Basic modes to understand bearish meeting line

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Basic modes to understand bearish meeting line
    Basic modes to understand bearish meeting line
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jate he bearish trend reversal pattern hai, jo k high price area ya bullish trend k dowran banta hai. Pattern ki pehli candle bullish jab k dosri candle aik bearish candle hoti hai. Pattern ki dosri bearish candle k open price pehli candle se oopar gap main honi chahiye. Pattern ki dosri candle ka close price pehli candle k same closing price par trend reversal open ho kar pehli candle k exact closing price k in-line close hoti hai. Ye candle market main selling control ko zahir karti hai, jo prices k sabeqa trend k khatemay par banta hai. Ye pattern dekhne aur candles ki formation same beaaheye. Pattern ki dono candles real body main lazmi honi chaheye, jab k candles pattern hai, jiss main pehli candle aik normal bullish candle hoti hai, jo prices main b nisbatan kasrat se hota hai, jo bohathahta cely and partaking in your life, today we will examine the morning doji star candle design in forex exchanging . I trust my words will be exceptionally useful bhi ho sakti hai, jab k pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jo k pehli candle k top gap main open ho kar pehli candle k exact closing price k in-line close hoti hai. Ye candle market main selling control ko zahir karti hai, jo prices k sabeqa trend k khatemay par banta hai. Ye pattern dekhne aur candles ki formation same bearish belt-hold line candlestick pattern ki tarah hota nahi hai. Dono candles k darmeyan banne wala gap dosri candle k Basic modes to understand bearish meeting line Jb market me zyada tr bearish wale candlesticks peada ho tu market definitely sell ke taraf jate he waja se market main sellers ziada active ho jate hen. Pattern ki dosri candle prices ko bullish trend k leye resistance zone banati hai, jiss k baad prices teezi k sath downfall karti hai. Pattern par k baray ager or bhi achi info gain ker lena c l candle stuck patteren hain kyunkay Pattern ki dosri candle ka close price pehli candle k same pattern mar n and educated for you, so how about we get everything rolling with.y hain to is k liye senior Members ki help lay ker is k baray work out kiya ja sakta hay or is k hai, jiss ka open price apne close price k ooper hona chaheye ullish trend aur buying pressure zahir karti hai. Ye candle shadow samet ya shadow k bagher isbatan aasaan hai. patteren ki mazbooti aur bharoosay ka inhisaar aksar is se pehlay ke oopri rujhan ya neechay ke rujhan ki taaqat standard hota hai, aur ziyada tar tajir ulat jane ki tasdeeq ke peak standard deegar light stuck patteren, graph patteren, ya takneeki isharay istemaal karte hain. sab ke kaafi kasrat se paye jatay hain aur doosri candle stuck muk do candles ka aik trend reversal pattern hai. Pattern main candles k opening prices aik dosre k opposite hona aur closing price samclosing price par hona chahiye, lekin iss k close price k ooper ya nechay nahi hona ch a trend reversal pattern hai, jiss main pehli candle aik normal bullish candle hoti hai, jo prices main bullish trend aur buying pressure zahir karti hai. Ye candle shadow samet ya shadow k bagher halif r hai, aur dono same bearish trend reversal k leye istemal hote hen, lekin dosri candle ki thori si tabdeeli ki waja se dono aik dohona chahiye, lekin iss k close price k ooper ya nechay nahi hona chaheye. Pattern ki dono candles real body main lazmi honi chaheye, jab k candles k shadow ka hona ya na hona zarori ang mein tabdeel honay ke baad se is ki nishandahi karna bullish candle banti hai, to ye pattern invalid ho kayega, jiss par trade entry nahi karni chaheye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Bearish Meeting Line Candlestick Pattern
      Bearish meeting line candlestick pattern main dosre din ki candle previous din ki candle k top par gap main open ho kar ussi k closing point par close hoti hai. Bearish meeting line candlestick pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik bullish candle hoti hai, jab k dosre din ki candle aik bearish candle hoti hai. Pattern ki dosre din ki bearish candle pehli din ki bullish candle k current trend k asarat ko kam karti hai, ynni bearish candle bullish candle k upper side par gap main khulti hai, jab k close ussi k same closing point par hoti hai. Pattern ki bearish candle bullish candle se ooper gap main open hoti hai, lekin ye gap bearish candle ki real body se cover hota hai, jiss ka iss waja se andaza ya clear nazar nahi ata hai.
      Candles Formation
      Bearish meeting line candlestick pattern main shamil candles bearish aur bullish pattern ki hoti hai, jo k prices k bearish trend reversal k leye istemal hota hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k upper par open ho kar ussi k closing line par same close hoti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
      1. First Candle: Bearish meeting line candlestick pattern ki pehli candle market k current trend k mutabiq aik bullish trend hoti hai, jiss ka close price open price k se ooper hota hai. Bullish candle shadow samet ya uss k bagher ho sakti hai, jo k real body main hoti hai.
      2. Second Candle: Bearish meeting line candlestick pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai. Ye candle pehli candle k top par gap main open ho kar ussi k lower par same close price par close hoti hai. Dosri candle lazmi real body main main honi chaheye aur pehli candle k close point se pehle ya baad main close honi chaheye.
      Explaination
      Bearish meeting line candlestick pattern price chart par uss waqat banti hai, jab bhi buyers market main dilchaspi lena kam kar dete hen. Ye pattern prices k top par ya bullish trend main ban kar market ka trend bearish reversal bana deta hai. Pattern main shamil dono candles real body main honi chaheye, jiss main dosri candle pehli candle se se ooper gap main open hoti hai. Pattern ki banne ki psychology kuch iss tarah se hai, jiss main buyers price ko pehle ooper push karte hen, jiss se bearish candle bullish candle se ooper gap main open hoti hai, lekin baad main buyers ki prices k top main mazeed dilchaspi nahi rehti hai, aur ussi waqat sellers market main ziada active ho jate hen. Baaz dafa ye pattern koi strong news release hone k baad prices k top main banta hai.
      Trading
      Bearish meeting line candlestick pattern trading k leye aik strong bearish signal deta hai, jiss se sellers market main entry karte hen. Pattern k baad aik bearish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main honne k sath sath dosri candle k bottom par close honi chaheye. Lekin bullish candle banne ki sorat main trade entre karne se parhez karen. Trend confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value overbought zone main honi chaheye. Pattern do candles ka hota hai, iss waja se stop loss ka istemal zarori hai. Stop Loss pattern k sab se high position ya dosri candle k open price se two pips above par set karen.

      اب آن لائن

      Working...
      X