Line chart kia hai or is ko kasa use kia jata hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Line chart kia hai or is ko kasa use kia jata hai
    Line chart kia hai or is ko kasa use kia jata hai
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction : Assalamu Alaikum friends kya haal hai Umeed Karti Hoon Sab khairiyat se Honge aur Forex trading Mein Achcha profit banaa Rahe Honge friends Forex Ek bahut acchi job Hai Is per work karne ke liye Hamen successful Hona jaruri hai agar Ham Ek profitable trader Banna Chahte Hain To Hamen Forex ke bare mein knowledge Hona chahie Hamen experience Hona chahie ki trading Kaise ki Jaati Hai aur iska Tarika kar kya hai friends aaj ka Mera topic Hai Bar line chart pattern ka kya use hai Forex trading mein bar chart : Dear members bar chart Hamen price ke bare mein ek bar ki Shakal Mein information Dete Hain ki bahar Ek vrittical Sidhi line hota hai jo bhi prices movement ko show Karta Hai Jab ke bahar right side per empier Ek horizontal short line Hoti Hai Jisko bar ke right Aaram bhi Kaha Jata Hai yah police bar Mein closing price ko show kar rahi Hoti Hai jabki varishth Bar Mein opening price ko show karti hai aur Bahar ki left side per Ek shot horizontal lines hoti hai jo ki left arm kahlati hai aur yah bar Mein opening price Jab Ke Bridge bar Mein closing price ko show karti hai aur yah bar ki Aarambh ke upar aur niche Bahar ki length hoti hai jo ki prices ke high aur Lo ko show Karti Hai Jivan time period per Dikhati hun Chart bar k faidy: Dear members bar chart ke bahut se fayde Hain Jaisa ki yah price ke bare mein complete information Dete Hain kisi game time ki yah opening aur closing high low price batate Hain Jab ke bahar ki length is Baat Ko show karti hai ki price Upar ya niche ja chuki hai aur Bahar Char technical analysis mein bhi helpful Hoti Hai Kyunki yah lately trend aur reversal ke bare mein information Deti Hai Charts of line: Dear members line chart Kisi Bhi chij ki graphic representation ko Kahate Hain Ki yah chart different time period ki prices ko aapas Mein milakar Ek line banaa Leti Hai yah Char Kisi bhi trading payer ki taraf closing batata hai aur ham iski Kisi bhi time frame Mein useful kar sakte hain Line chart k advantages : Dear members yes simple or easy to understand hota hai technical analysis ka important tool hai ki yah closing price batata hai isiliye Forex mint rent ka Pita Lagane aur Breakout ki confirmation ke liye line chart use Kiya jata hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Introduction Of Line Chart Dear member assalam o alikum line ka bary main disscuss karna ha ham na forex main diffrent type ka chart use hoty han ye chart ap ko market price show karty han sab sa zeyada use hony wala chart candle chart han line chart ki bat karen to is main 1 he line ki madad sa market ki price show hoti ha jitna bhe type ka chart han in sab ki madad sa market ko analysis kiya jata ha line chart is waja sa ahim hota ha ka is par market ko analysis karna bahut assan ho jata ha kunmka is main market ki closing price ko show kiya jata ha. How To Use Line Chart Bahut he ahim topic ha ka ham na market main line chart ko kasy use karna ha phely to ap ko line chart ko or is par price ko samjhna ga line chart simple chart hota ha is par koi candle nhe hoti ha 1 line hoti ha jo market ki price ka mutabik move kar rahi hoti ha or is chart par sport or ristance ko find karna bahut easy ho jata ha or sirf closing price show hoti hanye market ki currnt prince to is waja sa ap ka lye market ko samjhny main or is ko analysis karny main ap ka lye assani ho jati ha is tarah sa ham line chart ko trading ka lye use kar skty han. Benifit Of Using Line Chart Forex market main line chart ka istemal karne ke kuch faiday hain. Line chart forex market ke trend aur price movement ko samajhne mein madad karta hai. Yeh traders ko market ke historical data par focus karne aur price patterns ko pehchanne mein madad karta hai. Neeche diye gaye kuch faiday hain: Price Trends ka Pata Lagana: Line chart price trends ko talash karna jaise ki uptrends aur downtrends .Traders ko market ke current trend ka pata lagane mein madad karta hai. Support aur Resistance Levels: Line chart support aur resistance levels ko dikhata hai. Support level market mein price ki neeche wali limit hoti hai, jahan se price badhne ki ummeed hoti hai. Resistance level market mein price ki upar wali limit hoti hai, jahan se price ghatne ki ummeed hoti hai. Traders ko support aur resistance levels par trading decisions lena aasan ho jata hai. Price Patterns aur Reversals: Line chart price patterns aur trend reversals ko detect karne mein madad karta hai. Yeh patterns, jaise ki double top, double bottom, head and shoulders, etc., traders ko market ke potential reversals aur trend changes ke bare mein suchit karte hain. Historical Data Analysis: Line chart historical data analysis karne ke liye bhi upyogi hai. Traders ko past price movements ko samajhne aur market ke behavior ko predict karne mein madad karta hai. Simplicity aur Readability: Line chart ek simple aur samajhne mein asan tarika hai market ke movements ko represent karne ka. Ismein ek straight line hoti hai jo prices ko jodti hai, jisse traders ko clear visual representation milti hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X