What is Candlestick?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Candlestick?
    What is Candlestick?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamualaikum! Dear members I hope you all are fine and doing well on forex. Aj ki post mein main ap ko different candles key bary mein knowledge share krun gi. Market mein ap ko Candle key bary mein knowledge hona bht zaruri hota hay es ay hm trend key movement Aur market ki movement ka idea lagaty hain. What is Candlestick? Dear members candlestick market price ki 4or mukhtalif t information deti ha. Open Price: Dear Particular time period man market price jis level sa open hoti ha isko market open price kehta han. Close Price: Particular time period man market price jis level per close hoti ha isko market closing price kehta han. Zada Price/High price: Friends Particular time period man market price maximum jis level per jati ha isko market high price kehta han. Low Price: Particular time period man market price minimum jis level tak fall kerti ha iskomarket low price kehta han. Types Of Candlestick: Bullish Candlestick: Dear Ager market price man ak particular time k liye increase ae to is change ko Bullish candlestick sa represent kerta han. Bullish candlestick man market ki open price nicha hoti ha . aur closing price oper hoti ha. Isko Old Japanese "White" colour sa represent kerta tha lakin aj kal isko traders different colour man b use kerta han. Bearish Candlestick: Ager market price man ak particular time period k liye decrease ae to is change ko Bearish Candlestick sa represent kerta han. Bearish candlestick man market apni closing open price sa nicha deti ha. Old Japanese bearish candlestick ko "Black" sa represent kerta han. Lakin aj kal trader iako apni merzi k colour sa represent kerta ha. Doji Candlestick: Doji candlestick man buyer aur seller ki power equal hoti ha. Is liye is candlestick ki open aur close price level same he hota ha. Is candlestick man buyer aur seller dono market price ko apna direction man move kerwata ha lakin price ko hold nahe ker pata aur market price open k level per close deti ha, lakin iska upper aur lower wick long hoti han. Ye candle ager long uptrend ya downtrend k bad bana to ye market price k trend ko reverse ker deti ha Types Of Doji candle: • Dragonfly Doji Candlestick. • Gravestone Doji Candlestick. • Standard Doji Candlestick. • Four Prices Doji Candlestick. • Neutral Doji Candlestick. Morubuzu Candle: Morubuzu candlestick bullish aur bearish dono terha ki ho sakti han. lakin iska upper and lower wick nahe hota jo buyer aur seller k strong pressure ko batata han. Shooting Star Candle: Shooting star candlestick ak bearish candle hoti ha jiska upper wick long aur lower wick ni hota. Aur iska small real body hoti ha. Ye hamasha long uptrend k bad banta ha. aur iska bad market trend bearish ho jata ha. Spinning Top Candlestick: Market mein Spining Top Candlestick b doji candle ki terh buyers aur sellers k dermiyan same pressure ko represent kerta ha. Iska b upper aur lower wicks long hota han. lakin markwt price ka open aur close same level per ni hota. Aur spining top b ager long uptrend k top per ya downtrend k bottom per bana to market price k current trend ko reverse ker deta ha. Hammer candlestick & Inverted Hammer: Dear Hammer candle man lower wick long hota ha.. lakin upper wick zero hoti ha aur Inverted hammer ka upper wick long hota ha lakin lower wick zero hoti ha. Dono market trend ko reverse ker deti han.
