Fry Pan Candlestick Pattern:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fry Pan Candlestick Pattern:
    Fry Pan Candlestick Pattern:
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction: Dear members I hope you all are fine and doing well on forex trading aj ki post mein main ap ko frying pan pattern key bary mein knowledge share krun gi ju. Frying Pan Candlestick Pattern: Dear frying pan bottom pattern price ke bottom parr karta hai yah pattern seller ki weakness aur uske bad mein uske bullish trend reversal ko jahir Karti hai frying pan bottom pattern five candles per mushkil pattern hai iski first candle ik long real body wali bearish candal hoti hai dusri aur teesri candles small real body wali bullish candle hoti hai. jo open aur close same same deti Hain small police candle ke sath bottom per Hoti hai pattern ki aakhiri candle bhi Ek bullish candle hoti hai. aur yah candle long real body wali hoti hai aur pahli candles ke mukabale mein gap mein open hoti hai aur small candles ki nisbat jyada high price per apni closing Karti hai. yeah pattern lower side per round shape mein banta hai ke liye isko frying pan bottom candlestick pattern ka naam dete Hain Lekin pattern chahie Koi Bhi ho usmein aapki acchi working quality aur usko identify karne ke bad aapke liye liya Jaane wala Ek achcha decision jawab ko achcha profit dilata Hai .To vahi strategy aur vahi statements aapke liye successful hoti hain. Important Of This Pattern: Dear Fry Pan bottom candlestick pattern ki importance isley bhot ziada Hoti hai k jab bhi market gap ke sath open hoti hai aur Market mein movement start hoti hai aur Market ek acchi bullish candle banati hai to tab hamen bahut acchi confirmation mil jaati hai ki market mein is waqt acchi khabar hai aur Market acche tarike se movement karne wali hai aisi market ham kafi achcha fayda utha sakte hain aur Market mein hamen kafi acchi trade mil sakti hai isliye is pattern ko zarur analyse karna chahiy kunky market ko proper analysis karna aur phir uske bad entry Lena Hi aapke liye successful sabit ho sakta hai. Expalination: Dear frying pan bottom pattern market mein sellers ki bahut zyada down position ko show krta hai aur buyers ki strongest y bary main btata hai jiski isiliye yeh pattern 5 candles pr mushtamil hota hai first candle lambi real body wali Bearish candle hoti hai. Agly din small aur same black and white candles banti Hain Jo ki price ki waakti taur per zada down Trend jaane se rokati hai aise candle real body mein hoti hai jo ki jyadatar pahli bearish aur last bullish candle ke bottom per banti hai lekin lower side per candles ke darmiyan mein gap mein Nahin banti is pattern ki aakhri candle ik long real body wali bullish candle hoti hai aur yah bullish trend reversal ka saman banati hai yah candle four small candal ke bottom side per gap mein banti hai jo ki price per bahut fast Apne effects ko zahir karti hai. Dear frying pan bottom candlestick pattern market mein usually down trend Mein banne wala Ek pattern hai. Jismein candle small real body black ya white candles hoti hai formation mein Ek concave design banati Hain. Ismein bullish belt hold line candlestick pattern cake information hoti hai aur iske sath Jab yah gap UP mein open Hoti Hai To yah is pattern ke complete hone ki confirmation provide karti hai. THANKS:
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Fry Pan Candlestick Pattern Fry Pan candlestick pattern aik bullish trend reversal candle stick pattern hota hey yeh pattern downtrend mein he banta hey es candle stick pattern mein candlestick confirmation ke zaroorat hote hey jo keh candle stick ko follow kartay hein yeh pattern forex market mein down trend mein he start ho jata hey yeh forex market mein aik side way trend ban jata hey jo keh forex market kay ghair faisla ken honay ko wazah karta hey pattern kay end mein trend ke direction wazah ho jate hey or yeh reversal up trend ban jata hey yeh pattern kafee zyada nayaab pattern hota hey forex market mein up trend kay aghaz theek aik up trend ban jata hey Types of Fry Pan Candlestick Pattern Fry Pan Bottom Candlestick Pattern Fry Pan bottom candle stick pattern os time banta hey jab forex market down trend mein he hota hey jes ke price ka action akar design banata hey or bad mein open ke taraf aik window open ho jate hey es ke zahair ke shape goll nechay ke taraf ka design hota hey laken Japanese candle stick ke confirmation nechay say per ke taraf window hone chihay Rounding Top/ Dumpling Top Candlestick Pattern Rounding top aik chote real body hote hey jaisa keh market top out ho jate hey rounding top / dumpling top par market top pe hote hey or aik kesam ke Doji ke shape bante hey or aroj ke market ko nechay ke taraf lay jate hey haqeeqat yeh hote hey keh window kay bad down mein black candle stick black down belt ke shape ban jate hey yeh aik bearish outlook ke aik or wajah the or jaisa keh fry pan bottom dekhata hey jes kay low points nay Harami pattern dekhay hein May kay start mein aik window say sabat ho choka hey or fry pan ko nechay rakha jata hey Trade example modarja zail chart nechay deya geya hey jo keh micro soft kay 2 fry pan bottom candle stick pattern ke trade kar raha hey or aik Doumpling top pattern ko indicate kar raha hey Oct kay end mein pechle red candle stick kay sath sath reversal hammer candle stick bante hey jo keh forex market mein bullish Harami candle stick pattern banate hey jo keh bullish reversal pattern hota hey yeh forex market mein pechlay gernay wallay gap ka aik challenge hota hey or fry pan bottom ke confirmation ho jate hey fry pan bottom pattern mokamal ban jata hey dosra fry pan nechay ghomtay hovay oper or green candle stick kay bad banta hy jo keh bullish pattern say bearish pattern mein reversal trend ko indicate kar jata hey aik barhta hova gap jes kay bad long green candle stick anay wallay upper trend ko tabdel kar dayte hey
      bhali kay badlay bhali

      اب آن لائن

      Working...
      X