Identification Bullish Hammer Candlestick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Identification Bullish Hammer Candlestick Pattern
    Identification Bullish Hammer Candlestick Pattern
     
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Identification Bullish Hammer Candlestick Pattern
    Introduction: Bullish Hammer Candlestick pattern aik single candle stick pattern hota hey jo keh forex market mein price kay chart par paya jata hey jo keh forex market kay bullish reversal janay ko identify karta hey yeh dosree candle stick pattern say mokhtalef hota hey yahan par aik single candle stick aik turning point par kame kay trend ko indicate karte hey forex market mein hammer kay nechay ke tasweer es bat ke tashreeh karte hey keh candle stick pattern ke high , low open or close level price aik jaice hote hey forex market kay currency pair kay new low banaay kay ley price kay trend kay wazah kame ko identify keya ja sakta hey jes ke wajah say prices aik he kame ke direction ko identify karte hein jes aik chote body hote hey or es kay start ke price mein kareen hote jate hey yeh bat bhe yad rakhni chihay keh bullish hammer candlestick ke body ke lambai kay kam say kam double long wick hone chihay es kay elawah candlestick khod red ya green ho sakte hey Identification Bullish Hammer Candlestick Pattern: forex market mein aik shrt body or long wick candlestick hone chihay jes ka kam say kam 2X jo keh nechay ke taraf say hota hey down ke taraf say trend lower hesay mein hota hey dosray indicator ke taraf say confirmation jaisa keh zail mein batya geya hey trend reversal up side ke taraf say bullish reversal hota hey aik khas key level par price reject ho jate hey mumkana price kay reversal janay ko identify ke jate hey or aik long position mein enter honay ke wajah ban sakte hey trade with bullish hammer candle stick pattern: bullish hammer candle stick chart pattern mokhtalef kesam kay chart or time frame say mel kar banta hey nechay dekhaya geya chart AUD/USD ka chart pattern hey jo keh forex market mein daily kay trend par hammer ke aik mesal de gai hey 20 April say 31 May tak 892 pips ka ezafa ho choka hey es kame kay trend ka end bullish hammeer candle stick pattern say hova hey es kay bad price nay aaj kay price action kay zarey say total 792 pips ka ezafay hota hey chonkeh forex market mein hammer ke strength graph par os ke jagah par depend karte hey aam tor par trader candle stick ke price support mein os ke jagah par kartay hein es mein tools ka estamal karna bhe shamel hota hey laken frex market mein buying kay jazbat mein body support kay oper close ho jay ge es kay badnechay banay gay wick kay nechay stop lagya ja sakta hey
     
    bhali kay badlay bhali

    اب آن لائن

    Working...
    X