Sideways Trend mai Successful Trading,,,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sideways Trend mai Successful Trading,,,
    Sideways Trend mai Successful Trading,,,
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction,, I hope all friend fine main umeed karta hun ap sab loog khair Khariyat sy hungy or enjoy kr rhy hungy apni training life ko dosto market jab bhi movement ker rehi hoti hai tou woh kisi na kisi aik trend ko follow kerty huey movement ker rehi hoti hai ky forex market main movement three types ky trend ko follow kerty huey continue rehti hai jin main bullish trend bearish trend aur sideways trend shamil hain ky jab market movement ker rehi hoti hai tou in main sy kisi aik trend ko follow kerty huey movement ker rehi hoti hai agar market continue upward movement ker rehi hoti hai tou woh market main bullish trend hota hai aur agar downward movement ker rehi ho tou same time per market main bearish trend chal raha hota hai jabky third type of trend jo bearish ya bullish nehi hota usko sideways trend kehty hain jisko ham following main discuss kerty hain,, What is Sideways Trend, Jab market na tou bullish trend ko follow ker rehi ho aur na hi bearish trend ko tou market main same time per sideways trend chal raha hota hai ky market just aik hi support aur resistance ky darmian kabhi upward tou kabhi downward movement ker rehi hoti hai ky kabhi support sy resistance ki taraf tou kabhi resistance sy support ki taraf lekin market continue movement ker rehi hoti hai tou same movement sidewise trend main continue hoti hai jis per market main trade kerny ky liay ham support aur resistance ko read ker ky follow kerty huey trade open aur close kerty hain ky same time per ham forex market main long time ky liay position open ker ky continue nehi rakh sakty, Sideways trend mai trade ,, Jab market main sideways trend chal raha hota hai tou same time per jab market support per ponch chuki ho tou ham buy main trade open ker ky continue ker lety hain aur jab market resistance per ponch chuki ho tou ham sell main trade open ker ky us waqat tak continue kerty hain ky jab tak market forward order main support ya resistance per nehi ponch jati lekin jab market support ya resistance per ponch jati hai tou ham open trade ko profit main close ker ky phir sy reverse order main trade open ker lety hain aur phir sy support ya resistance tak trade continue kerty hain jab tak ky market kisi side per breakout nehi kerti tab tak isi terha sy trade continue ki jati hai,, Sideways Market mai Successful Trading,, Jab market main sideways trend chal raha hota hai tab ham jo bhi trade open kerty hain us main hamain profit hasil hota hai lekin agar ham market ky reverse order main breakout per stop loss set nehi kerty tab market ki same breakout per bara loss ho sakta hai lehaza hamain her dafa sideways trend main support ya resistance sy reverse order main trade open kerty waqat reverse order main breakout per stop loss zarur set kerna chahiay ky jab market breakout kerti hai tou phir single side trend shoru ho jata hai jo bullish bhi ho sakta hai aur bearish bhi tou aesy trend main market ki continue movement ki waja sy hamara account wash bhi ho sakta hai lekin stop loss ki waja sy hamara account secure ho jata hai ky market ki big movement per wash hony sy bach jata hai lekin agar market hamari favor main big movement kerti hai tou hamain bahot bara profit bhi hasil ho jata hai isliay hamesha breakout ka wait ker ky trade open and continue kerain,
     
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Sideways Trend Line
      Sideways trend market mein ziada tar supply aur demand ki barabari aur support and resistance levels k darmeyan movement karti hai. Price charts pattern main sideways trend wo hota hai, jiss main prices ka bullish ya bearish trend asani se samajh main nahi ata hai. Sideways markets se brokers wo market murad lete hen, jiss main qeematen aik horizontal line main trade kar rahi hoti hai. Ye trend main qeemtaen aik tang ya narrow range main assets movement karti hai, jiss se market kisi breakout k intezar main hoti hai. Sideways trend traders k leye mayuskun ho sakti hai, ye trend range bound ki tarah hi aik makhsos levels tak baraqarar rehti hai.
