Range Market Strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Range Market Strategy
    Range Market Strategy
     
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse


    Range Market Strategy:

    Table of Content
    1. Introduction
    2. What is Range Bound Market
    3. Identify Range Market
    4. Trade With Range Market
    5. dosray assert talash karna
    6. Breakout

    Introduction: Range Trading strategy aik active trading strategy hote hey jo keh forex market ke es limit ke identify karte hey jes par investor short period mein buy ya sell kartay hein mesal kay tor par jab aik stock 35$ par trade kar raha hey or ap ko es bat ka yaqeen hey keh yeh 40$ tak barah sakta hey bad mein aglay kai deno tak 40 $ ya 35$ par trade kar sakay ga Range trading jo keh basic tor par direction ko talash karnay kay ley koshesh kar rehe hote hey mesal kay tor par koi stock ya tsee shodah period kay ley 10$ or 12$ kay darmean mein mondlata rehta hey or es ko limit bande kaha jata hey ager yeh ahesta ahesta ger raha hey to es sorat e hall ko range kaha jata hey What is Range Bound Market: Range Bound market aik maqbol trend hota hey jo zyada tar market ke bare rally kay bad banta hey es sorat e hall ko important stock ya bohut low movement ke taraf eshara hota hey aam tor par baray index NASDAQ 100 ya S&P500 ke performance hote hey Crud oil ya Gas jaisay shobay ko bhe range kaha jata hey mesal kay tor par Apple , Berkishire , Hathaway jaisay aik he jaisay stock ko range bound market kaha jata hey ese tarah Bitcoin , Ethereum jaice Cryptocurrencies ko bhe range bound market kaha jata hey nechay aik ache mesal de gai hey nechay deya geya chart zahair karta hey keh Bitcoin ke price 65000$ hey boland tareen limit tak barhnay kay bad aik limit tak rah gai hey Identify Range Market: forex market mein range market ko identify karna nesbatan assan hota hey ap forex market mein nesbatan aik chart ko daikhtay ho or yeh daikhnay ke zaroorat hote hey keh ap ka assert kafe limit tak movement kar raha hota hey aisa karnay ka best tareka yeh hota hey keh long history wallay chart say nesbatan chotay chart par aa jain es ke wajah yeh hey stock daily chart par ki movement nahi dekha raha hota hey laken H1 ya 30 M kay chart par strong movement ko zahair karta hey Trade with Range Market: jaisa keh zekar keya geya hey keh range market day kay trader kay ley nesbatan boring hote hey kunkeh market action low hota hey phir bhe en period kay doran paisa kamana asan ho jata hey dosray assert ke talash sab say pehlay humen dosray assert ko talash karna chihay jab ap ko es bat ka ehsas ho ga tarjehe market range trading kar rehe hey mesal kay tor par ager ap forex trader hein to ap ko stock ya commodity jaisay market ko daikh saktay hein aya keh wh range mein hein ya nahi aisa karnay say ap ko mumkana tor par aice market dekhai dayte hey jen mein forex market ke zyada activities hote hein khoshkesmate say bohut say brokers trading platform jaisa keh Day Trade the World kai assert paish karte hey Breakout: dosra range say monsalak market trader kay ley estamal honay wale sab say mashhoor strategy mein say aik heykeh breakout strategy ka estamal karna hey range market mein aik bare bullish hote hey or aik bearish hote hey or es tarah bad mein aik step profitable hota hey ager ap es ko jald he pakar saktay hein Breakout strategy bohut zyada common strategy hey ese tarah breakout pending order ka estamal karna sab say aam hey mesal kay tor par aik stock 10$ ya 12$ kay darmean mein movement kar raha hey to ap buy stop ke trade 11$ par kar saktay hein or 15$ par TP kar saktay hein or ese he time 9$ par sell stop order rakh saktay hein or 7$ par TP rakh saktay hein
     
    bhali kay badlay bhali

    اب آن لائن

    Working...
    X