What is bullish harami candlestick pattern?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is bullish harami candlestick pattern?
    What is bullish harami candlestick pattern?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Asalamualikum dear members ummed Hy ap sb khariyat Sy hon gy.dear members aaj hm bullish harami candlestick pattern k bary mein baat krein gy. Bullish harami candlestick pattern : Dear members harami candlestick pattern jb b eik bearish trend ya low prices area mein two days candles sy mil kr bnta hy, to yeh eik bullish trend reversal ka kaam krta hy. Yeh pattern risk reward ratio mein sb sy best pattern hy. Pattern ke dono candles main dusri candle pehli candle sy shape main ya length main small hoti hy, jis main pehli candle ka open or close price dusri candle k open or close price sy zyada hota hy. Traders es pattern ko buyers k pressure k tor pr daikhty hain, jis sy prices mazeed bullish ja skti hain. Yeh chart pattern bearish trend k last or sellers sy buyers main market k control k trf ishara dta hy.or hm trading kr skty hain.or acha profit hasil kr skty Hain. Formation of candles : Bullish harami candlestick pattern prices k bottom pr banny ke wja sy eik strong bullish trend k indication dta hy, jo k do candle ka eik simple sa pattern hy. Pattern main candles ke formation Kuch es trha sy hoti hy. First candle : Bullish harami candlestick pattern ke pehli candle eik strong real body wali bearish candle hoti hy, jis ka colour b bearish pattern k mutabiq black ya red hota hy. Yeh candle prices k bottom ya low price main bearish trend k mazed izafey ke koshish hoti hy.or market upward move krti hy. Second candle : Bullish harami candlestick pattern main shamil dusri candle eik small real body wali hoti hy, jis ka open or close same point pr nai hona chaheay. Yeh candle eik bullish trend wali banti hy, jis ka colour white ya green hota hy. Yeh candle pehli candle k andr banti hy.or easily hm daikh skty hain. Explanation of this pattern : Dear friends Bullish harami pattern eik strong bullish trend reversal pattern hy.jo k bearish trend main bnta hy, jo direction ke changing k nishan-dahi krta hy. Yeh pattern two candles pr mushtamil hy, jis main dusri candle pehli candle k real body main open or close hoti hy. Yeh pattern bgair confirmation aik strong bullish signal dta hy, k ab bullish trend reversal hone wala hy. Pattern ke dusri candle pehli candle sy size main small hoti hy, jis sy market ka mojuda trend weak par jta hy. Sellers k market main interest kam ho jati hy, jis sy market buyers k control main chla jta hy. Yeh pattern support zone k qareb zyada bnta hy,es mein daikh k trade leni chaheay Trading strategy : Bullish harami candlestick pattern price chart k bottom pr banney sy aik strong message milta hy, k ab market mazed down jany ke ho skta hy. Es wja sy yeh pattern jab b bearish trend ya low price main bnta hy, to ye bullish trend reversal ka aik strong signal dta hy. Jis py bht achi entry Le ja skti hy.
     
    • #3 Collapse

      Assalamualaikum all members. Kesy hy ap sab. Umeed krti ho ap sb thk hogy. Ajka hmara discussion ka topic Bullish Harami Candlestick Pattern kay bary my hay. Ab issy Dekhty hay kay ye kia hay r hmy kia information deta hy. Bullish Harami Candlestick Pattern: Bullish harami pattern ruhjan ky ulat jany r bail richon pr qabo lany ka ekk mumkinna ishara deta hay. Ye candlestick pattern Jo hy aam tor par ekk downtrend ky neechy hota hy. R stock over saled position ny hota hy. Ye candlestick pattern tezi say lapaity huy pattern ki zahiri shakl kay braks hay. Beshakk dono pattern kami kay bad bhi mumkinna tezi kay ruhjan ki nishandahi krty hy. Chart my pattern long down trend ky nichly hissy my show hua hy. Downtrend ky neechy lmbi surkh mombati hay. Isky bd ek choti sbz mombati hy ye ek bullish harami pattern hy. Trade the Bullish Harami Candlestick Pattern: Bullish harami pattern is bt ki tsdeeq krta hy. Ky tezi ky ruhjan my tbdeeli waqia hui hy. Pattern bnny or ek tajir issy mumkinna ulat jany kay ruhjan ky tor pr bhi dekh skta hy. Is pattern may ek surkh mombati neechy kay ruhjan ka hissa hy. Jb kay sbz mombati harami pattern ko pura karti hay. Tijarti andraj dosri mombati ki oonchai say oper hona chahye. Tesry ya chothy din confirmation candle mil jani chahye. R ye mombati phr Dosri mombati ky oper band honi chahye. Is lye jb koi tajir teesry ya chothy din band honay kay qareeb daakhil hota hy. To isy kamyab dakhly ky imkanat ko brhana chahye. Set Target and Stop loss: Teessri ya chothi mombati ki tsdeeq kay bad phir tajir stock may daakhil hoskta hy. Teessri mombati Dosri mombati ki oonchai ky oper band krky tsdeeq krti hy. Tajir teesri mombati ky qareeb stock khreedy ga. Stop ka nuqsan phli mombati ky nichly hissy say bilkul neechy hona chahye. Aagr shrt tajir ky hq my hy to tajir us wqt to tijart my rhna jari rkh skty hy jb to agla neechy ka ruhjan na ajye.
      • #4 Collapse

