Dark Cloud Cover Candlesticks Pattren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark Cloud Cover Candlesticks Pattren
    Dark Cloud Cover Candlesticks Pattren
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dear Forex Member, Apne or Tarike se pasar hue karte pure for trading I want a risk business hota hai jismein aapko bahut soch samajh Kar ache for trading purposes. knowledge aur experience ke sath kam karna Hota Hai Kyunki jitna achcha knowledge aur experience aapke pass hota hai aapko apni quality of work utani hi bananas best ka mauka milta hai aur aap utna hi achcha income market produce kar sakte hain. Black Cloud Cover Candle Pattern: Noble dark cloud cover candle pattern two day candle ka ik trend reversal pattern hai yeshi bullish trend pattern Mein time period Banta Hi Jab market Mein Ek Bearish candle pichhali rose candle open gap mein open hokar aur real body banana ke bad pichali Bullish candle ke ke real body Hona chahie pola ki donon candle Shadow ho sakti hain lekin donon candle real body main hona zaroori hai. Identify the pattern: Dear Forex trading market Mein Jab aap kaam karte hain market Bearish hone into a bad market Mein investor trend forced hote hain jisse new price Simmat trend ko karna start pattern Karti Hi Mein Shamil donon candle different pattern ki Hoti Hi the first candle Bullish or the second candle Bearish Hoti HiAur agar aap, karne ke bad bazaar fully defines Mein input Lete Hain aapki input aapko achcha revenue dilati hai. Trading Strategy: Dear candlestick pattern cover dark cloud main bearish price ki kamam koshish Karti Hi jisse price Bearish trend reversal pattern ko Karti Hi ki donon price close candle Ek dusre ko transit karte hain pattern ki dusri candle Pahli candle real body Mein close honi chahie Because the bearish trend is strong wapasi price if the trend reverses who bandi hai trading pattern pahle Ek candle confirmation Ka Hona jaruri hai jo ki real body Mein honi chahie aur dusri standard if low honi chahie pattern if bad Bullish candle banne se yah pattern invalid ho jaega pattern ki CCI confirmation indicator, Oscillator a Hona chahie aur jab aap pola ko full hone ka bad uski confirmation result meat to market bad Mein entry lete hain aapko achcha profit milta Hi iske sath apni har tread mein stop loss aur take profit Ka usel Karna aapke liye bahut important Hota Hi Do Tarah aapne account ko aman rakhte hue trade kar sakte hain
     
