Bearish Melting Line Patterns:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Melting Line Patterns:
    Bearish Melting Line Patterns:
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bearish Melting Line Patterns: Bearish meeting line aik 2-line candlestick pattern hai, jis mein aik high white aur aik black candle hoti hai uptrend mein, yeh dono candles aik dosry ki closing price for milti hain. Ko bearish pattern predicted kia jata hai, lekin testing sa confirm hua hai keh pattern bull hota hai, 51 percent ki tine sa continuation sa. Explanation: Meeting line, Japanese candlestick pattern 2-candle reversed hai pattern. Bearish meeting line pattern aik uptrend mein occur hota hai, jahan aik long body ki white candle aik long body ki black candle sa follow hoti hai, jes ki body pehli candle sa higher hoti hai, jes ki closing price pehli candle ki closing price ka equal ya near hoti hai. Es mein aap ko bear line meeting ki aik simple processing di gai hai, 2 candles show ki gai hain, dono hi long bodied hain, aik black aur aik white hai, es ko aap oper di gai explanation sa achay sa understand kar saktay hain. Construction: First candle: Aik uptrend ki candle hoti hai. Es mein white body hoti hai. Yeh like long line apni appearance show karti hai. second candle: Es mein black body hoti hai. Es mein closing price, previous closing price is equal to hoti hai. Es ka Japanese name, deaisen hai. This predicts a bearish reversal. This pattern is pre-trending and up-trending. It is the opposite pattern of bull line meeting hai facts: Bearish line meeting bahut ziata rarely occurs honay wala candlestick pattern hota hai. Es mein candles is ki configuration bahut specific hai jiski wja sa low frequency hoti hai, pehli candle dosri candles ka exact level at near hoti hai. Pattern ki pehli line aik long line ka tor for look hoti hai, jiski white body hoti hai, jab keh second candle ko body black hoti hai. Pattern ko bear reverse pattern mein classify kartay hain. Es liay es pattern ki appearance uptrend mein honi chahiay. The Esko of the following candles confirms the cards that are closest to the support zone as a breakout and a trend line. bear meeting line ko reject pattern sa confirm kia jata hai, aik support zone jo keh rising window sa banta hai, shut down mein aik step sa broken hota hai. Down pattern sa aik gap ki formation hoti hai, jo keh as resistance zone act karta hai, november mein kuch weeks ka bad break ho kar aik formation second rising window hoti hai. Bulls apni strength ko show kartay huay long white candles form karti hain, jo keh rising window ko second line hai. Yeh chart represent kar raha hai keh kesay bulls aur bears positions ki price exchange mein gaps ka liay fight kartay hain, jo keh market ki short term direction ko indicate karta hai. Yeh picture bearish aur bullish line meeting ka comparison hai, bullish mein rank common mein H+ hai ti bearish mein G+ hai, bullish ki efficiency rank B-hai to bearish ki B hai. Increase 56 aur 51, decrease 44 aur 49 percent hai respectively. En dono pattern ko use kar ka achi trading ki ja sakti hai
     

    اب آن لائن

    Working...
    X