Triple top candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Triple top candlestick pattern
    Triple top candlestick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Triple top triple top level ko samjny key ley traders ko chart me support and resistance level ko samjna ho ga, support aur resistance levels be 3 hoty hey agar market 3rd support level par ho to ye triple bottom level hota hay jes ko technical analysis me down level samja jata hay aur ye market reversal point be ho sakta hay, resistance 3rd level triple top level hota hay jes ko technical traders bearish reversal movement ka name be dety hey.Tripple top pattern kay naam say zaahir hai kay triple ya 3 dafa top ko touch kerna.Market mai movement ko monitor kernay kay liye her tareekay ko adopt kerna hota hai aur her tareekay ka baqayda naam hai. Tripple top aik chart pattern hai jiss say andaza hojata hai kay market Kab reversal ker sakti hai aur resistance aur support level kaha tak jaa saktay hain. Market mai jo bhi patterns bantay hain unhain importance daini chaiye. Jab market chart pay aik he top baar baar touch ho raha ho tou iss ka Matlab hai reversal point bann chuka hai iss liye traders ko apni trades positions buy kernay ya sell kernay kay liye tayar rehna chaiye.topic mein bhot hi informative baten btai gai hein jin per amal karna bhot hi zaruri hota hy.Dosto Tripple top pattern aesy time per complete hota hai jab market uptrend main movement kerty huey kisi point sy reverse movement kerna shoru ker deti hai aur jab dobara trend ko follow kerty huey same point per ponchti hai tou phir reverse ho jati hai jo market ki resistance ban jati hai jab market second time same resistance sy reverse hoti hai tou aesi surat main jo pattern creat hota hai woh tripple top hota hai aur strong resistance ka break hona phir mushkil ho jata hai aur ham trade reverse order main hi open ker ky profit hasil ker sakty hain. Trading triple top pattern tb bnta ha jb ksi pair ki prices three peaks bnati hain aur is ma up trend k khatam honay ka ishara hota ha, ye us waqt appear hota ha jb price finalization k marhalay ma ho jahan price point of resistance ki pehli peak par pohnch jay aur is point sa descend ho k ya fall kar k support tk aa jay, in peaks k darmian pull back ko Swing Low kahain gay, ye peaks head and shoulder pattern ma bnnay wali peaks sa resemble karti hain, lakin triple top ma middle peak high honay ki bjay dusri peaks k takreeban equal hoti ha, is pattern ko double top k similar b keh saktay hain, jb price resistance area ko 2 bar touch karay aur high points ka pair bnanay k baad wapis aaye.ye aik bohat he achi trading strategy hai is ko use kerty hue bhi hum bohat he achi tarhan se kaam keren gy aur is mein kamyab bhi ho sakty hain humen chahiye k hum is mein dil laga ker kaam keren is mien hum jitni mehnat keren gy tou hum utni he success bhi hasil ker sakty hain lekin aik achi strategy se hum aik achy trader bhi ben sakty hain aur aik baat aur is mein hum daily basis par aik acha profit bhi hasil ker sakty hain aur is mein success bhi hasil ker sakty hain forex mein triple top tab benta hai jab is ki k pair ki prices three peaks benati hai aur is mein trend k khatam hony k ishara hota hai ye us waqt zahir hota hai jab prices final marhaly par hoti hain ye peaks head and shoulders mein beny patterns se milti julti hoti hain.triple tops takneeki tajzia chart ke namoonay hain. jab patteren mukammal tor par ban jata hai to is ka matlab hai ke pehlay ka oopar ka rujhan khatam ho gaya hai, aur mumkina tor par neechay ka rujhan jari hai. yahi wajah hai ke double aur triple tops ko reversals patteren kaha jata hai. yeh ulat patteren forex, fyochrz aur stock markets mein har waqt ke faremon mein paye jatay hain. kaleedi take ways double taap is waqt hota hai jab qeemat bulandi par pahonch jati hai, girty hai, dobarah isi terhan ke ounchay maqam par charh jati hai, aur dobarah girty hai. aik triple taap teen kal" tops" ke liye is ounchay maqam ko aik baar phir agay badhaane ki koshish karta hai aur nakaam hojata hai. double aur triple tops bearish patteren hain, is liye woh lambi pozishnon se bahar niklny ya mukhtasir position mein daakhil honay ke liye behtareen kaam karte hain. tajir munafe ke ahdaaf muqarrar karne ke liye oopar se ibtidayi pal back ke size ko bator rehnuma istemaal kar satke hain. double taap ki shanakht karna aik double taap is waqt hota hai jab qeemat aik ounchay maqam par pahonch jati hai, peechay hatti hai, isi terhan ke ounchay maqam par wapas jati hai, aur phir dobarah gir jati hai .
     
