Double bottom chart pattern;
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Double bottom chart pattern;
    Double bottom chart pattern;
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam alaikum dear forum members! umeed karta hun aap sb khair khairiat se hn gy or apki trading bahut achi jaa rahi ho ge. dear members agr hum log trading ko seekh kr kren mtlb k market ko analyse kar k karen to hum successful trader bn skty hain or es k lye hamen charts ko smjhna or read karna ho ga or charta pattern ko bhi study karna ho ga. Es lye aj ki post main hum double bottom chart pattern ko study karen gy. What is Double Bottom Chart Pattern? Dear members double bottom chart pattern aik bullish reversal chart pattern ha. Esko double bottom es lye kaha jata ha k es main aik hi support py aa kar market 2 lows bnati ha jinko bottom kaha jata ha. Or bullish reversal es lye hai k es k bad market bearish trend se reverse ho k bullish trend main chli jati ha. How it is Formed? Dear members bearish trend k end main jb market kafi nechy jaa chuki hoti ha to aik support maqam py ja k market rukti ha or aik low bnati ha. es k bad market opr jati ha or resistance line se takra kr wapis previous support ki trf ati ha or 2nd low bnati ha. Es trha aik hi support py market 2 low bnati ha jski waja se esko double bottom kaha jata ha. Neckline:Breakout Of neckline: Dear members jb market double bottom patterm ki neckline ko cross kr es k bhr nkl jay to esko neckline ka breakout kaha jata ha. Laikin es breakout ki confirmation hoti ha or confirmation k bad trade li jati ha.confirmation of breakout: Dear members js time frame main market double bottom pattern bnati ha agr usi time frame main eska breakout kary or es k bhr usi time frame ki candle close kary to esko breakout ki confirmation kaha jata ha or es k bad buy ki trade li jati ha. Or eski 2nd confirmation ye hoti ha k market wapis se breakout k area ko nechy aa k test karti ha. How to trade it? Dear members es pattern k complete hony or es k breakout k bad hum es main buy ki trade lety hain or es main hmara stop loss neckline k braber ya us se nechy hota ha jb k profit target neckline or bottom k darmyan height k equal opr ki trf hota ha.
    • #3 Collapse