        forex trading main har traders k pas learning strong hain har traders ko apni learning ko strong karna must hain agar bullish harami candlestick pattern main loss ho jata hain tu kamyabi easy mil jati hain jisne learning nhe ki bullish harami candlestick pattern main analysis nhe kiya vo tradee big loss main he rahy gy bullish harami candlestick pattern main learning kare forex k rules ko follow kare bullish harami candlestick pattern main analysis kare bullish harami candlestick pattern main trend ko check kare k trend konsa chal rahy hain forex main best benfit k liye anlaysis karna par skta hain hard work kare regular learning kare forex trading main hard work k bina kamyabi nhe mil skti hain kamyabi k liye fofrex ki move ko samjhy How To trade on bullish harami candlestick pattern forex trading main jo b tradesr kaam kar rahy hain un traders ko apni learning ko strong karna must hain agar ek traders big learning k sath kaam kare ga tu kamyabi hasil kare ga jisne learning nhe ki vo big loss main hota hain forex main pratice krna parta hain agar pratice nhe ki vo traders kamyab nhe hain bullish harami candlestick pattern main rules ko follow kare rules ko ofllow krne wale traders best earning kar skte hain bullish harami candlestick pattern main rules ko na follow krne wale traders big loss main hote hain bullish harami candlestick pattern main pratice krna must hain bullish harami candlestick pattern main hard work k sath kaamkarna must hain
        • #5 Collapse

          forex main learning kare analysis kare makret ki move ko samjhy jaaab tak learning strong nhe hain vo big loss kar dete hain engulfing candle stick pattern 2 opposite rang ke candle stick par moshtamel hota hey bearish engulfing candle stick mein pehle candle stick bullish candle stick ho ge dosre candle stick bearish candle stick ho ge bearish candle stick bullish candle stick ko mokamal tor par lapate kar day ge jes say zahair hota hey keh seller buyer ke strength par kabo pa lein gay or ab woh market ko control kartay rehen gay bearish candle stick higher high or lower low candle stick banay ge or bullish candle stick ka body to wick ka ratio 60% say zyada hona chihay kunkeh bare body candle stick ke raftar ko zahair karte hey
          • #6 Collapse