      Sideways Trend Banne ki Wajohaat
      Sideways trend main kisi bhi semat ka koi wazih pehlo nazar nahi ata hai, iss waja se aam tawar par market main qadam nahi rakhna chaheye, q k ye trend ziada waqfay ka nahi hota hai, aur prices ne lazmi kisi na kisi semat breakout hona hoti hai. Sideways trend main buyers prices k nechay a jane k baad trades lagane k intezar main hote hen, jab k sellers prices k bullish janne k baad ferokht k trades ka intezar karte hen. Jiss se market aik range main stuck ho jati hai, q k na buyers market main entry karne ki koshash kartte hen aur na hi sellers ye risk uthane ki koshash karte hen. Lekin market kisi aik side par mamoli harkat bhi aksar iss k opposite side par breakout ka sabab banti hai.
      Explaination
      Sideways trend baqi dono trend lines se mukhtalif hota hai, iss trend line k doaran prices seedhi movement karti hai, jiss main kisi assets k prices ko bare breakout ka intezar hota hai, q k ye trend line ziada relaib nahi hota hai, jiss main hamesha aik assets ki value same nahi rehta hai. Financial price charts pattern main kisi bhi assets ki movement hamesha aik tarteeb k hisab se hoti hai. Wese to humen normal small timeframes main in movement ka sahi tareeqay se andaz nahi hota hai lekin jab bhi hum in prices ko long term k timeframe main dekhte hen, to humen mukamal tawar par wazih ho jata hai, k prices aik tarteeb k hisab se aik semat main ja rahi rahi hoti hai. Trading
      Sideways trend main enter hona riski hai, khas kar jo retailer trader hote hen, wo aksar market main jaldi entre hone ki koshash main loss uthate hen. Jab tak market k trend ka koi semat wazih nahi ho jata, tab tak humen iss main entry karne se parhez karna chaheye. Sideways trend main entry k leye zarori hai, k market ki proper analysis karen, jab bhi analysis k mutabiq result ata hai, to uss result par bhi entry karne ki koshash na karen. Yahan par traders k sabar ka imtehan hota hai, k wo market k breakout hone k leye kitna sabar se kaam le sakte hen, uss k baad hi market main buy ya sell ki entry kare. Stop loss sideways trend k leye aik zarori ansar hai iss ko kabhi bhi nazar andaz na karen.
      • #4 Collapse

        WHAT IS SIDEWAYS TREND: Asslamoalaikum I hope aap sab khariyat sy proper response ky sath work karty hen our successfully trade kar sakty hen our rujhaan ko bilwakt success bnai sakty hen our Pattren ko kabel istemaal Mei laya jata Hei tabhi kamiyabi dey rahy Hei Sideways trend market mein ziada tar supply aur demand ki barabari aur support and resistance levels k darmeyan movement karti hai. Price charts pattern main sideways trend wo hota hai, jiss main prices ka bullish ya bearish trend asani se samajh main nahi ata hai. Sideways markets se brokers wo market murad lete hen, jiss main qeematen aik horizontal line main trade kar rahi hoti hai. Ye trend main qeemtaen aik tang ya narrow range main assets movement karti hai, jiss se market kisi breakout k intezar main hoti hai. Sideways trend traders k leye mayuskun ho sakti hai, ye trend range bound ki tarah hi aik makhsos levels tak baraqarar ralhty Hei our Traders ko sahara diya jata Hei our yeh hamary liye comfortable hota Hai SUCCESSFUL TRADING IN SIDEWAYS MARKET: Dear members forex exchanging Market Mei Sideways trend main kisi bhi semat ka koi wazih pehlo nazar nahi ata hai, iss waja se aam tawar par market main qadam nahi rakhna chaheye, q k ye trend ziada waqfay ka nahi hota hai, aur prices ne lazmi kisi na kisi semat breakout hona hoti hai. Sideways trend main buyers prices k nechay a jane k baad trades lagane k intezar main hote hen, jab k sellers prices k bullish janne k baad ferokht k trades ka intezar karte hen. Jiss se market aik range main