Tower Top Chart Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tower Top Chart Pattern
    Tower Top Chart Pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    "Tower top" Forex trading mein ek chart pattern hai, jo bearish trend ke reversal signals deta hai. Ye pattern price chart par dekhi jane wali candlestick formations se bana hota hai. Tower top pattern traders ko bearish trend exhaustion aur potential trend reversal ke signals samajhne mein madad deta hai. Tower top pattern ka appearance aik up move ke baad hota hai, jab price chart par ek extended upward trend dikhta hai. Is pattern mein do consecutive candlesticks involved hoti hain. Pehli candlestick long green candle hoti hai, jo upward move ko darshati hai. Dusri candlestick, jo pehli candlestick se ooper open hoti hai, green candle ki body ke ooper se start karti hai. Is candlestick ki body range pehli candlestick ki range se ooper hoti hai, lekin iski lower shadow pehli candlestick ki range se zyada extend hoti hai. Tower top pattern ki distinguishing feature ye hai keh dusri candlestick pehli candlestick ki range mein close hoti hai.Tower top pattern bearish trend reversal ka possibility darshati hai. Jab price chart par tower top pattern form hota hai, toh ye indicate karta hai keh upward move khatam ho chuka hai aur bearish reversal shuru ho sakta hai. Ye pattern selling pressure aur buying pressure ke balance shift hone ki indication hai. Traders is pattern ko confirm karne ke liye dusre technical indicators aur tools ka istemal karte hain, jaise ki moving averages, trend lines, ya phir oscillators. Traders tower top pattern ko sell signals ke tor par istemal karte hain. Agar tower top pattern form ho raha hai, toh traders sell trade enter kar sakte hain. Stop loss order ko pattern ke ooper, ya phir pattern ke nearby highs ke ooper rakhna recommended hai. Target price ko previous lows, support levels, ya phir technical analysis ke aur indicators ke saath define kiya jata hai.Tower top pattern ki kamyabi aur validity traders ke liye important hai. Isko identify karna aur isko confirm karne ke liye sufficient knowledge aur experience zaroori hoti hai. Traders ko is pattern ko samajhne ke liye chart analysis aur backtesting par focus karna chahiye. Pattern recognition aur iski confirmations ki sahi understanding ke saath, traders apni trading strategies ko refine kar sakte hain aur profitable trading decisions le sakte hain.
     
