Supply Chain Analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Supply Chain Analysis
    Supply Chain Analysis
     
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Supply Chain Analysis
    Introduction: ​supply chain say morad woh amal hota hey jo keh crude oil say teyar shodah masnoaat mein montqel hota hey mesal kay tr par I phone banay kay ley ap ko kai cheezon ke zaroorat hte hey mesal kay tor par ap ko lithium Battery ke zaroorat hote hey yeh allumium dunya bhar say nekale jate hein i phone kay dsray hesay mein bhe hotay hein jaisa keh shesha chip or cameras etc lahza company kay ley supply chain aik jama analysis karnay kay ley aik hota hey ap ko en kay identify karay ke zaroorat hote hey ap ko en kay manufacture k bhe jaanay ke zarorat hote hey Importance of Supply chain analysis : stock or index kay trader kay ley forex market mein supply chain analysis ka samajhna zaroore hota hey ap investor kartay hein forex market mein performance ka mozahair kar rahay hotay hein ap asani say andaza laga saktay hein ap jen companies ko follow kartay hein woh kaisa kar rehe hey mesal kay tor par General Electric jo keh aik bohut he bara idara hey engines ke supply kay ley hey ager General Electric karobar mein hawa bazi mein sust rawee ka ailan karta hey to es ka matlab yeh hey boeing kay bhe kuch masil hotay hein ese tarah ager Intel or NOVIDA jaice company slow selling ka ailan karte hein to Apple , Dell or HP jaice Hard wear companies ke nechay janay ke omeed ke jate hey lahza investor kay faislay karnay mein supply chain ka bohut zyada important role hota hey es ke wajah yeh hey es mein dosree kai kesam ke stock ke comnies kay effect hotay hein aik supply mein seling mein ezafay ke wajah zyada order bhe ho saktay hein jabkeh supply mein kamee dosree companies ke wajah say he ho sakte hey mazee mein hum nay companies kay hasas mein price mein kame ya ezafa daikha tha mesal kay tor par per zekar keya ja choka hey Apple kay hasas es kay kuch important suppliers hotay hein jaisa keh corning , Samsung, Broadcom bhe shamel key jatay hein How to trade supply chain analysis: es model ka estamal kartay hovay trade karnay kay ley ap ko forex market mein kuch cheezon ko samajhna zarore ho ga sab say pehlay aap ko en companies ko samjhnay ke zaroorat hte hey jo keh ap jes company mein invest kartay hein osay supply bhe kartay hein ap company ke sallana report ko daikh kar yeh malomaat hasell ke ja sakte hein ap yeh malomat business say motalqa news say bhe hasell kar saktay hein jaisa keh Bloomberg or wall street bhe ho saktay hein ager ap Bloomberg jaisay soft wear companies kay hamel ho saktay hein to ap ko es ke maloomat tak rasai hasell ho sakte hey Raw Material or currencies: supply chain serf companies kay baray mein nahi hey yeh crud oil currencies kay baray mein bhe hein to es bat ka imkan hey keh crud oil wale companies jaisa keh Exxon Mobile or Chevron kay stock mein bhe ezafa ho jata hey jab gold ke price barah jay ge to gold ke mining companies ke bhe price barah jay ge dosree taraf jab crud oil ke price bhe barah jay ge to result yeh hota hey keh companies ka margin nachora jay ga jes kay result ke wajah say en kay stock ke price ger jay ge or aik trader kay tor par ap ko en kay masail par deeply towajah dayne chihay
     
