Horizontal Channel Strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Horizontal Channel Strategy
    Horizontal Channel Strategy
     
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Horizontal Channel Strategy
    Introduction: Horizontal Channel aik aice sorat e hall hey jahan par aik assert support or resistance level kay darmean mein strong ho jata hey forex market mein yeh pattern rectangle ke tarah hota hey or yeh kam say kam 4 contact point par moshtamel hota hey 1 mint ka daily ka chart pattern tamam chart pattern par moshtamel ho sakta hey aik he time mein market kay halat kay motabaq pattern tang bhe ho sakta hey or reality mein chora bhe ho sakta hey Horizontal channel aam tr par market kay shorka mein adam faislay ke alamat ho sakta hey or khoof ke alamat bhe hey kunkeh investor hamaisha resistance say oper or support level say nechay janay say dartay hein start karnay walon kay ley yahan par support r resistance ke short ce taeef ke jate hey support ke tareef aik aice manzal kay tor par ke jate hey jahan par price nechay janay kay ley koshesh kar rehe hote hey jab keh rsistance say morad aik aice level hote hey jahan par price oper janay mein nakam ho jate hey Horizontal Channel vs Ranging Market: investor kay darmean mein yeh aik aam sa pattern hota hey jo keh Horizontal level r ranging market kay farq ko indicate karta hey dono kay darmean mein key level kay difference hein sab say pehlay aik assert Horizontal Channel mein honay kay bawajood aik tang range mein rah sakta hey dosra aik range market mein Horizontal nahi hote hey mesal kay tor par nechay dey gay chart mein hum daikh saktay hein keh stock aik strong trnd mein hey hallankeh oper ke taraf trend hey trading with Horizontal Channel sab say best strategy yeh hey jab Hrizontal Channel banta hey to order ko pending mein rakh deya jata hey pending order woh hota hey jab ap apnay broke ko kese khas point par trade karnay kay ley daytay hein mesal kay tor par farz karen Hrizontal channel kese khas broker ko daynay kay ley support or resistance level ko 10$ par hey es sorat mein ap 13$ buy stop ka order open kartay hein or 8$ par sell stop rakh saktay hein es tarah ager bullish set up hota ey to buy order ke trade start ho jate hey jab tak bullish trend chalta rahay ge buy ke trade open rahay ge or positive risk o reward ratio kaim keya ja sakta hey es tarah ager forex market mein bullish breakout chalta rahay ga t frex market mein buy stop ke trade ho ge or ager bearish breakout hona hey to sell stop ke trade open kar saktay hein es ke mesal kay ley nechay chart deya geya hey Breakout or retest: dosree strategy forex market ke Horizontal channel ke yeh hey es kay pechay simple strategy hey or es ko forex market mein retest kay naam say jana jata hey zyada tar moamlat mein jab stock bullish say breakout ho jata hey to yeh resistance level ko dabara janchanay kay trend karta hey es pattern par trade karnay kay 2 important tarekay hotay hein sab say pehlay ap pechle limit par buy ke trade ko sakhat karnay kay ley Decision layna chihay or buy ke trade ko start karna chihay or jab price es level tak pohnch jay ge to ap ko risk ka point nazar ata hey kunkeh assert bearish ka trend jare rakh sakta hey dosree strategy yeh hey keh period ke highs par buy stop rakhna chihay aqeedah yeh hey keh price increase hote rahay ge or es ko zyada karnay kay kafi zyada buyer majod hein
     
    bhali kay badlay bhali

    اب آن لائن

    Working...
    X