            Kuch mashhoor trading plateforms jaisay trading view indicator ko do linon ke tor par dikhata hain. Is mein surkh aur sabz lakeer hai. green line are v aayi line hai jabkay surkh line signal hai. Phir bhi, aap ufuqi line ka istemaal karte hue ghair janabdaar line shaamil kar satke hain. Trader indicator ka istemaal is baat ki nishandahi karne ke liye karte hain ke jab kisi asasay ki qeemat ziyada farokht hoti hai ya ziyada kharidi jati hai. Ziyada kharidi hui sthon ka istemaal mawaqay ko mukhtasir karne ya farokht karne ke liye kya jata hai jabkay ziyada farokht honay wali sthon ko kharidne ke mawaqay ki nishandahi karne ke liye istemaal kya jata hai. Jaisa ke is terhan ki linon walay tamam asharion ke sath, do ahem hissay hain jo tajir dekhte hain. aisa hota hai jab do linen ghair janabdaar line ko uboor karti hain. Doosri muddat woh hai jab RVI aur signal linen aik dosray ko cross karti hain.
            Gullalai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              forex trading main achy achy traders big loss kar dete hain har traders ko best learning k sath kaam karna parta hain jaaab tak learning strong nhe hoti hain vo traders big profit nhe kar skte hain forex main job traders loss main hote hain vo agar achi tara learning kar k kaam kare gy tu vo traders achi tara earning kar skte hain jisne learning nhe ki vo trader big profit kabi b hasil nhe kare gy is liye loss ko recover karne k liye kabi b big lotkouse na kare jo b big lot ko use karte hain vo traders big profit nhe big loss kar dete hain is liye learning ko samjhy hard work k sath kaam kare best benefit hasil karna hain tu forex trading ki learning ko strong karna parta hain fofrex main regular pratice karna must hota hain forex ek trend ki tara chalti hain jaab tak trend ko follow nhe kiya jata hjaisay engulfing patteren ya hathoray ke patteren, ya takneeki isharay jaisay moving average, trained lines, ya accelator isharay. tasdeeqi signals kamyaab rujhan ko tabdeel karne ke imkaan ko mazboot karne mein madad karte hain. yeh note karna zaroori hai ke frying pan patteren, kisi bhi dosray takneeki tajzia ke alay ki terhan, ghalat nahi hai aur usay deegar isharay aur tajzia ki taknekoon ke sath mil kar istemaal kya jana chahiye. taajiron ko sirf frying pain patteren ki bunyaad par tijarti faislay karne se pehlay market ke majmoi halaat, patteren ki tashkeel ki taaqat, aur deegar awamil par ghhor karna chahiye. aakhir mein, frying pan candle stick patteren aik chart patteren hai jo neechay ke rujhan se oopar ke rujhan ki taraf mumkina rujhan ke ulat jane ki nishandahi karta hai. yeh aik gole neechay se aik flat bees mein muntaqili se bantaa hai, is ke baad bees ke oopar break out hota hataizi ki tasdeeq ki mom batii kharidari ke dabao aur oopar ki taraf bherne ke mumkina tasalsul ki nishandahi karti hai. - bearish tasuki gap : yeh patteren up trained mein hota hai aur neechay ke rujhan ke mumkina ulat jane ki nishandahi karta hai. pehli aur doosri mom batii ke darmiyan farq muzahmati satah ke tor par kaam karta hai. bearish confirmation candle saylng pressure aur neechay ki taraf bherne ke mumkina tasalsul ki nishandahi karti hai. yeh note karna zaroori hai ke kisi bhi takneeki tajzia ke alay ki terhan, tasuki gap patteren faul proof nahi hai aur usay bakhabar tijarti faislay karne ke liye dosray isharay ya tasdeeqi signals ke sath mil kar istemaal kya jana chahiye. traders aur tajzia car –apne tajziye ko mazboot bananay aur ghalat signals ko kam karne ke liye aksar izafi tools jaisay trained lines, support aur rizstns levels, aur accelators istemaal karte hain. aakhir mein, tasuki gap patteren aik murawaja rujhan mein mumkina tabdeelion ki nishandahi karne ke liye aik mufeed candle stuck patteren hmatlab yeh hai ke ab yeh pehlay ki nisbat bilkul mukhtalif maqsad ke liye kaam kar rahi hai. rujhan mein tabdeeli, ya rujhan mein tabdeeli, is baat ki nishandahi karti hai ke aik taweel mudti rujhan mein tabdeeli aayi hai, jaisay taizi ka rujhan aik mandi ke rujhan mein tabdeel ho raha hai. jummay ko sonay ki qeemat mein wazeh izafah sun-hwa kyunkay is ne taizi ki mom batii banai, lekin sonay ki qeemat ab bhi –apne urooj par nahi pohanchi kyunkay woh abhi tak –apne aap ko durust kar raha hai. rujhan tab tak neechay rehta hai jab tak qeemat harkat Pazeer ost isharay se neechay rehti hai, jis ka matlab hai ke qeemat ab bhi mutharrak ost se neechay ha Hammer aur Hanging Man patterns ko single candlestick patterns kaha jata hai. Hammer pattern ek downtrend ke baad aata hai. Is