    bhali kay badlay bhali
    • #3 Collapse

      Supply chain; Forex mein supply chain analysis, kisi bhi mulk ya kshetra ke vyapar aur vyaparik gatividhiyon ki samajhne aur vishleshan karne ka ek prakriya hai. Iska uddeshya, kisi bhi vyaparik samuday ke har ek sthayi ya ashtayi sadasy ke beech mein maal aur sevaon ki prerana, samagri ki uplabdhata, aur unke tatsamvyavastha se sambandhit mamooli aur mahatvapoorna vivran pradan karna hai. Is prakriya mein aksar ek vyapari, manufacturer, distributor, retailer, aur sambandhit pakshon ke sampark mein madad karti hai.Supply chain analysis, bahut se tarikon par ki ja sakti hai, jisme niche diye gaye kuch pramukh vidhano ka upyog hota hai: Flowchart: Ek flowchart banakar, vyaparik gatividhiyon aur sabhi sadasyon ke bich ka prakriya darshaya ja sakta hai. Yeh visual presentation, samajhne mein madad karta hai aur lagbhag sabhi kriyakalapon ko ek saath dekhne aur samajhne mein sahayak hota hai. Data Collection: Supply chain analysis ke liye jaruri hota hai ki sahi aur pramanit data jama kiya jaye. Vyapariyon, distributors, aur retailers se samagri ki pravah, inventri, aur bechne ke samay lagne vale samay ke baare mein ankiyan banane ke liye data collect kiya ja sakta hai. Demand and Supply Mapping: Supply chain analysis mein mahtvpurna hota hai ki maal aur sevaon ki maang aur uplabdhata ka map banaya jaye. Yeh vyaparik samuday mein demand aur supply ke beech ke samarthy ko samajhne mein madad karta hai. Inventory Analysis: Supply chain analysis mein inventory ka mahatvapoorna sthan hota hai. Ismein vyapariyon ke paas maujood samagri ke tatsamvyavastha, sthayi avadhi, aur sthagit karne mein kitna samay lagta hai, is par vichar kiya jata hai. Cost Analysis: Supply chain analysis mein vyaparik gatividhiyon se judi lagat ko bhi mahatvpurna mana jata hai. Yeh lagat ka vishleshan, vyaparik kriyakalap mein sudhar aur taknikatmak utpadan mein kami karne ke liye sahayak hota hai. Risk Assessment: Supply chain analysis mein vyapariyon aur unke samuday ke karyakalapon mein hone wale khatron ka mulyankan bhi hota hai. Kisi bhi pratibandh, samasya ya avyavastha ke liye taiyar rahna, sambhav khatron ke liye plan b banana aur vyaparik samuday ke pramukh sadasyon ko surakshit rakhne ka mahatvapoorna hissa hai.Supply chain analysis, forex mein vyaparik samudayon ke liye bahut mahatvapurna hoti hai. Isse unko unke vyapar ko sudharne, samagri ki pravah ko sahi tarah se samajhne, behtar nirnay lene aur anya vyapariyon ke saath tajurbe aur sahishnuta badhane mein madad milti hai. Forex (Foreign Exchange) mein supply chain analysis ka maqsad asal tijarat ke sharik daron aur mua'shirinon ke zaria se jadid supply chain ko samajhna hota hai. Ye analysis karne se hamen tijarati samandar mein mal o khapat ka silsila samajhne aur samjhne mein madad milti hai. Supply chain analysis aik systematic approach hai jo supply chain ke tamam ahem hawale se data jama karke usko samajhne aur optimize karne ki koshish karta hai.Forex market mein supply chain analysis karne ke liye kuch mukhtalif cheezein zimmedar hoti hain. Ye cheezein shamil ho sakti hain: Tijarati Maloomat: Supply chain analysis ke liye, asal tijarati maloomat ki jamaat zaroorat hoti hai. Ye maloomat mal o khapat ke baray mein, tijarati faaliyat ke douran istemal hone wale processes ke baray mein aur sair-o-sawari aur lohistik ke baray mein shamil ho sakti hain. Is tarah ki maloomat, tijarati malik ya mua'shirin se li ja sakti hai ya tijarati organizations aur institutions ke databases se hasil ki ja sakti hai.Data Collection: Supply chain analysis mein, maloomat ki tafseelat aur statistics ka jama karna zaroori hai. Is ke liye, raw data ko jama karne ka tareeqa tayyar karna zaroori hai. Data collection, tijarati companies, lohistik firms, doulati institutions aur tijarati departments ke zariye hosakta hai.Data Analysis: Jama ki gayi maloomat ko samajhna aur analyse karna supply chain analysis ka aham hissa hai. Is mein tafseeli tajurbe, statistical tools aur computer programs istemal kie jate hain. Data analysis ki madad se, tijarati faaliyat ke tamam pahunchein aur processes samajh mein aati hain, jo supply chain optimization aur decision-making mein madad karti hain.Risk Assessment: Forex market mein supply chain analysis karne ke doran, risk assessment bhi aham hota hai. Tijarati maloomat aur statistics ke zariye, khatraat aur musibaton ko pehchanna aur samajhna mumkin hota hai. Is tarah ki analysis, currency fluctuations, geopolitical tensions, tarah tarah ke customs aur regulatory changes aur anya tijarati risko ke sath samajh mein madad karti hai.Optimization aur Improvement: Supply chain analysis ke natijon mein, tijarati processes aur strategies ko optimize aur improve karna mumkin hota hai. Ye optimization supply chain ke tamam hawale se hosakti hai, jaise mal ka istemal, lohistik aur sair-o-sawari ke tareeqe, tijarati hubs ka chunao aur tijarati processes mein sudharat. Supply chain analysis Forex market mein tijarat ke douran tijarati samandar ki samajhne mein madadgar hoti hai.
      • #4 Collapse

