Explanation of Dragonfly Doji Candlestick pattern.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explanation of Dragonfly Doji Candlestick pattern.
    Explanation of Dragonfly Doji Candlestick pattern.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslam o alaikum dear forex members. Umeed karta hun k ap sab kheriat sey hon gey. Aj mein ap sab k sth aik boht important topic discuss karunga. Yeh pattern trading k liye bht important ha aur is par working karna itna mushkil ni hai. Liken agar hum iski calculation theek sey karty hein then hamary liye yeh best example hai r benefit b deti hai. * Explanation of Dragonfly Doji Candlestick pattern : Dear forex members dragonfly doji ko identify karna boht he easy hai. Is ki pehchan yeh hai k iski body minimum aur shadow bilkul ni hota hai. Market ki zero bolitility ki waja sey yeh banta hai. Yeh hamesha zero volatility show kar rahi hoti hai air isko hum hourly b check kar sakty hein. Jab bhi market k andar zero volatility ho then us time hamen market k andar entry ni leni chaiye. Yeh aik aisi condition hoti hai jis mein market kisi b time one side move ho sakti hai. Kyun k us time market mein koi trend nae hota isliye hamari trade lose ka samna kar skti hai. Low volatility mein agar hamen koi news milti hai then us waqat hum entry kar skty hein otherwise yeh hamary liye achi sabit nae hoti. * Description and its type : Dragonfly aik type hoti hai doji candle ki jis ko hum dragonfly doji bhi kehty hein. Yeh aik candlestick pattern hai jo hamen market k reversal hony ka signal deta hai. Yeh downside or uptrend dono par depend kar raha hota hai. Yeh pattern us time banta hai jab market k high open aur closing points same hoty hein. Is pattern ka long lower shadow hota hai jo market k down pressure ka bta raha hota hai. Yeh us time show ho rahi hoti hai jab market close ho rahi hoti hai opening point k qareeb. ☆ Dragonfly doji us time bany ga jab market ki prices rise or market ki prices decline hongi. ☆ Is pattern ki candle ka open high aur close same hoga. Is ka aik long lower shadow hoga aur yeh T shape ki bany gi. ☆ Id pattern k baad agar market high ki taraf jati hai then market ki next candle lower ki confirmation dey gi. ☆ Agar dragonfly doji market mein lower ki taraf jaye aur phr high ki taraf then jo next candle hogi wo buy ki confirmation dey gi. ☆ Dragonfly doji mein traders trade ko open karny k baad next candle k banny ki confirmation ka wait kary. * Conclusion : Dear members jaisa k mein oper bta chuka hun k yeh pattern us time banya hai jab market high ooen aur close points same hoty hein. Isi tarah gravestone doji us time bany ga jab market high low aur closing points same hongy. Yeh pattern par working karna beyhad zaruri hai kyun k yeh traders ki boht help karna hai pattern. Is pattern ki waja sey ham candle ki next movements ka idea laga sakty hein aur market ko analysis kar sakty hein. Umeed karta hun k ap sab is pattern ko achy sey samjhy hongy and is par zaroor working kar k acha benefit hasil karen gey.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      I hop ki aap theek honge aur Market mein sahi kam kar rahe honge kyunki trader vahi hote Hain Jo market ko jyada se jyada achcha time dete Hain market mein apna time spend karte hain vah aasani se ismein kamyab ho sakte hain hamesha hamen regular market mein time spend karna hota hai market ko achcha time Dena hota hai to uske bad hi Ham ismein kamyab ho sakte hain technically work market mein important hota hai kyunki demo account hamari practis ke liye hota hai demo account mein Ham jitna jyada achcha kam Karen jitna jyada Ham market ko time den utani Hi aasani se Ham ismein kamyab ho sakte hain risk high lenge to hamen ismein kamyabi Nahin milegi kamyabi leni hai to uske liye aapko market mein achcha time Dena hota hai achcha mind set karna hota hai ismein Dragonfly doji candle stick pattern Market mein jab Ham achcha kam karte hain to market ko hamen time dete rahana hota hai market mein jyada se jyada time spend karna hota hai to hamen kamyabi milati hai dragonfly doji candle stick pattern yah hamen market mein reversal point ke bare mein aga karti hai ki market mein ab brek out hone wala hai to Ham uske hisab se kam Karke market se fayda le sakte hain dear koi bhi candlestick hai usko jab tak Ham Kamal time denge usko follow karenge to hamen kamyabi milegi aur ham aasani se markar se fayda le sakte hain kyunki aapko pata hai ki market mein Ham jitna achcha kam Karen jitna jyada Ham market ko time denge utani Hi aasani se hamen kamyabi milegi yah hamare liye important online business hai isko jyada se jyada karna hota hai to hamen kamyabi milati hai Trading Explanation Agar Ham achcha kam karenge market mein to hamen kamyabi bhi milegi kyunki hamen pata hai ki market usi bandhi ko success deti hai Jo market ko achcha time Deta hai market mein apna time spend karta hai vahi ismein kamyabi ho sakta hai aur jo log ismein without experience on knowledge ke kam karna chahte hain main unko batana chahta hun ki market usi banne ko success deti hai Jo market ko achcha time Deta hai market mein apna time spend karta hai kamyabi leni hai to uske liye aapko mehnat Karni Hoti hai apna time spend karna hota hai market mein to uske bad hi Ham ismein kamyab ho sakte hain aur aasani se Ham ek acche trader Ban sakte hain har Banda ismein shortcut kam karna chahta hai lekin Ham is mein regular kam karenge to aasani se hamen kamyabi milati hai Trading ko karne ke liye sabse pahle hamare pass confidence hona chahie aur uske bad hamare pass trading ka knowledge hona chahie to hamen kamyabi milati hai kyunki hamen pata hai ki market hamesha usi bande ko success deti hai Jo market ko achcha time Deta hai market mein apna time jyada se jyada spend karta hai vahi ismein kamyab hi hota hai
      :1f60d: hard work :1f60d:

      اب آن لائن

      Working...
      X