pattern mein candle ki body neeche wick ke beech mein hoti hai aur upper wick lambi hoti hai. Hammer bullish reversal signal ho sakta hai, jahan price neeche girne ke baad wapas upar ja sakta hai. Hanging Man pattern ek uptrend ke baad aata hai. Is pattern mein candle ki body upar wick ke beech hoti hai aur lower wick lambi hoti h Jb jbra dant r hont ek sth jury hoty hy to iska mtlb hay ky alligator so rha hy. R market my koi oper ya phir neechay ka ruhjan nahi hay. Bill Williams aisy advar ky doran market sy Bahar rhny ka mshwra detay hy. Allegator jtni der sota hy utna hi bhoka jagta hy. Jb ye lmbi nend sy bedar hota hay to wo apna mo kholta hay. R Bazar ka ekk bara kat leny ky lye tyar hojata hy. Ye tijart krny ka wqt hy. Alligator qeemat ka bht dor tk peecha kary ga. R ek tajir ko maqol munafaa pesh kary ga. Kafi khany ky bd alligator wapis sojata hy. Is lye faida uthany ka waqt agyabullish breakout mein, price resistance level ko upar cross karke badhta hai aur ek naye high tak pahunchta hai. Isse samajh mein aata hai ki security ke demand badh rahi hai aur buyers control mein hain. Ek bearish breakout mein, price support level ko neeche cross karke ghatne lagta hai aur ek naye low tak pahunchta hai. Isse samajh mein aata hai ki security ke supply barh rahi hai aur sellers control mein hain Breakouts ko traders technical analysis tools jaise ki trend lines, chart patterns jaise ki triangles, rectangles, head and shoulders, moving averages, aur oscillators ka istemaal karke identify karte ha aur adverse outcome matches costs ki mama decline ko show card ha,Purpose in getting itye pointer aik straightforward pointer ha lakin ye brokers parity Index Inpointer A specialized energy pointer indeed, yes moving normal k relative ksi pair key current shutting cost key rate esteem ko measure card yes straightforward alphas mama hm ye kahe shakti hai k ye marker market key current costs ko specific period key costs k moving normal ko Look at Card Yes On the off chance that the outcome is positive, assuming the worth of the pair is expanded, assuming the sign is gotten, or on the other hand on the off chance that the outcome is negative, the worth of the pair is diminished, show the card.A reason behind getting itThis pointer is a basic marker however it furnishes dealers with helpful data in specialized examination, the marker shows a positive rate increasing cost and a negative rate falling cost. daitatoh hume upswings, downtrends aur sideways patterns ki pehchan hoti hai. Yeh trendon ka pata lagana humare liye bahut zaroori hai kyunki iske zariye murmur sahi waqt standard kharidari aur bechadari ke faislon ko lena sikh sakte hain.Candle outline mein upstrokes aur downstrokes, jinhe "wick" kaha jata hai, bhi mahatvapurn hote hain. Poke murmur in wick ko dekhte hain, toh hume pata chalta hai ki samay ke dauran cost kitne had tak upar ya specialty gaya tha, lekin phir kahan se badal gaya. Yeh jaankari, hume market ki punah pehchan karne mein sahayata karti hai aur hume samajhne mein madad karti hai ki kya cost mein badlav aane wala hai.Mumtaz outline, ek asan aur prabhavi tajzia karne ka sadhan hai. Iski madad se murmur cost activity ko samajh sakte hain aur market ki development ko anticipate kar sakte hain. Candle designs, trendon ki pehchan karne aur samay standard faislon ko lena humare liye zaroori hoti ha forex exchanging principal best learning nhe hoti hain tu huge misfortune k ziyda chanes htoe hain forex tradingk buniess primary agar learnisteorng nhe hoti hain tu har exchanges best learning kar skte hain forex tading primary hardwork k sath kaam karnewwlaekamyabi pah skte hain forex tradingmain best learning krna must hota hain forex fundamental pratice nhe hain tu large misfortune hota hain misfortune ko refocover akrne k liye praticekare difficult work kare learning areas of strength for ko kamyabi simple mil skti hain jsine elaeninag ki nhe vo enormous losskar dete hain misfortune ko recuperate krne k liye hardwork krna must hota hain and benefit hasil karna hain tu best learningkading fundamental best learning kare hardwork kare best learning k sath kaaam kare forex tading primary best learning nhe hain tu enormous misfortune losta hain difficult work neh hain tu benefit nhe hain aloss and lofrex exchanging primary jaab tak learning forex traidng busniess fundamental difficult work k sathkaaam karne rib kamyabi pate hain jisne learning k sath kaaam kia vo kamyab ho skte hai

              اب آن لائن

              Working...
              X