        Aslamoalekum members kesay hain ap sab. Mujhay umed hay sah thek thak hon gay. Aj ka hamara disscussion ka jo topic hay wh supply chain analysis kay bary hain. Isy dekhty hain kay yeh kia hay r hamen kia information deta hay. supply chain analysis Forex trading ma supply Chain Analysis yani cheezon ki Zamanat Tashkhees kehlate hain. Is analysis ka maqsad hota hai keh tijarat ke silsile mein saman ka hisa akhraj supply aur saman ke khareedne wale demand ke darmiyan ki karkardagi aur asrat ko samajhna ho.Forex trading mein, supply chain analysis ki madad sey b traders samajhte hain keh kisi mukhtalif currency ky joray ke khareedne aur bechne ke peeche kya awamil hain. Yeh tajziya saman ke safar ko samjhta hai, jahan se woh shuru hota hai aur kis tarah woh muntazim ho kar mazid intikhabat aur aakhir mein wapis aata hai.Supply chain analysis kehte waqt, traders do cheezon sy par tawajjuh dete hain.Supply ya akhraj .Supply chain analysis kehte waqt, yeh samajhna zaroori hota hai keh saman ya currency market mein kahan se aati hai aur kis tarah woh currency ky joray ki qeemat par asar daalti hai. Supply chain analysis samjhta hai keh kis tarah global events, economic indicators aur geopolitical situations currency ky joray ki supply par asar daalte hain. Iske liye traders economic calendars, news feeds, aur market analysis ka istemal karte hain. Explanation Demand ya Iltija Supply chain analysis mein iltija ya demand ko samajhna zaroori hota hai. Yeh samajhne ke liye traders ko pata hona chahiye ke currency ky joray ki qeemat par kis tarah aur kyun tajawuz hota hai. Demand ki samajh traders ko market sentiment, economic trends aur traders ke behavior ki roshni mein madad karta hai. Jab traders supply chain analysis ka istemal karte hain, woh market mein saman ki supply aur demand ke asrat ke sath kaam karte hain. Iske liye woh b tafseel se tajurbe aur analysis ka istemal karte hain takay woh currency ky joray ki qeemat ki tashkhees kar saken aur faiday hasil kar saken.Yeh analysis traders ko saman ke safar ko samajhne mein madad deta hai aur unko behtar faislon par pohnchne mein asani hoti hai. Lekin yaad rahe ke forex trading mein koi waqat b guarantee nahi hoti aur ismein nuqsan ka khadsha bhi hota hai. Isliye, samajhdaari ke sath forex trading mein shirkat karna zaroori hai aur supply chain analysis ek zariya hai jis ka istemal traders ko saman ki karkardagi ke bare mein behtar samajhne mein madad karta hai.
        • #5 Collapse