    • #3 Collapse

      WHAT IS DARK CLOUD COVER CANDLESTICK PATTERN: Dark cloud cover candlestick pattern main dosre din ki candle previous din ki candle k top par gap main open ho kar ussi k midpoint se below close hoti hai. Dark cloud cover candlestick pattern do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik bullish candle hoti hai, jab k dosre din ki candle aik bearish candle hoti hai. Pattern ki dosre din ki bearish candle pehli din ki bullish candle k current trend k asarat ko kam karti hai, ynni bearish candle bullish candle k upper side par gap main khulti hai, jab k close ussi se darmeyan main open point se pehle close hoti hai. Pattern ki bearish candle bullish candle se ooper gap main open hoti hai, lekin ye gap bearish candle ki real body se cover hota hai, jiss ka iss waja se andaza ya clear nazar nahi ata hai. EXPLANATION OF DARK CLOUD COVER CANDLESTICK PATTERN: Dark cloud cover candlestick pattern price chart par uss waqat banti hai, jab bhi buyers market main dilchaspi lena kam kar dete hen. Ye pattern prices k bottom par ya bullish trend main ban kar market ka trend bearish reversal bana deta hai. Pattern main shamil dono candles real body main honi chaheye, jiss main dosri candle pehli candle se se ooper gap main open hoti hai. Pattern ki banne ki psychology kuch iss tarah se hai, jiss main buyers price ko pehle ooper push karte hen, jiss se bearish candle bullish candle se ooper gap main open hoti hai, lekin baad main buyers ki prices k top main mazeed dilchaspi nahi rehti hai, aur ussi waqat sellers market main ziada active ho jate hen. Baaz dafa ye pattern koi strong news release hone k baad prices k top main banta hai. TRADING STRATEGIES WITH DARK CLOUD COVER CANDLESTICK PATTERN: Dark cloud cover candlestick pattern trading k leye aik strong bearish signal deta hai, jiss se sellers market main entry karte hen. Pattern k baad aik bearish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main honne k sath sath dosri candle k bottom par close honi chaheye. Lekin bullish candle banne ki sorat main trade entre karne se parhez karen. Trend confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value overbought zone main honi chaheye. Pattern do candles ka hota hai, iss waja se stop loss ka istemal zarori hai. STOP LOSSpattern k sab se high position ya dosri candle k open price se two pips above per set karein . CANDLES FORMATION IN DARK CLOUD COVER CANDLESTICK PATTERN: Dark cloud cover candlestick pattern main shamil candles bearish aur bullish pattern ki hoti hai, jo k prices k bearish trend reversal k leye istemal hota hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k upper par open ho kar ussi k real body main close hoti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai; Dark cloud cover candlestick pattern ki pehli candle market k current trend k mutabiq aik bullish trend hoti hai, jiss ka close price open price k se ooper hota hai. Bullish candle shadow samet ya uss k bagher ho sakti hai, jo k real body main hoti hai. Dark cloud cover candlestick pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai. Ye candle pehli candle k top par gap main open ho kar ussi k real body k centre se below par close hoti hai. Dosri candle lazmi real body main main honi chaheye aur pehli candle k open point se pehle close honi chaheye. THANKS!
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Dark Cloud Cover Candlestick Pattern: Introduction: dark cloud cover candle stick pattern aik kesam ka candle stick pattern hota hey jo keh forexmarket kay negative pehlo r market kay reversal janay ko bhe indicate karta hey forex marketmein es mein aik bare green candle stick shamel hote hey or es kay bad aik red candle stickshamel ho jate hey jo keh forex market mein pechle green candle stick kay mid way point meinshamel honay say pehlay forex market mein aik new highs paida karte hey. candle stick ke yeh tashkeel agerchay bohut melte julte hey laken bearish engulfing candle stickpattern kay sath lajhna nahe chihay dono trend mmkana pattern kay reversal janay ke tarafeshara kar saktay hein laken forex market mein dark cloud cover candle stick pattern forexpattern kay zyada close ho jata hey jo keh bearish engulfing candle stick pattern kay sathanaysis keya ja sakta hey Identify dark cloud cover candle stick pattern: Dark cloud cover pattern k leye key hai k expense graph k top pe creat ho, ya phir bullish modelho. d k top pe cost se inversion k possibilities ziada hoty hain. ark overcast cover design dovarious candles k hotay hain es me candles ki plan ki detail ap se share krta hon. First Candle Of The Pattern : Dark cloud cover plan ki first light aik long genuine body me bullish flame creat hoti hai. Yecandle costs k top standard ya outrageous costs region rule purchasers ki power ko show kertihai jo cost ko upper side standard push karti hai. Ye white ya green covering lazmi hoti hai.. Second Candle Of The Model: Dark cloud cover plan ki second Light deplorable model wali flame hoti hai aur costs k headingko convert krti hai. ye candle 1 long bona fide body key creat hoti hai, es ka open first light k toppe hota hai.aur es ki shutting same flame ki authentic body k focus se down hoti hai. Identify existing up trend : en indicator ko talash karen jen ke wajah say raftar slow ho rehe ho ya reversal ja rehe hopechle green candle stick ke opening kay sath red candle stick mein farq aa jay ga yeh fexcandle stick mein bohut he kam difference paya jata hey kunkeh yeh candle stick zyada tar eselevel par pen bhe ho ge jes level par pechle candle stick kay kareeb then ya es kay bohut heclose then es say cnfirma hota hey red candle stick pechle green candle stick kay midway pointsay nechay close ho rehe ho nechay ke taraf new trend ke confirmation dakhen. Trade with dark cloud cover candle stick pattern : Higher highs or higher lows ka wajod hume es bat pata dayta hey keh forex chart par koianalysis kar sakta hey market nay mazeed side way mein jana start kar deya tha kunkeh frexmarket mein par ke taza tareen movement mazeed side way mein bhe jana start kar sakte heyor yeh forex market mein itni bbullish movement nahe the or RSI aik bare side way movementmein cala geya hey jes mein yakenan yeh aik bare movement nahe the. red candle stick pechle green candle stick say thora sa opar hey frex market mein candle stickzyda tar ese level par open ho jate hey red bearish candle stick mid point say zyada tar oparopen ho jay ge RSI zyada over bought area mein chala geya hey jes say trade ko aik bare yaqeenke level mele hey mosalsal selling pressure ke belkul agle candle stick or es kay bad anay wale candle stick nazarate hey lower high or lower level es bat sabot frahm karte hey market kamyaby kay sath reversalgay the or nechay ka trend kaim hova tha

        اب آن لائن

        Working...
        X