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Tower Top Candlestick Pattern
      Tower top candlestick pattern main do long real body wali candles bullish aur bearish candles k darmeyan small real body k teen candles aisi tarteeb se ban jaye k un ka high aur low in candles k real body main a jati hai. Ye pattern aik strong bearish trend reversal ka kaam kartta hai, jabb qeematen bohut ziadda top trend par trade kar rahi ho. Pattern k aghazz par aik long real body ki bullish candle hotti hai, (aggar bullish candle na ho to ye small real body ki ziadda cabdles bhi ho saktti hai). Bullish candle k baad dossri aur teesri candles aik small real body main hotti hai, aur ye candle mukhtalif colours main ho saktti hai. Pattern k akher main chothi or fourth candle aik long real body ki beariah candle hotti hai, jo small body wali candles ko apne andar cover kar leti hai.
      Candles Formation
      Tower top candlestick pattern bullish trend ya higher prices main banta hai, jiss main candles ki tadad aam candlestick patterns ki tadad ki tarah nahi hai, yani ye pattern panch se le kar dass (10) candles tak bhi ho saktta hai. Lekin standard tower top pattern ko panch candles se bhi mukammal pattern kaha ja hai. Tower top pattern main candles ki tafseel darjazzel hogi; 1. First Candle: Tower top pattern ki pehlee candle aik long real body wali white or green candle hotti hai, jo k pattern k aik side k pillar ya tower hotta hai. Ye aik long bullish candle hotti hai, jis ko pattern ka left tower bhi kaha jatta hai. 2. Second Candle: Tower top pattern ki dosree candle small real body main hotti hai, ye candle kisi bhi trend (Bullish or Bearish) ki ho saktti hai. Dosree candles k color ki koi ahmeyyat nahi hai lekin is ka size bohut small honna chaheye. 3. Third Candle: Towet top pattern ki teesree candle bhi dosree candle ki tarah snall real body main hotti hai, ye candle bhi kisi bhi color main ho saktti hai, yanni color ziadda important nahi hai, lekin small body main honni chaheye. 4. Fourth Candle: Tower top pattern ki chothee candle bhi pehle do candles ki tarah samll size aur kisi bhi type ki ho saktti hai. Is candle ka bhi color black and white dono tarah se pattern k mutabiq hotta hai. Other Small Candle: Aggar tower top pattern main small candles ki taddad panch se ziadda hai to us sorrat main ye candles bullish ya bearish jo bhi ho pattern k muttabiq acceptable hai. Lekin candles ki real body lazzmi small size main honni chaheye, jo k pattern k leye zarrori hai. 5. Fifth Candle: Tower top candlestick pattern k muttabiq pattern ki akhari aur panchwen candle aik bearish candle hoggi, jo k size main pehlee bullish candle k barabar ho saktti hai, yanni ye candle aik long real body wali black or red candle honni chaheye. Is candle ko pattern ka right tower kahha jatta hai, jo mumkinna tawar parr trend reversal ka kaam kartti hai.
      Explanation
      Tower top pattern main bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend main banta hai. Pattern ka aghaz aik bari real body wali long bullish candle se hoti hai. Pattern ki panchwen aur last candle aik long real body wali bearish candle hotti hai, jis se pattern ka trend baddal jatta hai. Tower top pattern main pehlee bullish candle ko left pillar ya tower jab k last bearish candle ko right tower kaha jatta hai. Pattern k bullish aur bearish candles k darmeyyan main small real sizze main black aur white candles hotti hai, jo k bullush trend k khatme ka bahiss bantti hai. Small candles k leye zarrori nahi hai k ye lazzmi kisi white ya black color ki ho lekin sizze lazzmi small honna chaheye, jab k last candle ka color lazmi black ya red hona chaheye.
      Trading
      Tower top pattern long term k timeframes main bohut lambay arsey main banta hai, q k iss main shamil candles ki tadad ziada hai, aur ya aksar mazeed barh jata hai. Ya pattern aksar bearish trend reversal main dekha jatta hai, jab bhi prices aik market k top position par challi jatti hai, to wahan se trend reversal k chances ziadda ho jatte hen. Tower top candlestick pattern main small real body wali candles bullish trend k end ka signal detti hai. Pattern par trading karne se pehle pattern k top position aur bearish candle k baad aik confirmation candle ka intezzar zarror karen. Aggar ye bearish candle real body main bantti hai, to ye position market main sell ki entry ka hogga. Pattern ki confirmation dosrre indicators se bhi confirm kia ja saktta hai. Stop Loss pattern k sab se highest point se aik ya do pips top position par set karen, jo pattern ka mumkin resistance position sabit ho sake.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Aslamoalekum members kesay hain ap sab. Mujhay umed hay sah thek thak hon gay. Aj ka hamara disscussion ka jo topic hay wh (Tower top chart pattern) kay bary hain. Isy dekhty hain kay yeh kia hay r hamen kia information deta hay . Topic : Tower top chart pattern Tower top AK Japanese candlisck pattern hy Jo mozahmti alaky ya operi rohjan k akhtatam pr bnta hy.pahli mombati AK lambi sofyaid body hy Jo kharidaron k taiz aradon ko zahr krti hy is k bd mombatoun ki AK series shrow hoti hy jo Kasi bhi rang ki choty jasim ki hoti hy akhri mombati AK lambi bearish candle hy.phli or akhri mombatouna tower k satono ky Tor pr Kam krti hn .kb k in k darmian mokhtasr jasm wali mombati tower ki choti k tor pr Kam krti hy ya AK asa namona hy Jo rali k akhtatam or momkna mandi k olt Jany ki nashan dahi krta hy Explanation of Tower top chart pattern Tower top candlestick pattern ko Bearish tower top candlestick pattern ka name bhi Dia gia hy n.ya AK reversal candlisck pattern hy.bearish tower top candlestick pattern am Tor pr stock ki hasas ki kameet mn towsi k akhtatam pr tyar hoty hn ya candlisck pattern candlisck pattern ki AK series pr moshtamil hota hy dosry candlisck pattern k berakas Jo zaida tr single candlestick pattern hoty hn .lihaza bearish tower top candlestick pattern ki shanakht moshahidat ki aeries k zary ki jati hy Kun kh candlisck ko tyar honey mn kaei tayjeri adwar lgty hn JB stock ki hasas ki kameet mn towsi runup k akhtatam pr AK lamba sabaz mombati ka namona tyair hota hy or phr agly jary candlisck labi sabaz mombati k kareeb hony sy zaida agy bhrny mn nakam rhty hn

        اب آن لائن

        Working...
        X