Hidden Divergence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hidden Divergence
    Hidden Divergence
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum my dear Forex member ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se honge aur trading business Mein achi working quality ke sath market Se achcha profit le rahe ho Kyunki Fark trading Ek risky business hota hai isliye aapko bahut soch samajh Kar acche knowledge experience aur aur proper planning Ke mutabik apna Kam karna hota hai isiliye aapko chahie ki aap farak trading market mein successful hone ke liye aur achcha profit hasil karne ke liye achcha knowledge aur experience gain Karen.
    Hidden Divergence:
    Dear forex trading market mein jab aap kaam karte hain to market ko analysis karne ke liye Koi indicator use kar rahe hote hain aur iske sath aap price chart observe kerty hain to donon ki information Ek dusre se different ya opposite Hoti hai for example jab price chart mein up trend dekhty hain lekin indicator aapko market Mein down trend ki indication de raha Hota Hai to aisi situation ko hidan divergence kaha jata hai kuchh important indicators hote hain jesy ky moving average converter jo aapko is diversion se related bhot achi formation provide kartyi Hai jiski madad se aap market main hidden divergence ko easily find out kar sakte hain aur uske mutabik apni decision making kar sakte hain.
    Identification:
    Dear Hidden Divergence ko identify karna bahut hi aasan hota hai or yeh aapko support level aur resistance level per regularly basis per chart aur indicators ko dekhna or samjhna hota hai Jab bhi indicator aapko different results show karta hai to aap isko aasani ke sath identify kar sakte hain kyunki jab tak aap isko identify karne ki position mein Nahin a sakte hain jab tak iski exactly identification nahin kar sakte hain use time tak aapki interpretation kabhi bhi apny ly profitable ni bna sakty isliye aapko hidden divergence ko identify karna bahut jaruri Hota Hai isiliye aapko chahie ki aap hidden divergence ko find out karne ke method ke bare mein complete information rakhte ho Kyunki indicator aur Market chart aapko different information provide kar rahi hoti hain to isiliye aapko pata hona chahie ki market ki next expected moment Kya Hogi.
    Trading Strategy:
    Dear Jab aap Kisi bhi factor ki identification kar lete hain to uske bad uski interpretation ka market Mein andaza lagana bahut hi aasan ho jata hai aur uski interpretation aapke liye perfect ho sakti hai Jab aap market mein regularly basis per kuchh important advantages ko find out karna start kar dete hain aur uske bad uski identification karte hain aur last step aapke liye interpretation rah jata hai yah interpretation aapke liye bahut hi important hota hai kyunki Jab aap Kisi bhi pattern ki identification kar lete hain to use waqt aapke jyada acche advantages available ho sakte hain isiliye Jab aap market Mein Koi Bhi pattern find out karte hain to uski identification aur confirmation ke bad hi aapko market Mein apni trading activity complete Karni hoti hai isiliye hamesha Chhoti si Chhoti baton ka bhi khyal rakhna har tractor ke liye bahut important Hota Hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Hammer candles price chart pattern par baaz awqat single candle hone k bawajood bhi dosre candlestick charts pattern ki tarah k asarat rakhte hen, jab bhi ye candles prices k top ya bottom par bante hen. Hammer candle jo k prices k bottom ya bearish trend main banti hai. Hammer candle k aik small real body hoti hai, jiss ka lower side par aik lon shadow banti hai. Ye shadow hammer candle ki real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Hammer candle ki real body k upper side par koi wick ya shadow nahi banta hai, yanni candle ki real body ka upside aik "Bozu" candle hoti hai, lekin agar aik small wick ban bhi jaye to bhi acceptable hai, lekin bohut ziada lamba na ho jiss se candle ki hososeyat tabdeel ho jaye. Hidden Divergence sir hadear Mallet Candle Example In Forexham jaa kar trad say hello dear ager trad say hi Japanese candle plan ko offer Kiya jata hai kya ke would address kar reason aur acche tarike se future market ko experience ko Dekhte the activities karta hai jo ki land karta hai use Karta Hai for developments ko reversal model ko evening star candle plan morning star hy.Hammer Candle Example In Forex candle plan doji candle plan for shooting star candle configuration is event Kiya jata hai aur isko equivalent Taur per Ham feel outline ko online karte hain jisse Hamen market ke uncovered mein bahut acche tarike se Pata lagta hai aur ham bahut jyada Achcha benefit Hasil kar sakte hainm punch bh Mallet Candle Example In Forex and dear ham jaa kar trad plan ko Ham found karte hain base mein jo ke plunging design Mein Likha Jata Hai Uske signal ko perhaps Jani bullish reversal Mein dekhte hain aur iski market ko bahut acche tarike Se Dekha Jata Hai Hamen light plan ko jo ki Ham Hit Uske stock ko open karte hain move karte hain aur isko part lower during the day mein dekha Jata Hai..

      اب آن لائن

      Working...
      X