Relative Voltage Index

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Relative Voltage Index
    Relative Voltage Index
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Relative Voltage Index Relative volatility index otar charhao ka paimana hota hey jo keh otar charhao ke direction ko indicate karnay mein madad dayta hey relative volatility index ke madad say prices kay otar charhao ka pata chalya ja sakta hey relative volatility index aik bod ke tarah hey laken ko hanbell karnay ke bejay price ke deviation ke base par standard deviation ko hanbell card hey relative volatility index ka behtareen estamal yeh hey keh esay trend to confirm kay ley estamall kea ja sakta hey dosray momentum ya trend follow karnay wallay indicator sath mell heinrelative volatility index ke value ko samajhnay kay ley yeh samajhna zaroore hey volatility kea hey yeh range kay sath sath financial statement ke price mein tabdele raftar ka aik paimana hey otar charhao kay baray mein janana zaroorey hey kun a meap pas financial statement kay baray mein risk ko samjhnay mein madad kartay hein economic moshkallat kay deno mein financial statement ke bohut zyada importance hey yeh aik important technical indicator hey Working of Relative Voltage Index Relative volatility index aik simple indicator hey jo keh kafe technical indicator hey relative volatility index indicator kay tor par estamal kea ja sakta hey balkeh aik confirmation indicator kay tr par teyar kea geya hey relative volatility index percentage kay tor par 0 or 100 hey darmean 50 say opar ke relative volatility value reversal otar charhao or mumkana reversal buy or mumkana buy kay makay ke opportunity kay tor par indicate ke jate hej dosre taraf 50 say nachay ke value otar charhao or sell ko indicate karte heinrelative volatility index kay index ko estamal karnay ka dosra tareka mumkana entry kay tor par daikha ja sakta hey 40 say letchay ke relative volatility index value ko short position kay ley entry ke sakhte say safaresh hey yeh out honay kay kartee karte hey b jab trader pehlay say trade mein enter hotay hein relative volatility index long position say out honay ko indicate card hey relative volatility to values ​​60 say par janay wale short position ko indicate card hein kuch trader relative volatility ko short position mein enter honay kay ley aik paimana kay tor par indicate kartay hein relative volatility index short position kay ley bohut zyada help full ho sakta hey. Information and Trading with Relative Voltage Index Relative Voltage Index (RVI) aik technical analysis indicator hai jo trading mein istemal kiya jata hai. Iska matlab hota hai keh kisi financial instrument ki price ki volatility ko dekhne ke liye RVI ka istemal kiya jata hai.RVI ka formula do moving averages (MA) par tayar kiya jata hai. In moving averages mein se aik short-term MA hota hai jo price ke recent changes ko reflect karta hai aur dusra long-term MA hota hai jo price ke older changes ko reflect karta hai. Short-term MA aur long-term MA ki difference ko phir RVI formula se divide kiya jata hai.RVI ki values +100 aur -100 ke darmiyan hoti hain. RVI ki value 0 ke qareeb ho to yeh batata hai ke market mein koi movement nahi hai aur price stable hai. Jab RVI ki value +100 se zyada ho to yeh batata hai ke market mein strong bullish momentum hai aur jab RVI ki value -100 se kam ho to yeh batata hai ke market mein strong bearish momentum hai.RVI ko samajhna traders ke liye zaroori hai kyon ke iske signals price ke changes ki mukhtalif stages ko highlight karte hain, jinse traders ko market mein maujood trends aur reversals ki pehchan karni mein madad milti hai.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X