long upper shadow candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    long upper shadow candlestick pattern
    long upper shadow candlestick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    o hamen trend ki pehchan k liay kafi ar aap daily chart par iss ko candle ko dekh lete hen, to yeh mumkin hai keh yeh candle minor prices k up-trend se down-trend reversal jane ki warning degi. Agar long upper shadow candlestick aik barray real body k candle k baad banti hai, to yeh aam tor par aik strong message hota hai, k iss k baad price high level ya bullish trend ko barqarar nahi rakh sakti hai. Price chart par jab bhi long upper shadow candlestick banti hai, to uss k baad stock ya assets ki value mein taizi se kami honi chahiye. Jab bhi aik bullish trend k dowran aik din k aghaz par prices pehle upward jati hai, lekin baad main wapis apne aghaz wale position k qareeb a kar close ho jati hai, aik long upper shadow candle tarteeb deti hai, jiss ka aik small real body k sath upper side par hy is pattern ko samjhny k liay hamen candlestick ko samjhna zarori hot ahy Ye candle taqreeban shap main shooting star candle se melti julti hai, jo k prices k leye beariah trend reversal ka sabab banti hai. Long upper shadow candle ki aik small real body hotti hai, jis ka upward side par aik long tail ya wick hotti hai. Jab k ziadda tar candle k lower side par koi wick ya shadow nahi bantta hai. Aggar down side par aik small wick ban bhi jayye to bhi acceptable hai, lekin ziada long ya real body se sizze main bara na ho. Ye candle higher trend par honne ki waja se long lower shadow candle ki opposite hotti hai, q k wo prices k bottom trend par bantti hai, lekin us ka shadow ya w long upper shadow candlestick patternr iss ko candle ko dekh k samajhne se aapko pata chalta hai ki market mein resistance level kahan hai, jahan par price ka movement tham sakta hai. Yeh aapko trading decisions lene mein madad karta hai.Entry and Exit Points.ye pattern ke istemal se aapko entry aur exit points ka pata lag sakta hai. Agar aap bearish reversal ki tawaqay kar rahe hain, to aap is pattern ki madad se short entry points aur stop-loss level tay kar sakte hain. Is pattern ki sahi samajh aapko sahi entry aur exit points tay karne mein bhe madad karegi. Is pattern ko samajhne se aap apni risk management ko behtreen kar sakte hain. Agar aap is pattern ki madad se stop-loss level tay karte hain, to aap apni risk ko kam kar sakte hain. Isse aap apne trades ko behtar ke saath manage kar sakte hain. candlestick pattern ko samajhna, traders ke liye zaroori hai kyunki ye ek technical tool hai. Iska sahi istemal karke aap market trends aur price ki harrkaat ko samajh sakte hain, trading decisions ko behtar kar sakte hain aur apne trading ki karkardagi hen, to yeh mumkin hai keh yeh candle minor prices k up-trend se down-trend reversal jane ki warning degi. Agar long upper shadow candlestick aik barray real body k candle k baad banti hai, to yeh aam tor par aik strong message hota hai, k iss k baad price high level ya bullish trend ko barqarar nahi rakh sakti hai. Price chart par jab bhi long upper shadow candlestick banti hai, to uss k baad stock ya assets ki value mein taizi se kami honi chahiye. Jab bhi aik bullish trend k dowran aik din k aghaz par prices pehle upward jati hai, lekin baad main wapis apne aghaz wale position k qareeb a kar close ho jati hai, aik long upper shadow candle tarteeb deti hai, jiss ka aik small real body k sath upper side par aik lamba saya hota hai.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X