Pivot point in forex market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pivot point in forex market
    Pivot point in forex market
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    aapke PC standard put away information ko nuqsaan ho sakta hai. Ismein aapki tejarti tareekh sara information systems, pointers, aur bht aham information shaamil ho sakte hain. Is tarah ka information misfortune aapke tejarti karkardagi aur records standard asar kar sakta hai.Trading principal nuqsana falling wedge say crash aapke exchanging exercises ko bhi mutasir kar sakta hai. Agar aap kisi exchange ke beech mein hai aur aapka framework crash hojaye, toh aap exchange execute karne mein paryshan ho sakte hain. Isse aapko byhad nuqsan yaa faiday se mehroom kar sakta hai.Time or mawaqay ke munasibat Agar aap live market mein exchange kar rahe hain aur falling wedge crash hota hai, toh aap bahut waqat aur mauke kho sakte hain. Hit aap apne framework ko phir se chalu karenge, aapko economic situations aur exchange ke mawaqay ko dobara tajziya karna hoga, jisse aap faidamand exchanging time aur mauke kho sakte hain.Tachniqu tajziya Interruption Forex dealers aksar technici tajziya ka istemal karte hain, jismein cost diagrams, markers, aur charts ka istemal hota hai. Agar falling wedge hojaye, toh aapki specialized investigation instruments aur programming bhi mutasir ho sakte hain. I Break Out Exchanging Stradgy rmation ko nuqsaan ho sakta hai. Ismein aapki tejarti tareekh sara information systems, pointers, aur bht aham information shaamil ho sakte hain. Is tarah ka information misfortune aapke tejarti karkardagi aur records standard asar kar sakta hai.Trading principal nuqsana falling wedge say crash aapke exchanging exercises ko bhi mutasir kar sakta hai. Agar aap kisi exchange ke beech mein hai aur aapka framework crash hojaye, toh aap exchange execute karne mein paryshan ho sakte hain. Isse aapko byhad nuqsan yaa faiday se mehroom kar sakta hai.Time or mawaqay ke munasibat Agar aap live market mein exchange kar rahe hain aur falling wedge crash hota hai, toh aap bahut waqat aur mauke kho sakte hain. Poke aap apne framework ko phir se chalu karenge, aapko economic situations aur exchange ke mawaqay ko dobara tajziya karna hoga, jisse aap faidamand exchanging time aur mauke kho sakte hain.Tachniqu tajziya Disturbance Forex brokers aksar technici tajziya ka istemal karte hain, jismein cost diagrams, pointers, aur charts ka istemal hota hai. Agar falling wedge hojaye, toh aapki specialized examination apparatuses aur programming bhi mutasir ho sakte hain. Isse aapko exchanging choices lene mein bohat masaly pa
     
    • #3 Collapse

      What is Pivot Point: Dear Forex Members aj ma ap ko pivotpoint ky bary ma kush information du ga ky Forex trading me Pivot Point se murad wo point hai jis pe aik trend rukh jata hai, aur us point tak market ki price pohonchne ky badh bar bar wapis ati hai. Jab bhi aik continue trend forex trading market me chahay wo upward side pe ho ya downward side pe aik khas position ko touch karne ky badh reverse ho jata hai aur us ky badh trend reversal ho jata hai forex trading ka pivot point hota hai. Is point pe market ki prices pohunch to jati hai lekin is point ko break up nahi karti hai. Forex trading me jab bhi ye point break ho jata hai to ye pivot point nahi rehta hai. Pivot point se trend reversal ho jata hai. Forex trading me aksar hum indicators pe dekhte hein ky wo mukhtalif qisam ki resistance aur support levels ko show karti hai jis se trends wapis ati hai. Pivot point hamare resistance aur support levels ka wo last point hota hai ji se trend ne return back karna hota hai. Importance of Pivot Point: Dear Friends Forex trading me Pivot Point ki bohot zyada importance hoti hai jab aap Forex trading me Ishq point ki proper calculation kar lete hain to aisi situation main apko bohot best entries mil sakti hai no doubt Forex trading mein yah kaisa point hota hai jiski basis per aap apni different decision-making complete kar rahy hoty hain diye jab bhi aap market ko is point ki basis per differentiate kar rahe hote hain aur isko comparison ki basis per decision making karte hain to ap apny best results produce karne mein bohot zyada help hasil kar sakte hain. Trader in Pivot Point: Dear Sisters and Brothers Har pair ka daily pivot point, resistance and support level change ho jata hai. Is liye trader ko daily basis per analysis karny ki zaroorat isi liye hoti hai ta keh woh market ka pivot point jan saky. Jab aik trader pivot point jan laita hy to us ky liye trend dhundna aur is trend main valid trading karna bohot assan ho jata hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Aslamoalekum members kesay hain ap sab. Mujhay umed hay sah thek thak hon gay. Aj ka hamara disscussion ka jo topic hay wh pivot points kay bary hain. Isy dekhty hain kay yeh kia hay r hamen kia information deta hay. pivot points Forex trading main pivot point ek technici tajziyati tool hai, jo traders use karte hain market trend aur keemat ki harkat ka tajziya karne ke liye. Pivot points ko essy samjne ke liye, aapko kuch basic trading ky tasawurat aur calculations ke bare mein samajhna hoga.Pivot point calculation ka ek am sa tareeqa hai. Pivot Point = (High + Low + Close) / 3 Is formula mein, High current session ka highest price hai, Low current session ka lowest price hai, aur Close pichlay session ka closing price hai.Pivot point key b saath, traders am tor par support aur resistance levels calculate karte hain. Ye levels market trends ko samajhne aur trading decisions ko make karne mein bohat madad karte hain. Yahaan tak ke support aur resistance levels ko calculate karne ke liye, aap mazeed formulas use kar sakte hain. Resistance 1 (R1) = (2 x PP) - Low Support 1 (S1) = (2 x PP) - High explanation of formulas Resistance 1 (R1) ko calculate karne ke liye, aap pivot point ko double karke usmein current session ka lowest price ko manfi karenge. Support 1 ko calculate bh karne ke liye, aap pivot point ko double karke usmein current session ka highest price ko manfi karenge.Isi tarah se, aap Resistance 2 aur Support 2 bhi calculate kar sakte hain. Resistance 2 (R2) = PP + (High - Low) Support 2 (S2) = PP - (High - Low) Ye formulas aapko pivot point aur related support/resistance levels calculate karne mein help karenge. Ye levels aapko market trend aur potential reversals ka bhe idea dete hain, jisse aap apne trading strategies aur decisions ko refine kar sakte hain.Dhyan rahe, pivot points aur support/resistance levels ek matra tool nahi hy hote hain, aur aapko dusre technical indicators aur market ky tajziaati tools ke saath combine karke unka istemaal karna chahiye. Har trader ki apni apni tarjeehat hoti hai, isliye zaruri hai ki aap apne trading style aur goals ke hisaab se pivot points ka istemal karein.

        اب آن لائن

        Working...
        X