    • #3 Collapse

      Aslamoalekum members kesay hain ap sab. Mujhay umed hay sah thek thak hon gay. Aj ka hamara disscussion ka jo topic hay wh triple top Candlestick pattern kay bary hain. Isy dekhty hain kay yeh kia hay r hamen kia information deta hay. Triple top Candlestick pattern Forex trading main Triple Top Candlestick pattern aik esa tachniqui tajziyati tool hai, jiska istemal traders karte hain market trends aur keemat ke tamam oper say nichay ke harkaat ka tajziya karne ke liye. Ye pattern am tor pr bullish trend ke pehle ya tasalsal kay phase mein paya jata hai. Triple Top pattern mein, price chart par teesri baar se resistance level banane wale 3 peaks tops hote hain, jin mein se pehle do peaks ak jesi ya taqreben ak jesi heights par hote hain. Teesre peak ki height pehle do peaks se kam ho sakti hai. Ye pattern ek potential reversal kay isharay muhaya karta hai, jisko traders price ke mustaqbil ke harkat ke liye istemal karte hain.Triple Top pattern ke shanakht karne ke liye, traders candlestick charts, price levels, aur techniqi ishary a istemal karte hain. Jab price chart par teesri bh top banane ke baad price level ko break karke neeche harkat e karta hai, tab ye pattern mukamale hota hai. Isse traders ko selling ky mawaqay mil sakti hain waqt kyunki ye pattern price reversal ya bearish trend ke neshandahi ko dikhata hai. Explanation Ye pattern samajhne ke liye practice aur market analysis zaroori hai. Market kay halaat aur price ke tabdelio ke sath-sath Triple Top pattern ke signals bhi tabdeel kar sakte hain, isliye aapko mojoda market trends aur price action par gor karna chahiye. Forex trading mein Candlestick patterns, techniqi tajziya ke importance b tools hai, lekin hamesha tejarti feslay lene se pehle iskay zariye iska tajziya, aur market main ilam ka istemal karna zaroori hai.Triple Top Candlestick pattern ka or significance forex trading mein yeh hota hai ke ye ek potential reversal signal deta hai. Is pattern ko karne se traders ko ek ishara milta hai ke price trend ne apni upward ke harkaat mukamal kar li hai aur ab bearish trend ka mumkinat hai.Triple Top pattern mein jab teesri top banane ke baad price level break hota hai, toh ye pattern takmeel hota hai. Isse traders ko selling kay mawaqay ka pata chalta hai, kyunki is pattern ke signal ke hisaab se price ne apna resistance level or qabza nahi kar paya hai aur neeche ki taraf harkat kar raha hai. Significance Is pattern ki significance yeh hai ke traders isko use karke price movements ko predict kar sakte hain. Agar triple top pattern form ho raha hai, toh iska matlab hai ke market mein bullish trend ka ho raha hai aur bearish trend ke mumkinat hai. Isse traders selling positions open kar sakte hain ya mojoda lambi positions ko bh close karke profit book kar sakte hain.Triple Top pattern ka istemal karte waqt, traders ko tasdeeqe liye dusre technici ishary aur tools ka bhi istemal karna waqt sy chahiye, jaise ki trend lines, support levels, moving averages, ya oscillators. Isse istemal kar kay bohat sary faiday bhe hain. Is pattern ka istemal karne se pehley b aapko ak behtreen training, practice, aur market ka tajziya zaroori hai. Forex trading mein musalsal kamyabi ke liye, aapko market kay ilam aur trading strategies ko samajhna zaroori hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        introduction Friends kya haal hain aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Aaj Jis topic ko Ham discuss Karenge vah Hai triple talk candlestick pattern Jab ham is pattern ko trading chart per carier Hota vah Dekhte Hain To Hamen Apni Kya Saturday use Karni chahie Taki Hamen market Se Achcha profit Ho triple top ka Jaise Naam Hai Is Tarah tops highest top banati hai isliye iska naam Rakha gaya hai Ham isko understand karne ki koshish Karte Hain Formation of triple top candle pattern Humne triple talk ka bahut hi acche se discuss kya hai ab Ham yah dekhte hain ke chart per yah pattern Kaise banta hai Ham isko Kaise identify karna hai Taki Hamen Iske acche se samajh a Jaaye to Iske example bhi dekh Lete Hain Ham chat per Pahle Se yah dekhte hain ki Banta kaise hai yah pattern aap Kisi bhi Jaat ko Dekhen triple top aapko Ek point yani resistance per hi Milega market teen high banati hai jo Milkar top bante Hain Is Tarah is chart per yah pattern banta hai Important note 1 triple three high Se Milkar banta hai aur yah market ka pic point hote hain ismein market ke moment sem reaction Mein rahti hai 2 Jab triple top complete hota hai to long trader apni trade cross kar lete hain aur Market ko short Karte Hain 3 Agar aapane is pattern ki help se trade karni hai to aapko stopwatch resistance ke peak point se thoda sa Upar set karna hoga How to work triple top candlestick pattern Triple top market Mein work Kaise Karta Hai yah bahut easy hai bus aap isko samajhne ki koshish karen market Jab 3 dafa sem high price per Jaati Hai To vahan se Agar price drop ho ya rejection milati ho to market Sel Ho Jaati Hai Aur yah bahut hi acchi Sel ki entry ho sakti hai lekin yah Baat aapane Jahan Mein rakhni Hai Ki confirmation important hai is pattern mein

        اب آن لائن

        Working...
        X