Harami Candlestick Patterns
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Harami Candlestick Patterns
    Harami Candlestick Patterns
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o Alikum Dears Pakistan Forex Fourm Members Umeed karta hun ap sab loog khair Khariyat sy hungy oor enjoy kr rhy hungy apni training life ko dosto Harami Candlestick pattern aik Japanese candlestick pattern hai jo market main bullish aur bearish short term single produce karta hai. Harami Candlestick pattern price action ke direction kay hisaab say bullish ya bearish consider hota hai. Harami candlestick pattern 2 candlesticks par mushtamil hotaa hai. 1 candlesticks bullish aur dosri bearish hoti hai aur es hisaab say market ke bullish ya bearish direction ka andaza lagaya jaata hai. Neechy dee gai tasveer main aap bullish aur bearish Harami pattern dekh sakte hain. What is Bullish Harami 1.Downtrend Ka aghaz karta hai 2.Pehli candlestick bari aur bearish hoti hai 3.Bari bearish candlestick kay baad us sy qadry choti bullish candlestick banti hai. What is Bearish Harami 1.Uptrend ka aghaaz karti hai 2.Pehli candlestick bari aur bullish hotii hay 3.Dosri candlestick choti aur bearish hoti hai Trading With Harami Candlestick Pattern Dosto Harami Candlestick pattern dono bullish aur bearish signals muhaiyah karta hai aur ye signal candlestick pattern kay zariye pehchaany ja sakte hain kay bullish hain ya bearish. Neechy dono pattern ke tasaveer aur details main aap kay sath share karne jaa raha hun jis main ye pattern aap clearly dekh sakte hain. Example of Bullish Harami Candlestick Pattern Dosto Oper dee gai tasveer main mulahiza kiya jaa sakta hai kay EURUSD pair par bullish harami pattern banny kay baad uptrend dobara sy jaari hua hai. Lekin ess baat ko bhee mad-e-nazar rakhna chahey kay tamaam Harami pattern reversal ke taraf ishaara nahi karte. Exompletion Harami Candelsticks Dosto Jesa kay oper dee hui misaal main apne dekha kay bullish Harami pattern banny kay baad kiss tarha market ny move kiya to same ussi tarha market nay bearish pattern banny kay baad bhe matket ke movement dekhai hai. Lekin aik baat aur jo zehan nasheen karne ke zaroorat hai kay trading karte huy trading ka time frame, classic chart pattern aur price action ko dekh kar decision lain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      👈ایک bullish Harami aik bunyadi candlestick chart patteren hai jis ka ishara hai ke asasa ya market mein aik bardasht rujhan tabdeel kya ja sakta hai . 👈Bullish Harami ko samajhney 👈ایک bullish Harami aik candlestick chart isharay hai ke aik bardasht rujhan khatam ho sakta hai ke tajweez hai. kuch sarmaya karon ko aik achi nishani ke tor par aik taizi se Harami ko dekh satke hain ke woh asasa par aik taweel position darj karna chahiye . bullish Harami isharay aik taweel candlestick ke tor par chart kya jata hai jis ke baad aik chhootey jism ki taraf se, aik doji ke tor par kaha jata hai, jo mukammal tor par pichlle jism ki amoodi range ke andar andar mojood hai. kuch karne ke liye, is patteren ke ird gird tayyar aik line aik haamla aurat ki terhan hai. lafz Harami aik puranay japani lafz se aata hai jis ka matlab haamla hai . Zahir karne ke liye aik taiz Harami ke liye, baad mein doji par aik chhota jism pichlle din ki mom batii ke jism ke andar ziyada band ho jaye ga, aik bara imkaan سگنلنگ . Ù*مندرجہ baala chart aik taiz harami zahir karta hai. pehli do siyah mom batian asasa mein do din ke neechay rujhan ki nishandahi karti hain, aur safaid mom batii teesray din ko thora sa oopar rujhan ki numaindagi karti hai, jo mukammal tor par pichlle mom batii ke jism ki taraf se mojood hai. is blush Harami ko dekh kar sarmaya karon ko is آریگرام ki taraf se hosla afzai ki ja sakti hai, kyunkay yeh market mein ulat ka ishara karsaktha hai .

      اب آن لائن

      avatar Km2006
      avatar Usmaan
      avatar Hassi
      avatar Yashfa
      Working...
      X