Confirmation of Pattern in forex trading....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confirmation of Pattern in forex trading....
    Confirmation of Pattern in forex trading....
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear Forex member I hope ke aap sab khairiyat se honge aur farak trading business mein kam kar rahe ho dear jaisa ki Ham sabko pata Hai for extra reading Ek aisa business hota hai jismein aapko bahut soch samajhkar aur proper planning ke sath apna Kam karna hota hai Kyunki sirf yahi Ek surat hai ki jismein aap Kisi bhi Business mein successful hote hain isiliye aapko chahie ki aap apna knowledge aur experience increase karne ki koshish karen business agar koi bhi ho to aap usmein successful ho sake.
    Confirmation:
    Dear Forex trading market ko analysis karte Hain To Kisi bhi pattern ko completely identify karne ke bath next step market Mein pattern ki confirmation hasil karna Hota Hai confirmation ek aisi information hoti hai jismein aapko market mein ek trend ki information ml rahi hoti hai aur usmein aapko yah confirm hota hai ki market mein ab kaunsa trend start hone wala hai or Jab aap market mein confirmation hasil karne ke bad trade lagaty Hain to aisi condition mein aapko jyada se jyada profit hasil karne ke chances available ho sakty hain.
    Resistance Level:
    Dear jab aap resistance level per confirmation hasil karte hain to iske liye bhi aapko kuchh important points ko delhna hota hai jo aapko yah confirm kar rahe hote Hain ki market ka trend ab change hone wala hai aur Market down side per a sakti hai to sabse pahle aapko yah dekhna hota hai ki Jab bhi market mein koi aisa pattern banta hai jo aapko yah show kar raha hai ki market mein ab down jaane ki chances Ban rahe hain to iske liye aapko kuchh conformation candlesticks ko find out karna hota hai Jab bhi market major resistance per hoti hai aur koi aisi Candlestick aapko information provide karti hai jo aapko yah indicate karti hai ki market mein ab trend change hone laga hai to aisi situation mein aapko bi careful hokar market mein entry lyni hoti hai aur ismein aapko confirmation mil jaati hai.
    Support Level:
    Dear support level per bhi aapko different important factors ki base per confirmation mil sakti hai support level per Jab aap market mein entry hasil karte hain to ismein bhi aapko yah confirmation mil rahi hoti hai ki market ka trend aap change hone laga hai Jab aapko market mein red candles ke bad kuchh aisa candlest pattern milta hai jismein aapko yah confirm hota hai ki market ka trend aap change hone laga hai aur iske sath aapko yah bhi information hoti hai ki market ek major support level per yah trend banaa Rahi hai to aisi situation mein aapko hamesha confirmation candles tax ki base per entry Lena hoti hai aur usmein apne profit ko increase kar sakte hain..
    Keys Takeaway:
    Christ chart per technical patron yaar trend ki confirmation charts per several data points ke zarie confirmation ki jati hai. Confirmation ke liye bahut sare data points ki jarurat hoti hai typically several data points ke liye at least 3 days ki trading analysis count kiye jaate Hain. Candlesticks pattern ki madad Se Ek Din Mein Bhi trading activities your confirmation hasil ki jaati hai aur iske liye market mein open close high aur low prices ka istemal Kiya jata hai aur long term training ke liye several days ki candlesticks ko dekhte hue planning ki jaati Hai.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X