     
    • #3 Collapse

      what is Candlestick Pattern? aik takneeki taknik jisay candle stuck chart ke naam se jana jata hai kayi time se data ko single price baar mein gaarha karta hai. is liye woh riwayati khuli, onche, kam, band ( ohlc ) salakhon ya seedhi linon se ziyada faida mand hain jo ikhtitami qeemat ke nuqton ko judte hain. mom batian aisay namoonay tayyar karti hain jo khatam honay par qeemat ki naqal o harkat ki passion goi ke liye istemaal ki ja sakti hain. yeh mutharrak takneeki aala, jisay pehli baar 18 win sadi mein japani chawal ke taajiron ne istemaal kya tha, munasib rang kodng ke sath geherai haasil karta hai . candle ko aam tor par rozana is nazriya ke sath istemaal kya jata hai ke har mom batii poooray din ki khabron, data aur qeemat ki naqal o harkat ki numaindagi karti hai. is ka matlab yeh hai ke jhulay ya taweel mudti taajiron ko candles se ziyada faida ho sakta hai . How to read a Candlestick Pattern? candle stuck ke mutadid namoonay jo qeemat ki simt aur mumkina ulat phair ki paish goi karne mein Sabqat rakhtay hain zail ki misalon mein dukhaay gaye hain. har aik parosi qeemat ki salakhon ke tanazur mein ziyada ya kam qeematon ki paish goi karne ka kaam karta hai. mazeed bar-aan, woh do tareeqon se waqt ke lehaaz se hassas hain. sab se pehlay, woh sirf un charts ke sath istemaal kiye ja satke hain jo intra day, rozana, hafta waar, ya mahana daira car mein hon . patteren khatam honay ke baad teen se paanch baar, un ki taaqat taizi se kam ho jati hai . Example of Candlestick patteren candlestick analysis ko kayi dahaiyo se istemaal kya ja raha hai aur yeh mo-asar hai kyunkay tajir usay istemaal karte hain, bilkul isi terhan jaisay ke deegar aqsam ke takneeki tajzia. candlesticks tajzia ki aik allag allag qisam hain, jabkay inhen deegar takneeki tajzia jaisay momentum andikitrz ke sath marboot kya ja sakta hai . The Bottom line candle stuck chart ka mushahida karne ka behtareen tareeqa rozana candle ka istemaal karna hai kyunkay woh poooray din ke liye qeemat ki harkat aur market ka data dikhata hain. agar aap qaleel mudti mom batian istemaal karna chahtay hain to aagah rahen ke un ke maienay sirf is waqt ke kuch hissay ke liye barqarar rehtay hain jab aap inhen istemaal karne ka intikhab karte hain . candle stuck signals ki shanakht ke liye infiradi mom batian, jaisay , neez multi candle patteren, jaisay ke taizi / mandi ki lapaitnay wali linen, taizi / mandi ko chhorey hue bachon, aur taizi ke hathoray / mandi ke hang mean patteren, ka istemaal kya ja sakta hai. agarchay kisi makhsoos namona ko talaash karne aur is ki bunyaad par tijarat karne ke liye tasdeeq ke liye darj zail mom batian kasrat se darkaar hoti hain, lekin candle behtareen isharay hain jo agay dekhte hain. mom batii ki shakalain khaas tor par aam tor par hichkichahat ke isharay kharij karti hain, jo taajiron ko simt mein mumkina tabdeeli se khabardaar karti hain
      • #4 Collapse

        ntroduction to Candlestick Candlestick forex market mein ek aham technical analysis tool hai, jo traders aur investors ke liye market movements ko samajhne aur predict karne mein madad karta hai. Candlestick patterns price action ko graphical tareekon mein darj karte hain. Is article mein hum roman Urdu mein Candlestick ke bare mein 1000 alfaazon mein tafseel se baat karenge. Candlestick ki Tashkeel Candlestick ki tashkeel ek bariki graphical representation hai, jo price action aur market psychology ko darj karta hai. Har candlestick market ke time frame ke dauran ek specific time period ko represent karta hai, jaise ki 1 minute, 5 minutes, 1 hour, ya daily. Har candlestick mein do parts hote hain: body (badan) aur wick (shadow). Candlestick Components Body (Badan): Candlestick ki body rectangular shape mein hoti hai aur open aur close prices ke beech ki range ko darj karti hai. Agar candlestick bullish (upward) trend ko darj kar rahi hai, to body typically white ya green color ki hoti hai. Aur agar candlestick bearish (downward) trend ko darj kar rahi hai, to body typically