stuck ho jati hai, q k na buyers market main entry karne ki koshash kartte hen aur na hi sellers ye risk uthane ki koshash karte hen. Lekin market kisi aik side par mamoli harkat bhi aksar iss k opposite side par breakout ka sabab ban jataa Hei. Sideways trend main enter hona riski hai, khas kar jo retailer trader hote hen, wo aksar market main jaldi entre hone ki koshash main loss uthate hen. Jab tak market k trend ka koi semat wazih nahi ho jata, tab tak humen iss main entry karne se parhez karna chaheye. Sideways trend main entry k leye zarori hai, k market ki proper analysis karen, jab bhi analysis k mutabiq result ata hai, to uss result par bhi entry karne ki koshash na karen. Yahan par traders k sabar ka imtehan hota hai, k wo market k breakout hone k leye kitna sabar se kaam le sakte hen, uss k baad hi market main buy ya sell ki entry kare. Stop loss sideways trend k leye aik zarori ansar hai iss ko kabhi bhi nazar andaz na kar sakty hen our sideways trend ko istemaal kar sakty hen our successful hoty hein our profite hasil karty hen.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Sideways trend, jise "range-bound" trend bhi kaha jata hai, market mein price ka consolidation ya sidha-sadha movement ko darust karta hai, jab price ek range ke andar trading hoti hai aur kisi specific trend ki taraf clear direction nahi hoti. Sideways trends trading mein kuch khasiyat hoti hain aur yeh trading opportunities provide kar sakte hain agar aap sahi approach istemal karte hain. Niche kuch tips hain jo aapko sideways trend mein successful trading mein madadgar saabit ho sakti hain: Sideways Trend mai Successful Trading,,, 1. **Support aur Resistance Levels Ko Samjhein:** Sideways trend mein price range ke andar hoti hai, isliye support aur resistance levels ko samjhna mahatvapurna hota hai. Aapko price range ke upper aur lower boundaries ko pehchanne aur monitor karna hoga. 2. **Range-Bound Trading Strategies Ka Istemal Karein:** Sideways trend mein range-bound trading strategies ka istemal karna faydemand ho sakta hai. Aapko range ke upper boundary pe sell aur lower boundary pe buy karne ki soch sakte hain. 3. **Volatility Ke Sath Taiyar Rahen:** Sideways trends mein volatility kam hoti hai, lekin sudden price movements ho sakte hain. Aapko is volatility ke sath taiyar rehna chahiye aur stop-loss orders ka istemal karna chahiye risk ko prabandhit karne ke liye. 4. **Multiple Timeframes Ka Istemal Karein:** Sideways trend ko samjhne aur trading decisions lene ke liye multiple timeframes ka istemal kiya ja sakta hai. Chhote timeframes par entry aur exit points ko tay karne ke liye aur bade timeframes par overall trend ko samjhne ke liye. 5. **Dusre Indicators Ka Bhi Istemal Karein:** Sideways trend ko confirm karne ke liye, dusre technical indicators jaise ki Bollinger Bands, RSI, aur MACD ka istemal kiya ja sakta hai. In indicators ki madad se aapko trading signals aur trend confirmations mil sakte hain. 6. **Risk Management Ka Dhyan Rakhein:** Sideways trend mein bhi risk management mahatvapurna hai. Aap stop-loss orders ka istemal karke apne positions ko prabandhit kar sakte hain aur trading capital ko surakshit rakh sakte hain. 7. **News Events Ko Monitor Karein:** Sideways trend mein bhi kuch news events price movements ko influence kar sakte hain, isliye market news aur events ko monitor karna important hai. Sideways trend mein successful trading challenging ho sakti hai, lekin agar aap sahi tarah se analyze karte hain aur risk management ka dhyan rakhte hain, toh aap trading opportunities ko paa sakte hain. Thorough research, practice, aur discipline bhi trading ke safalta mein madadgar ho sakte hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X