap ko 7000 USD$ daynay hon gay jab bhe kese standard bid ka samna karna parta hey to currency ke ask price confirm karne hote hey j ap currency ko buy kanay kay ada katay hein or low price woh hote hey jo ap ko masol ke jate hey ager currency sell hote hey How ask price bid price work forex market mein 2 hum mansab hotay hein buyer bhe hotay hein or seller bhe hotay hein buyer sab say high price par assert ko buy karna chahtay hein es kay opposite seller sab say low price par aik assert ko sell karna chahtay hein yeh dono fareeq buy ke price banatay hein jes ko bid kaha jata hey or sell ke price banatay hein es ko ask kaha jata hey spread bid or ask prices kay darmean mein gap ko kaha jata hey lahza bid say ask spread ka formula es tarah lekha jata hey ask - bid = spread to sum up ye pair buy karnay kay ley jo price ada karta hey yeh hamaisha market ke price say thora sa up jate hey jes price par hm forex pair ko sell kartay hein es ko ask kaha jata hey yeh hamaisha market ke price say thora sa nechay hote hey hum chart par jo price daikhtay hein woh bid kaha jate hey ask price bid price say hamaisha chand points zyada hote hey spread en dono ka gap hota hey MetaTrader ask price or bid price jaisa keh pehlay say zekar keya ja choka hey MT mein as default hota hey ask price or bid price apnay chart par ask price / bid price kay ley kahen bhe dain janab click karen or properties k select karen or bad mein common tab par click karen or Ask Line Show box ko check karen or ok botton par click karen or ask wale line chotay time frame par zahair ho jay ge higher time frame par bid ke ine ask ke line ahata karay ge ager ap ab bhe ask ke line nahi daikh saktay hein to yeh daikhnay kay ley check karen keh yeh rang hey apni khasoseyat mein wapes jain or yeh dakhnay kay ley check karen keh gared yanee bid line r ask line sahi rang ke hein ager ap daikhnay par click kartay hein to phir market watch ko select kartay hein tamam dasteyab trading allat kay ley live bid price r ask price daikh saken gay ager ap kese khas allamat kay ley phailao ko daikhna chahtay hein to market window mein kahen bhe dain janab click karen or spread ko select karen yeh bat yad rakhen keh MT4 ke prices points mein phaile hove hote hein spred ka size or points ko talash karnay kay ley ap ko en number ko 10 say taqseem karnay ke zaroorat ho ge Conclusion spread aik kesam ke fee hote hey jes ko trader currency ke market mein trade karnay kay chance mein apnay broker ko ada kartay hein yeh es ke price mein gap ko wazah kartay hein jes par aik click trader kay assert ko buy / sell karta hey spread fix/floating bhe ho saktay hein ager ap zyada tar trade kartay ho to sakhat spread ko pasand karen gay takeh trading kay sath attached expenses ko kam say kam keya ja sakay or result zyada say zyada ho sakay yeh bhe note keya jata hey keh spread zyada tar points ka hawala daytay hein trader kay ley points mein ask or bid kay concept ko samjhna chihay jo keh broker ke janab say paish keya jata hey news par bhe nazar rakhne chihay or risk ko manage kar kay kay trading karne chihay
      bhali kay badlay bhali
      • #4 Collapse

        Bid price kaya ha : Bid price trading mein ek important concept hai, jo currency pairs ya financial instruments ko khareedne ke liye traders ke liye available hota hai. Bid price woh price hai jis par buyers tayyar hote hain apne trades ko execute karne ke liye. Jab traders currency pair ya instrument ko khareedna chahte hain, toh unhe bid price par apni buy order lagani hoti hai. Bid price market mein available hota hai aur sellers is price par apni offer lagate hain. Yeh price buyers ke liye attractive hoti hai kyunki is par currency pair ya instrument khareedne ki possibility hoti hai.Bid price hamesha ask price se kam hota hai. Ask price woh price hai jis par sellers apne currency pair ya instrument ko bechna chahte hain. Bid price aur ask price ke beech mein jo difference hota hai, use spread kehte hain. Spread broker ki commission aur liquidity providers ke fees ko shamil karne ka ek tariqa hai. Traders ko bid price ka samajhna zaroori hai kyunki is par unki buy orders execute hoti hain. Jab traders currency pair ya instrument ko khareedte hain, unhe bid price par fill karte hain. Bid price traders ko market liquidity, supply, aur demand ke baare mein information deta hai. Spread ka width volatility aur market conditions par depend karta hai. Jitna tight spread hoga, utna zyada liquid market hai. Traders ko bid price aur ask price ke beech ka spread bhi samajhna chahiye, taaki wo apni trading decisions ko sahi tareeke se manage kar sake. Spread ki value trading costs aur overall profitability par asar padti hai. Bid price trading ke basic components mein se ek hai jo buyers ke liye available