          What is supply chain Aslamoalikum dear friends, Forex main supply chain analysis mukhtasar tor par currency k tabadlay or unko asar andaz karny wale factors par shamil hoti hai Ye analysis currency k supply or demand k aas pass ka taswarr hasil karny ka ek tareeqa hy Is mein hum samjhty hain k currency kis tarah sy mukhtalif tijarat or financial transactions k dauran istmal hoti hy kis tarah sy currency exchange rates tay hoty hain or un ko kis tarah sy market mein trading kiya jata hy Supply chain analysis mein hum currency ki supply chain ki har qadam ko janchty hain supply chain analysis ko smjhny k liye humen currency ki movement or un ki supply chain k factors ko smjna hota hy yeh har trah ki methods main shamil hota hai. Important points Dear friends jesy k har cheez ko smjhny k liye boht sari mehnat darkar hoti hai esi trah forex main b humen boht zyada mehnat ki zarort hoti hai jesa k hum upar parh chuky hain k forex main supply chain analysis k bary main to esi trah es ki kuch important point hain jo k nichy diye gaye hain: Currency Demand: Currency demand ki analysis karny sy pata chalta hai ki kis currency ki kitni demand hai or q hai Is mein economic indicators geopolitical factors or market sentiment ka hona ahm hota hai Demand ki understanding supply chain k various stages par impact dal sakti hai. Central Banks: Central banks currency supply ki control karty hain Un ki monetary policy interest rates liquidity measures or dosray tools currency supply ko influence karty hain Supply chain analysis mein central banks ki actions or policies ko smjhna zaroori hai. Interbank Market: Interbank market banks k beech currency trading ko facilitate karta hai Interbank market analysis currency liquidity trading volumes orr overall market dynamics ki samajh ko brhata hai. Forex Brokers: Forex brokers currency trading platforms provide karty hain In ka role market access or trading infrastructure mein hota hai Supply chain analysis mein brokers ki activities services or market penetration ko analyze kiya jata hai Economic Factors: Supply chain analysis mein economic factors ka bhi kam hota hai GDP growth inflation employment data or trade balances currency supply or demand ko influence karty hain Economic indicators ki analysis supply chain dynamics ko smjhny mein madad karta hai. Market Participants: Supply chain analysis mein market participants ko identify karna important hai Institutional investors hedge funds retail traders or other market players k activities ortrading behavior ko monitor karna, currency market dynamics ko smjhny mein madad karta hai. Technology and Platforms: Forex trading platforms or technological advancements supply chain analysis ko karty hain. Algorithmic trading, high-frequency trading, aur electronic platforms ki understanding, supply chain efficiency or speed ko improve karty hain. summary Forex main supply chain analysis currency supply demand, central bank policies market participants economic factors or technological advancements ko evaluate kar k currency market dynamics ko samajhne ka ek process hai Ye analysis currency trading decisions or risk management mein help karta hai.
           
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Aslamoalikum dear friends,kesy hain aap sab umeed krti hun k khriyat sy hun gay or forex main apka kam boht achy sy ja raha ho ga humary friend ny supply chain k bary main tipoc dia hai or es ka baary main humen kuch information b mohaiya ki hain or humen apny knowledge k mutabiq es ka bary main tafseel sy bat krni hai k yeh kya hota hai or forex trading main supply chain ka kya kam hota hai to es k bary main hum nichy tafseel sy likhty hain or nichy di gayi pic main apko supply k bary main btaty hain Forex main supply chain analysis mukhtasar tor par currency k tabadlay or unko asar andaz karny wale factors par shamil hoti hai Is mein hum samjhty hain k currency kis tarah sy mukhtalif financial k dauran istmal hoti hy kis tarah sy currency exchange rates teh hoty hain or un ko kis tarah sy market mein trading kiya jata hy Supply chain analysis mein hum currency ki supply chain ki har qadam ko janchty hain supply chain analysis ko smjhny k liye humen currency ki movement or un ki supply chain k factors ko smjna hota hy. Aham malomat Forex k bary main har choti sy choti or bari sy bari cheez k bary main ilam hona chahiye es main humen laprwahi nai bartani chahiye Dear friends jesy k har cheez ko smjhny k liye boht sari mehnat darkar hoti hai esi trah forex main b humen boht zyada mehnat ki zarort hoti hai jesa k hum upar parh chuky hain k forex main supply chain analysis k bary main to esi trah es ki kuch important point hain jo k nichy diye gaye hain. Central banks currency supply ki control karty hain Un ki monetary policy interest rates liquidity measures or dosray tools currency supply ko influence karty hain Supply chain analysis mein central banks ki actions or policies ko smjhna zaroori hai.supply chain main 2 kism k zones hoty hain aik jo k demand zone or aik supply zone kehlata hai en dono ka apna apna kirdar bhai en ko smjhny k liye humen kisi experts ko zarort par skti hai. Forex main brokers currency trading platforms provide karty hain In ka mein hota hai Supply chain analysis mein brokers ki activities services or market penetration ko analyze kiya jata hai.har kisi ka apna apna broker hota hai or har broker humen boht sari facilities provide krta hai humem in brokers ka intahab apni marzi sy krna hota hai jis main humen kam sy kam margin mily or zyada sy zyada profit hasil ho loss k kam sy kam chance hon. Identifying Market Participants Supply chain analysis mein market participants ko identify karna important hai Institutional investors hedge funds retail traders or other market players k activities ortrading behavior ko monitor karna, currency market dynamics ko smjhny mein madad karta hai. Es k zariye humen boht sary factors ka pta chlta hai market kis position main ja rahi hai or es k analysis kesy or kis trah sy kiye jaty hain har Important thing k bary main malomat fraham krta hai
             

            اب آن لائن

            Working...
            X