What is Rectangle Chart Pattern?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Rectangle Chart Pattern?
    What is Rectangle Chart Pattern?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamualaikum! Dear members I hope you all are fine and doing well on forex trading. Aj mein ap ko rectangle pattern key bary mein knowledge share krun gi. What is Rectangle Chart Pattern: Bullish rectangle chart pattern aik kesam ka chart pattern hota hey jes mein price bullish breakout kay sath aik side ya limit kay sath chalte rehte hey yeh chart pattern forex market mein trend ko tabdel karnay kay tor par daikha ja sakta hey yeh dono tarekon say kam karta hey trend reversal or trend jare kay tor par kam karta hey tahum forex market mein retail trader zyada tar higher winning ke wajah say higher ratio ko jare chart pattern kay tor par estamal kar saktay hein Identification: Rectangle chart pattern forex market ke halat ke nomaindge karte hey mesl kay tor par es chart pattern kay doran price aik side ke taraf chale jate hey forex market time kay sath sath price ke limit kay andar chalte rehte hey or forex chart par rectangle noma shape bante hey forex market mein price pattern 2 highs ya 2 lows ke shape mein he hona chihay resistance zone par price kay 2 touches htay hein or support zone par price kay 2 touches hotay hein nechay de gi tasweer price time kay hawalay say aik side mein barah rehe hote hey Break out With This Pattern: Dear sab say important step hey keh ap ko care karni chihay kunkeh forex market breakout say bhare hove hey en mein say fake breakout bhe hota hey forex market mein are bullish candle stick breakout ko identify karte hey kunkeh yeh forex market mein sahi breakout ko wazah karte hey dosree taraf ager Doi candle stick ya chote candle stick hote hey jes kay sath candle stick mein Breakout ke confirmation ka intazar karna chihay kunkeh frex market mein chote candle stick ke raftar low hote hey basic key level Breakout high momentum kay sath hona chihay Expalination: Day trading strategy with bullish rectangle candle stick chart patteres trading strategy mein ap forex market ke entry level stop loss ya take profit kay baray mein bhe jan saktay heinchonkeh forex market mein aik trading strategy teen technical parameter kay sath mel kar bane hote hey es kay sath technical indicator or fundamental ka bhe jaiza leya jata hey rectangle trading strategy mein yahan par teen kesam kay parameter say mel kar bane hote hey Bullish rectangle chart pattern say pehlay forex market mein trend bullish ka he hona chihay yeh forex market mein trend jare chart pattern kay tor par bhe estamal ho sakta heyrectangle chart pattern kay oper breakout zone ya resistance zone chart pattern kay tr par bhe estamal keya ja sakta hey es ka matlab yeh hey keh price pore strength kay sath resistance zone ko break kar day ge Breakout kay bad pechle Fibonacci level price par wapes janay kay ley wave ka intazar karay ge
     
    • #3 Collapse

      rectangular chart pattern rectangular ak chart pattron hai jub kimat mutvazi himayat or satha sy munsalik hoti haii rectangulor khredaro or ferokat kundgan k mabain estkam ya adam estkam ki mudat ki nomaish karta hai kio k ye trading sai sy krty hai lakin nahi es pr galba hasil hai kimat test bi akhir torny sy pahlly kai bar himayat or muzhamt ki satha hoti hai waha sy kimat ki break out ki simat mai rujhan paida kr skti hai chay woh ulta hu ya manfi pahlo sy Identifying the Rectangular Patternab hub ap pattron sy wkaf hai tu ay mustateel ki taskeel ko kiss tarha tijart krain es sy ham btain ge rectangolar pattron ki neshandahi krny k liye ap ko pahly ak asa rujhan rakny walas stock ki zarorat hai jo stock kimuzhamt ka samna kr raha hu ap ko kam aza kam do tops or do botlo ki shankt krny ki zarort hu ge ju ak dosry k sth ufqi hu ye do uper or sub sy nechay muzhamt ki satha paida krain ge chart mai pattron ki neshandahi krny k liye ap ko focuss rakhny ki need hai When to Exit the Rectangle Patternrectangular pattron sy kam sy kam hadaf k baray mai ak wazay bian karda qaida hai jub ap rectangular pattrin ki tijarat krty hai tu ap kam sy kam kimat k itadal kr k apni kimat mai rehn cheya jiss ki shakl k barabr hu chon k ap ka stop nuksan rectangulor had k wast mai hai
       
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Definition of rectangular CHART PATTROn ​
        Rectangular chart patterns forex trading mein istemal hotay hain takay traders ke liye price movement ko analyze karnay mein madad mile. Ye patterns horizontal lines ki shakal mein hotay hain aur ek specific arsay mein price range ko represent karte hain, jismein price horizontally consolidate hoti hai. Ye patterns bullish ya bearish trend ke doran paye jate hain aur market ke direction ko samajhne mein madad dete hain.
        Yahan kuch ahem points hain jinhein rectangular chart patterns ki tafseel se samajha ja sakta hai:


        ​​​​​​Consolidation Phase:

        Rectangular chart patterns market mein consolidation phase ko indicate karte hain, jismein price ek specific range mein move karta hai aur direction mein kisi qisam ka
        I​​​​​​clear trend nahi hot

        Identifying the Rectangular Pattern
        1. Wait for confirmation of the pattern before making trading decisions. Confirmation occurs when the price breaks out of the rectangle, either to the upside or downside. A breakout should ideally be accompanied by increased volume and follow-through momentum to validate the pattern.

        By carefully observing these characteristics on a price chart, traders can effectively identify rectangular patterns and use them to anticipate potential breakout opportunities in the forex market. However, it's important to combine pattern recognition with other technical analysis tools and indicators for comprehensive market analysis and to minimize false signals.





        When to Exit the Rectangle Pattern


        Rectangle pattern se bahar nikalne ka faisla karne ka aham tareeqa breakout ki tasdeeq ka intezar karna hai. Traders aksar apne positions ko us waqt khatam karte hain jab ke price rectangle se bahar nikalti hai, chahe woh upar ki taraf ho ya neeche ki taraf, breakout ki taraf ke mukhalif. Tasdeeq ko barhava denay ke liye breakout ke samay volume mein izafa aur breakout direction mein mazid taraqqi dekhna zaroori hai.

        Maqsood Ke Keemat: Traders aksar maqsood ke keemat par nishana qaim karte hain jo rectangle pattern ki unchai aur neechai hadood ke darmiyan faasla hota hai. Is ke liye, rectangle ki unchai aur neechai hadood ke darmiyan faaslay ka fasla nikaalain aur breakout point ki taraf faasla jari karein. Ye taqreeban target price levels ke tor par istemal hota hai, aur traders apne positions ko us waqt khatam kar sakte hain jab price ye levels tak pohanch jati hai.
         
        Last edited by ; 02-03-2024, 12:27 PM.

        اب آن لائن

        Working...
        X