State the Technical analysis in forex..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    State the Technical analysis in forex..
    State the Technical analysis in forex..
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Technical analysis in forex Forex Technical Analysis
    Forex technical analysis" ka matlab hota hai forex ke takhliqati tehqiqat karna. Ismein purane qeemat ki harkat ko samajhne ke liye istemal kiya jata hai takay mustaqbil ki qeemat ki harkat ka pata lagaya ja sake. Takhliqati tehqiqat karne wale logon ka khayal hai ke purane qeemat ki harkat mustaqbil mein dohrayi ja sakti hai kyunke insani rawaiye ka dohrapan hota hai. Un logon ko qeemat ki harkat mein pattern talash hoti hai jo pehle ho chuki hai aur wo khayal rakhte hain ke ye pattern mustaqbil mein dohrayega.Previous price ki movement mein pattern talash karne ke liye kai tarah ke takhliqati alaamat istemal ki jati hain. Kuch aam takhliqati alaamat mein shamil hain moving averages, trend lines, Fibonacci retracements aur support aur resistance levels. Dear Forex trading business mein Jab aap market ki moments ko chart patterns candlesticks patterns ki madad se analysis karte hain aur ine patterns ko follow karte hue market ki expected moment se related reductions hasil karte Hain To isko Ham technical analysis ka naam dete Hain technical analysis ki importance for trading mein bahut jyada hai Kyunki yah aise analysis hai jo ki hamen bahut acchi information provide karte hain aur Agar Ham inke bare mein inke bare mein complete knowledge aur information hasil karte Hain To hamen market Mein acchi entries available hoti hai. Istemal hone wale technical analysis ki detail Kuchh Is Tarah sy hai.
    Oscillator
    Dear Yeh indicators market mein us wakt ki teraf ishara krty hain. Jb market aik limit tk ponch jati hy or opposite direction of trend mein movement krti hy.aur wahan pr correction yaqeni hoti hy. For example jb market mein up trend chal rha hota hy or market up move krti hy. Phir aik peak py ja k rukti hy tb wo overbought condition mein hoti hy .udr sy market correction k liye any k kafi chance hoty hain.or market jb oversold condition mein hoti hy to correction k liye market up jany k chances zyada hoty hain.us point pr hm entry ly k acha profit hasil kr skty hain.
    Stochastic:
    Dear Stochastic indicators ko Forex trading market Mein specially market ki overbought or oversold conditions key zone ko indicate karne ke liye istemal ki jaati hai.lekin stochastic mumkina price reversal ko bhi point out karti hain. Stochastic ky ek se zyada versions hain.lekin slow Stochastic sabse zyada aur Kaba yakeen or powerful indicator samjha jata hai isiliye indicator hamen market mein acchi aur perfect analysis karne mein bahut jyada madad deta hai.
    Moving average:
    Dear Yeh leading technical indicators hain jo price action mein breaks ko show krty hain yeh market ke direction b btaty hain.yeh chart py aik line ke form mein hoty hain. jo time ke jo limit trader ny set ke hoti hy us k according average price btaty hain.es indicator ko hm short term trading or long term trading k liye use k skty hain. Yah tamam indicators essay hote hain ki agar Ham inko acche tarike se soch samajhkar istemal karty Hain to Ham market Mein acchi entries ke sath achcha profit bhi hasil kar sakte hain.
     
