Conclusion of Wolf Wave Candlestick Pattern.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Conclusion of Wolf Wave Candlestick Pattern.
    Conclusion of Wolf Wave Candlestick Pattern.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslam o alaikum dear forex members. Umeed hai k ap sab kheriat sey hon gey and forex par achi learning hasil kar rahy hon gey. Dear members aj mein ap sab k sath aik boht important topic discuss karun ga jo ap sab k liye unki knowledge rakhna boht zada zaroori hai. * What is Wolf Wave candlestick pattern ? Dear members wolf wave aik long term reversal trend chart pattern hai. Wolf wave jab chart pattern k andar create hota hai us time market k andar aik strong trend chal raha hota hai. Wolf wave is strong trend k last mein nazar aye ga. Jab yeh wolf wave pattern banta hai then market k strong trend ko khatam karty huye market ki prices ko mazbooti sey reverse karta hai. Wolf wave pattern trend k end par market ki long term movement k baad bany ga ya phr pattern k long term ki kisi special sequence mein bana hoga. Yeh market k trend ko khatam karty huye reverse ki taraf barhy ga. Yeh wolf wave market k andar two trend lines mein banta hai. Yeh top or bottom point par banta hai r market ko strongly reversal karta hai. * Explanation : Dear members jaisa k ap sab janty hein k wolf wave candlestick pattern aik boht he famous pattern hai. Is pattern ko understand karny k baad trader market ko achi tarah analysis kar lety hein. Yeh pattern market k andar aik strong trend k sath chal raha hota hai. Is pattern ki two main types hein. Aik bullish and second bearish. Bullish wave pattern us time banta hai jab market aik strongly higher sey lower ki taraf jati ha aur phr lower sey mazid downtrend ki taraf move karti hai. Then us k baad us time k liye yeh uptrend par jata hai aur wahan aik small peak banti hai liken us peak sey dobara yeh downtrend mein shuru hojata hai. Is k baad bearish wolf wave pattern is k bilkul opposite hota hai. Wo prices ko lower sey higher ki taraf push karta hai. Is k andar jab market apna control puri tarah kar leti hai then yeh uptrend mein move karty karty aik dam sey opposite movement shuru kar deta hai aur market achanak reversal ka kam shuru kar deti hai. Is liye is pattern ko mazid achi tarah samjhny k liye hamen is pattern ko long time frame pqr open kar k iski achi tarah calculation karni chaiye. * Conclusion : Jaisa k uper discuss kar chuka hun k yeh pattern aik too or bottom par banta hai aur is ko strongly reversal karta hai. Yeh market ko boht achi tarah analysis karny k baad aik point par ponchta hai jahan sy market uptrend b move kar sakti hai and downtrend bhi ja sakti hai. Is ki aik khas waja yeh hai k yeh dono main bullish or bearish kabi b same direction par move nae kr sakty. Yeh hamesha opposite he move karty hein. Mein umeed karta hun k ap sab is pattern ko achy sey samjhy hongy . Hum bilkul kamyabi hasil kar sakty hein liken us k liye hamen is ki working zarori karni parti hai. Working k bagher koi b cheez possible ni. Is liye is pattern ko zaroor samjhen aur aik achi analysis karen.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X