hota hai. Traders ko bid price ko monitor karna zaroori hai jab wo buy orders lagate hain aur unki trading strategies aur profitability ko optimize karne ke liye bid price ka samajhna zaroori hai. Ask price kaya ha Ask price trading mein ek important concept hai, jo currency pairs ya financial instruments ko bechne ke liye sellers ke liye available hota hai. Ask price woh price hai jis par sellers apne trades ko execute karne ke liye ready hote hain. Jab traders currency pair ya instrument ko bechna chahte hain, toh unhe ask price par apni sell order lagani hoti hai. Ask price market mein available hota hai aur buyers is price par apni buy offer lagate hain. Yeh price sellers ke liye attractive hoti hai kyunki is par currency pair ya instrument bechne ki possibility hoti hai.Ask price hamesha bid price se zyada hota hai. Bid price woh price hai jis par buyers apne currency pair ya instrument ko khareedne ke liye ready hote hain. Bid price aur ask price ke beech mein jo difference hota hai, use spread kehte hain. Ask price traders ko market liquidity, supply, aur demand ke baare mein information deta hai. Jab traders currency pair ya instrument ko bechte hain, unhe ask price par fill karte hain. Ask price ka samajhna zaroori hai kyunki is par unki sell orders execute hoti hain.Spread ka width volatility aur market conditions par depend karta hai. Tight spread hone ki wajah se traders ko transaction costs kam hote hain. Traders ko ask price aur bid price ke beech ka spread bhi samajhna chahiye, taaki wo apni trading decisions ko sahi tareeke se manage kar sake. Spread ki value trading costs aur overall profitability par asar padti hai.Ask price trading ke basic components mein se ek hai jo sellers ke liye available hota hai. Traders ko ask price ko monitor karna zaroori hai jab wo sell orders lagate hain aur unki trading strategies aur profitability ko optimize karne ke liye ask price ka samajhna zaroori hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Introduction. assalaam.o.alikum dear forex member umeed karta hun k ap theek hun gay dear Bid price aur ask price, stock market ya kisi bazaar mein trade ho rahe securities ki keemat ko represent karte hain. In prices ka samajhna, trading decisions lena aur market trends ki samjhna bahut zaroori hai. Is mein hum bid price aur ask price ke bare mein tafseel se baat karenge. Bid Price Dear member Bid price, ya khareedne ki keemat, wo price hoti hai jis par buyers tayyar hote hain ek security khareedne ke liye. Ye price hamesha lower hoti hai current market price se, kyun ki buyers ko securities ko discount par khareedna hota hai. Ask Price Dear member Ask price, ya bechne ki keemat, wo price hoti hai jis par sellers tayyar hote hain apni security bechne ke liye. Ye price hamesha higher hoti hai CMP se, kyun ki sellers apni securities ko premium par bechna chahte hain. Bid-Ask Spread Dear member Bid price aur ask price ke beech ka difference bid-ask spread kehlata hai. Ye spread market liquidity aur demand-supply ke basis par tay hota hai. Spread ka size stock ya security ke type par depend karta hai. Wider spread, kam liquidity aur bazaar mein zyada volatility ko indicate karta hai. Market Orders aur Limit Orders. Dear member Market orders, securities ko immediate trading ke liye place kiye jate hain. In orders mein traders bid price par buy karte hain ya ask price par sell karte hain. Limit orders mein, traders apne specified bid price ya ask price par trading orders place karte hain, aur execution tab hoti hai jab market price limit price tak pahunchti hai. Bid-Ask Price ka Impact. Dear member Bid price aur ask price ka samajhna trading decisions par direct asar daalta hai. Agar aap ek security khareedna chahte hain, toh aapko bid price par place karna hoga, aur agar bechna chahte hain, toh ask price par place karna hoga. Bid-ask spread ki understanding, market volatility aur trading costs ko evaluate karne mein madad karti hai. Bid-Ask Price ka Estimation. Dear member Bid price aur ask price dynamic hote rehte hain aur market conditions ke hisaab se change hote rehte hain. Market makers aur brokers bid-ask price estimation provide karte hain jo market trends, demand-supply dynamics, aur other factors par based hoti hai. In estimations ka istemal trading strategies aur decision-making mein kiya jata hai. Final Result Dear member Bid price aur ask price stock market ya kisi bazaar mein securities trading ke crucial aspects hain. In prices ka samajhna, traders aur investors ke liye bahut zaroori hai, taki wo informed decisions le sake aur market trends ki samjh sake. Bid price aur ask price ke beech ka spread, market liquidity aur volatility ke liye important indicator hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X