What is trading strategy for balance of power indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is trading strategy for balance of power indicator
    What is trading strategy for balance of power indicator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Balance of Power (BOP) ya "Taaqat ka Mawazna" ek technical indicator hai jo maali tijarat mein istemaal hota hai takay khareedne walon aur bechne walon ki taqat ka andaza lagaya ja sake. Is indicator ki madad se investors possible developments aur reversal ke pata laga sakte hain. BOP indicator fee aur volume ko integrate karke market sentiment aur fee fashion ka analysis karta hai. Is indicator ki madad se investors market ke bullish ya bearish fashion ka pata lagate hain. STEPS OF TRADING STRATOGY: Step 1: Indicator Ki Samajh BOP indicator line hai jo 0 aur a hundred ke beech mein ghoomti hai. 0 ko bad strength aur 100 ko fantastic energy darshata hai. Agar BOP line 0 ke qareeb hai, toh bechne walon ki taqat zyada hai aur agar BOP line 100 ke qareeb hai, toh khareedne walon ki taqat zyada hai. Step 2: Entry Point Ka Tashkeel Khareedne ka access point tashkeel karne ke liye, hum BOP line ki taraf tawajjah denge. Agar BOP line 0 ke qareeb hai aur phir se upar ja rahi hai, toh yeh bullish signal hai aur hum khareedne ki tayyari karenge. Agar BOP line a hundred ke qareeb hai aur phir se neeche ja rahi hai, toh yeh bearish sign hai aur hum bechna tayyar hojayein. Step three: Stop Loss Aur Target Tayyar Karein Khareedne ke baad, hum apne stop loss aur goal stages tayyar karenge. Stop loss woh degree hota hai jahan pe hum apne nuksaan ko roknay ke liye apne exchange ko band kar dete hain. Target degree woh level hota hai jahan pe hum munafa hasil karne ke liye exchange ko band kar dete hain. Stop loss aur target degree tayyar karte waqt, hum price movement aur dusre technical indicators ka istemal bhi kar sakte hain. Step 4: Trade Ko Monitor Karein Jab hum alternate enter kar lete hain, toh humein apne exchange ko display karte rehna chahiye. Agar BOP line apne favorable path mein rahi aur change hamare goal stage tak pohanch gayi hai, toh hum trade ko band kar sakte hain. Agar BOP line humare in opposition to ja rahi hai aur trade hamare stop loss stage tak pohanch gayi hai, toh hum nuksan se bachne ke liye change ko band kar dein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      what is balance of power indicator Balance of power indicator aik kesam ka intahai level ka indicator hey jo har fareeq ke salehat ka andaza laganay kay ley estamal keya ja sakta hey forex market mein seller kundgan kay zarey say buyer ke market ke strength ka idea lagaya ja sakta hey or forex market ke pemaish karta hey es indicator ke calculation yeh hey keh forex market kay buyer ke market ke strength ka pata length ka pata lagta hey Balanoce power indicator=close price-open price/high price-low price result mein anay wale moving average ko humwar karta hey yeh indicator forex market meinbuyer or seller ke market intahai value or level ka idea laganay ke salehat ko indicate karta hey jaisa keh hum nay pehlay lekha hey financial asser ke price aam tor par buyer ya seller kay darmean mein larai hote hey Balance Of Power aam tor par 100 or 100 kay darmean movement karta hey or 100 say nechay ger sakta yeh wakeyat aam tor par extremely nayab hotay hein How to calculate Balance of Power indicator jaisa keh oper dekhaya geya hey ap ko forex market mein pehlay close price laynay or assert ke price ko increase karnay kay bad assert ke price khatanay ke zaroorat hote hey overbought price lanay ya es say kam karnay ke zaroorat hote hey aisa karnay kay bad ap ko pehlay jawab daynay kay ley ap ko dosray kay jawab kay sath taqseem karnay ke zaroorat hote hey end mein ap ko es kay ley simple moving average ko laynay ke zaroorat hote hey phir bhe jaisa keh hum lekh chokay hein ap ko yeh janay ke zaroorat nahi hey es kay elawah ap ko serf yeh jananay ke zaroorat hote hey keh forex market mein indicator kaisay lag ho sakta hey or es ko market mein estamal karna hey Balance of Power Indicator ka estamal: Balance of power indicatr estamal karnay ka amal zyada tar logon kay ley nesbatan moshkel amal hey khas tor par woh log jo abhi abhi start kar rahay hein lahza hum tajweez kartay hein keh ap dosray indicator par bhe apni towajah markoz kar saktay hein jo keh itnay he achay hein ap trading mein new hein balance of power indicator ka estamal karnay ka step yeh hey ap ko trading platform par es ko estamal karna hey ap ko es ko live market par estamal karna ho ga motbadel tor par ap trading wave pe apna analysis karna chihay next yeh keh ap ko es ko chart par tarteeb daynay ke zarorat hote hey jesay ap estamal karna chahtay hein or resolution par ap yeh choose kar saktay hein keh keya ap jantay hein or assert a period keya hey trade ke best example tradeer balance of power indicator ko 2 tarekon say estamal kar saktay hein sab say pehlay es ke paishan goi krnay kay ley 0 level ko daikh saktay hein keh price kahan tak jay ge r yeh 0 say bhe oper ho sakta hey or en ka yeh manana tha bulls wapes aa gay hein jes ka matlab yeh hey price barah rehe hey ese tarah ager price 0 say nechay chale jate hey to woh mananay kay ley keh yeh bearish call hey dosray trader market kay gap ko talash karnay kay ley indicator ka estamal kartay hein indicator ke aik ache mesal nechay wallay chart ko dekhai gay hey Balance of Power strategies zyada tar trader kai tarekon say oscillator ka estamal kartay hein jaisa keh reversal trend talash karna hey ya overbought ya oversold level ko identify karna hey yahan tak keh divergence or es tarah log relative strength index , MACD or stochastics oscillator ka estamal kartay hein tahum hamaray analysis mein es indicator kay estamal karnay ke taraf ijazat de ja sakte hey overbought ya oversold level ko indicate karta hey es ley kuch es indicator ko swing lay kar indicate keya ja sakta hey jo es ko estamal karna moshkel samjhtay hein es ley bad tar bat yeh hey keh ap ko es indicator jaisa keh moving average or MACD moving average kay sath estamal karna moshkel samjha jata hey
      bhali kay badlay bhali

      اب آن لائن

      Working...
      X