Bullish On-Neck Candlestick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish On-Neck Candlestick Pattern
    Bullish On-Neck Candlestick Pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Bullish On-Neck Pattern
    Bullish on-neck pattern "Gap Candlestick Pattern" family se taluq rakhta hai, jo k prices k top par ya bullish trend main banta hai. Ye pattern two days candles par mushtamil hota hai, jo k bullish trend continuation pattern ka kaam karta hai. Pattern ki prhli candle aik strong aur long real body main bullish candle hoti hai, jiss ka baad aik baad aik bearish candle above gap main banti hai. Bearish candle k high aur low price bhi gap ko cover nahi karti hai. Iss pattern k baad agar aik small real body main bearish candle aisi ban jaye jo k dono cansles ka gap cover na karen to ye pattern "Bullish Tasuki Gap Pattern" ban jata hai, jo k same bullish trend continuation ka kaam karta hai.
    Candles Formation
    Bullish on-neck pattern pattern ki dono candles aik dosre se mukhtalif formate uya color main hoti hai, lekin pehli candle ki nisbat aik to dosri candle small shoti hai aur dosra ye candle above gap main banti hai, jiss se pattern trend continuation pattern ka kaam karta hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hai;
    1. 1. First Candle: Bullish on-neck pattern main shamil pehli candle aik strong aur long real body wali white ya green yanni bullish candle hoti hai. Ye candle prices k bullish ya top trend ko zahir karti hai.
    2. Second Candle: Bullish on-neck pattern ki dosri candle pehli candle k opposite yanni black, green ya bearish candle hoti hai. Ye candle ziada tar small real body main hoti hai lekin zarrori nahi hai. Pattern k mutabiq ye candle pehli candle se above gap main banti hai.
    Explaination
    Bullish on-neck pattern aik trend continuation pattern hai jo k bullish trend ya prices k top par paya jata hai. Ye pattern same to same dekhne main "Bullish Gap Up Pattern" jaisa hai, lekin dosri candle k bearish banne ki waja se ye pattern mukhtalif ho jata hai. Pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik longvreal body wali bullish candle hoti hai, jiss ka baad banne wali candle aik bearish candle hoti hai, jo k pehli candle se above gap main banti hai. Dosri candle k open, close, high aur low pehli candle se bane gap ko cover nahi karti hai. Pattern k dosri candle bullish trend k khatme ki koshash karti hai, lekin uss main nakam ho jati hai. Pattern k baad agar aik small bearish candle banti hia jo gap ko cover na karen to ye pattern "Upside Tasuki Gap Pattern" main badal jata hai.
    Trading
    Bullish on-neck pattern bullish trend continuation pattern hai, jiss main pehli candle to bullish aur dosri candle bearish hoti hai, lekin bearish candle prices ko bearish trend reversal pattern main change karne main nakam ho jati hai. Ye candle market main aik strong bullish continuation pattern ka kaam karti hai, jiss ka market main kamyabi k chances taqreeban 50% se ziada hen. Pattern par trade open karne se pehle trend confirmation candle ka honna zarori hai, q k bagher trend confirmation k trade karna bohut ziada riski hota hai. Pattern k baad agar aik candle bullish real body main banti hai to yahan par market main buy ki entry ki ja sakti hai. Pattern par Stop Loss lagana zarori hai, jo k pattern k sab se lower side ya pehli candle k open position se aik ya do pips lower side par set karen.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      What is on Neck Candlestick Pattern
      Introduction: on neck candlestick pattern aik jare candle stick pattern hota hey jo keh forex market mein es bat ko indicate karta or yeh reversal candlestick pattern hota hey es pattern mein aik chote real bdy up trend mein ate hey jo keh forex market ke open ke jagah par nechay ger jate hey or candlestick close ho jate hey to yeh forex market mein on neck pattern hota hey yeh pattern forex market mein neck naam kay pattern say jana jata hey or prices aik jaice hote hin r Horizontal neck line banate hey point of view yeh hey keh pattern ko jare pattern samjha jata hey jes ka matlab yeh hey keh pattern kay result mein price ger jate hey or yeh taqreban half time ka hota hey or result kay time par yeh period short time mein movement ko indicate keya jata hey or forex market mein reversal janay ka eshara karta hey Formation; sab say pehlay on neck candle stick pattern banta hey jo keh nechay kay trend mein jana zaroore hota hey or end mein black candlestick kay bad aik chote white candle stick hote hey white candle stick ke close taqreban pechle candle stick kay kam kay barabar hona chihay pr tesaray den aik black candle stick talash karna chihay or aik long body hone chihay or dosray ya tesaray den kay darmean mein aik gap ko talash karna chihay or forex market ke strength ko mozahaira karna chihay Trading with on neck candlestick pattern: security ke base nechay kay trend mein he hote hey or up trend kay andar aik important eslah ke jate hey pehle candlestick kay zarey say aik long shadow real body ko indicate karta hey weakness market kay action ke wajah say khoshnode ko barha sakte hein jabkeh weakness buls kay ley mokamal tor par pechay hat jate hein dosree candlestick ka care work kam ho jata hey or aik new lower level par gap ka farq ho jata hey buyer control hasel kar laytay hein hein or pechlay close ko barha daytay hein bulls pechlay close ko oper ke taraf barhanay kay kabel nahi thay bear agle chand candlestick par control hasel kar lein gay or on kheyal kay motabaq price kam kar dein gay or yeh reality mein taqreban half time mein he hota hey
      bhali kay badlay bhali

      اب آن لائن

      Working...
      X