    • #3 Collapse

      Ager ap technical analysis krna chaty hain, to ap individual candlesticks ko study kr k apna analysis easily complete kr sakty hain. Individual candlestick say ap ko market k future trend ki achi information milti hai. chart pattern: Chart patterns, different candlestick say mil kr banty hain. Different chart patterns, ki different interpretation hoti hai. Is liy technical analysis k liy, ap k pass chart pattern ka knowledge hona zarori hai. Channel formation: Dear foum members, ager ap market ka technical analysis krna chaty hain to is k liy channal formation ki understanding hona buht zarori hai. Normally, market aik channel k under movement krti hai. Support and resistance levels: Dear friends, technical analysis k liy support or resistance levels ko identify karna bahut zarori hota hai. Ager ap market k support aur resistance level identify kr laity hai to ap ko yah decide krny main asani hoti hai k kis time ap ko buy ki trade lagani chaiy aur kis time sell ki trade lagani chaiy. Trend line: Dear members, jab ap technical analysis krty hai to is main ap ko trend line ko focus krna chaiy. Trend line. Wo particular level hota hai, jis level pay market, consistently, movement krti hai. Pivot point Dear forum members, Forex trading aik asa business hai, jis main kamyabi k liy ap k pass technical analysis skills hona buht zarori hai. Technical analysis kr k hi ap loss say bach sakty hain. Technical analysis k liy kuch terms hain, jin ki understanding zarori hai. Ager ap technical analysis krna chaty hain, to ap ko following factors consider krny chaiy. Dear foum members, ager ap market ka technical analysis krna chaty hain to is k liy channal formation ki understanding hona buht zarori hai. Normally, market aik channel k under movement krti hai. karna bahut zarori hota hai. Ager ap market k support aur resistance level identify kr laity hai to ap ko yah decide krny main asani hoti hai k kis time ap ko Understanding of pivot point: Ager ap technical analysis krna chaty hain, to is k liy, different indicators ap ki help krty hain. Indicator ki do types hain. Leading and leggings indicators. Ager ap technical analysis krna chaty hain, to is k liy, ap ko moving average aur relative strength index ap ki buht help kr sakty hain.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Dear takneeki tajzia woh frame work hai jis mein tajir qeemat ki harkat ka mutalea karte hain. nazriya yeh hai ke 1 shakhs qeemat ki tareekhi harkat ko dekh sakta hai aur mojooda tijarti halaat aur mumkina qeemat ki naqal o harkat ka taayun kar sakta hai. koi aisa shakhs jo takneeki tajzia istemaal karta hai usay takneeki tajzia car kaha jata hai. takneeki tajzia istemaal karne walay tajir takneeki tajir kehlate hain. takneeki tajzia istemaal karne ka bunyadi saboot yeh hai ke, nazriati tor par, tamam mojooda market ki maloomat qeemat mein jhalakti hain. takneeki tajir aam tor par is aqeday ko tasleem karte hain ke" yeh sab kuch chart mein hai !" is ka seedha matlab hai ke tamam maloom bunyadi maloomat ki qeemat mojooda market ki qeemat mein hai . takneeki tajzia ki bunyadi baton mein khush aamdeed! trading ki bunyadi baton ki series mein, hum ne takneeki tajzia ke teen usoolon ka ihata kya market action discount har cheez ki qeematon mein tabdeeli rujhanaat ki tareekh dohrati hai hum pehlay hi jantay hain ke takneeki tajzia bunyadi tor par aglay rujhan ki jald az jald shanakht karne ke liye istemaal kya jata hai .trading ki bunyadi baton ki series mein, hum ne takneeki tajzia ke teen usoolon ka ihata kya market action discount har cheez ki qeematon mein tabdeeli rujhanaat ki tareekh dohrati hai hum pehlay hi jantay hain ke takneeki tajzia bunyadi tor par aglay rujhan ko jald az jald shanakht karne ke liye istemaal kya jata hai .is se tajir ko" rujhan par sawaar honay" aur mumkina really se faida uthany ka mauqa milta hai .traders ke paas rujhan talaash karne mein un ki madad karne ke liye bohat saaray tools hotay hain misaal ke tor par sir aur kaandhon jaisay maqbool qeemat ke namonon ko istemaal karna un ke ibtidayi marahil mein rujhanaat ki shanakht mein madad kar sakta hai. trained line guide traders ko maliyati mandiyon mein tashreef le jane ke liye agar qeemat trained line ka ehtram karti hai to murawaja rujhan barqarar rehta hai. agar trained line ki" khilaaf warzi" hoti hai to usay aik intibah ke tor par dekha jata hai ke murawaja rujhan khatam ho sakta hai .isharay aur osciliator takneeki taajiron ke liye bhi bohat mashhoor tools hain, aur macd sab se ziyada istemaal honay walay tools mein se hai. jab macd sifar line se oopar jata hai, to yeh oopar ke rujhan ka ishara deta hai. jab yeh zero line se neechay aata hai to yeh neechay ki taraf shuru honay ka ishara deta hai. tehreek taajiron ko mahswara diya jata hai ke woh kisi aik par inhisaar karne ke ziyada khatarnaak option lainay ke bajaye mukhtalif tools ko yakja karen. bohat se tools hain jo takneeki tajir istemaal karte hain, jin ka hum is silsilay mein ihata karen ge .

        اب آن لائن

        Working...
        X