      Double bottom chart pattern Roman Urdu mein forex mein samjhaein: Introduction: Double bottom chart pattern forex market mein aik makhsoos chart pattern hai jo bullish (upward) trend ki starting ko indicate karta hai. Is pattern mein price initially neeche jaata hai, phir do baar neeche ka support level banta hai aur phir price upward move karti hai. Formation: Double bottom pattern aksar U-shaped hota hai aur do bottoms (neechay ki taraf hawale se) banate hain jo aik saath appear karte hain. Yeh bottoms ek doosre se milte-julte hote hain aur similar height aur shape ke hote hain. Significance:" Double bottom chart pattern ki ahamiyat ye hai ke ye bullish trend ki shuruat aur price reversal ke indication deta hai. Jab price doosri bottom se upar jaata hai aur resistance level ko cross karta hai, toh traders ko ye samajh aata hai ke market ki sentiment change hone wali hai aur ab price ka upward movement expected hai. 1. Price Decline: Double bottom pattern ki shuruaat neechay ki taraf ki price decline se hoti hai. Ye decline generally ek downtrend ke dauran hota hai. "Price Kam Hona: Double bottom pattern ki shuruaat mein price neeche jaati hai. Yeh decline aam taur par downtrend ke doran hota hai." 2. Bottom Formation: Double bottom pattern mein do bottoms bante hain jo similar height aur shape ke hote hain. Jab price pehli bottom tak pohnchti hai, toh wahan se bounce back karke doosri bottom banati hai. "Bottom Banane Ka Amal: Double bottom pattern mein do bottoms banate hain jo similar height aur shape ke hote hain. Jab price pehli bottom tak pohnchti hai, toh wahan se bounce back karke doosri bottom banati hai." 3. Resistance Breakout: Double bottom pattern mein jab price doosri bottom se upar jaata hai aur resistance level ko break karta hai, toh ye bullish signal hai aur price ka upward movement expected hai. "Resistance Tootna: Double bottom pattern mein jab price doosri bottom se upar jaata hai aur resistance level ko break karta hai, toh ye bullish signal hai aur price ka upward movement expected hai." Trading Strategy: Double bottom chart pattern ke trading strategy mein traders generally doosri bottom ke breakout se enter karte hain. Jab price resistance level ko break karta hai, toh traders long positions lete hain, stop loss neeche wale bottom ke neeche lagate hain aur target price ko double bottom pattern ki height ke hisab se set karte hain. Conclusion: Double bottom chart pattern forex market mein bullish trend ki starting aur price reversal ke liye aik important chart pattern hai. Jab price doosri bottom se upar jaata hai aur resistance level ko cross karta hai, toh traders ko ye samajh aata hai ke market ki sentiment change hone wali hai aur ab price ka upward movement expected hai. Traders ko apni trading strategy mein double bottom pattern ko samajhna aur uska sahi istemal karna chahiye.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Assalam o alikum ksey hn ap sab log umeed karti hunn Kay sabb khyrat say hon gy AJ Ka hamara discussion Ka Jo topic hybwo Double button chart Patteren hy ayn daikhty hain kay yae hamye keyia information deta hya What is double button chart patteren Naqsha pare dohare nichye Kaye tarika is bate kie nishandhai kr kartaye Hain Kaye asasha kie qimaat kahridaro Kaye liye mazboot hy thamnaye Kia darjaye tak ponch Gaye Hain yahe aik rivarsal tarika Hain is lia jsy Jo mumkina Mandi saye tazeei Kaye ulta janye Kia ishariy dyeta Hain yahe tarika kisi bie malyati bazaro main payeha ja Sakta hain Mera basamole zakhiraia or dosraye bazaro main bi ho Sakta hain rozena yahe is hafeta Importance and demand of the double button patteren ware naqsha main pta Chala tarika darmiyah or tawial madati is waqat faraham main zayadh tarikye saye kame kartyea Hain tahumiee dine kie tijarat main dohera nichye tarika bie kafie muasare Hain is bat pare zoar diyah jana cahaye Kaye do chizoo Kaye darmiyah ****iala jitniaa zayadh hogaye rujahne Kaye ulta janye or tarikaye kie takmile Kia imkan Itna hie zayadh hogaye Hain ise kie wajeha yahe Hain Kaye agr aik apni taqat or qimaat badhanaye Kia iradea zahir kartaye Hain jab Kaye rish KO nazoq maqam saye nichye janye kie ijazat nahie dataye lakin asaye is KY uqat hotaye hain jab kariedare apni jagah barqara rakhnaye main hu nakaam rahtaye Hain or qimaat farokhat Kaye dabao main ap Kar sahera dynaye wali satare KO toda dayte Hain aik asola Kaye Torah umeed kpare yahe asashaye Kaye bunyadi manfiee awamal kie wajeha sayey hosakta Hain mustaqabil Kaye mumkinate naye anye walye rivaje kie nishan KY hdahi kartiye howaye aik dohairea nichye Ka tariqa hain Jo is bat kie ttaeariafe isharea kartea Hain Kaye musalasal nichaye Kia rujahne agaye is k Hain yahe zahir krta hay haye qimaat Aike bare phire badhanaye wali Hain Jo pichalyeah rujahne main tabdilie or hailyah main qimaat Kaye atye biayh kartie yahe us waqat bantyah Hain jab kisie asasha kie mishal is kl Kaye turah pare or qimaat kie Satah pare girtie jatie Hain jasaye pahlie i hotie hainor toot jatie Hain Jise saye mandhie Kaye rujahne Kaye urooj kbade qimaat main tazeei Kaye radobadial hoteyah harkaty sy is ki qeema hain

        اب آن لائن

        Working...
        X