black ya red color ki hoti hai. Wick (Shadow): Candlestick ki wick body se bahar extend hoti hai aur price ke high aur low levels ko represent karti hai. Wick ki length aur shape price movement aur volatility par depend karti hai. Wick body ke upar ya neeche extend ho sakti hai. Bullish aur Bearish Candlestick 1. Bullish Candlestick: Bullish candlestick mein body candlestick ki opening price se zyada closing price tak extend hoti hai. Yani, price candlestick ki starting point se upar move karti hai. Bullish candlestick market mein buyer dominance aur uptrend ko represent karta hai. 2. Bearish Candlestick: Bearish candlestick mein body candlestick ki opening price se kam closing price tak extend hoti hai. Yani, price candlestick ki starting point se neeche move karti hai. Bearish candlestick market mein seller dominance aur downtrend ko represent karta hai. Candlestick Patterns Candlestick patterns market trends, reversals, aur entry/exit points ko identify karne mein madad karte hain. Kuch popular candlestick patterns darj zail hain: 1. Doji: Doji candlestick pattern mein opening aur closing price barabar ya qareeb barabar hoti hai. Ye pattern market ki indecision ya trend reversal ko indicate karta hai. 2. Hammer: Hammer candlestick pattern bullish reversal ko indicate karta hai. Is pattern mein body candlestick ki neeche extend hoti hai aur wick body ke upar extend hoti hai. Hammer pattern downtrend ke baad develop hota hai. 3. Shooting Star: Shooting Star candlestick pattern bearish reversal ko indicate karta hai. Is pattern mein body candlestick ki upar extend hoti hai aur wick body ke neeche extend hoti hai. Shooting Star pattern uptrend ke baad develop hota hai. 4. Engulfing: Engulfing candlestick pattern trend reversal ko indicate karta hai. Is pattern mein ek small candlestick followed by ek large candlestick hota hai. Large candlestick small candlestick ko engulf (cover) karta hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          mein ap ko Candle key bary mein knowledge hona bht zaruri hota hay es ay hm trend key movement Aur market ki movement ka idea lagaty hain. What is Candlestick? Dear members candlestick market price ki 4or mukhtalif t information deti ha. Open Price: Dear Particular time period man market price jis level sa open hoti ha isko market open price kehta han. Close Price: Particular time period man market price jis level per close hoti ha isko market closing price kehta han. Zada Price/High price: Friends Particular time period man market price maximum jis level per jati ha isko market high price kehta han. Low Price: Particular time period man market price minimum jis level tak fall kerti ha iskomarket low price kehta han. Types Of Candlestick: Bullish Candlestick: Dear Ager market price man ak particular time k liye increase ae to is change ko Bullish candlestick sa represent kerta han. Bullish candlestick man market ki open price nicha hoti ha . aur closing price oper hoti ha. Isko Old Japanese "White" colour sa represent kerta tha lakin aj kal isko traders different colour man b use kerta han. Bearish Candlestick: Ager market price man ak particular time period k liye decrease ae to is change ko Bearish Candlestick sa represent kerta han. Bearish candlestick man market apni closing open price sa nicha deti ha. Old Japanese bearish candlestick ko "Black" sa represent kerta han. Lakin aj kal trader iako apni merzi k colour sa represent kerta ha. Doji Candlestick: Doji candlestick man buyer aur seller ki power equal hoti ha. Is liye is candlestick ki open aur close price level same he hota ha. Is candlestick man buyer aur seller dono market price ko apna direction man move kerwata ha lakin price ko hold nahe ker pata aur market price open k level per close deti ha, lakin iska upper aur lower wick long hoti han. Ye candle ager long uptrend ya downtrend k bad bana to ye market price k trend ko reverse ker deti ha Types Of Doji candle: • Dragonfly Doji Candlestick. • Gravestone Doji Candlestick. • Standard Doji Candlestick. • Four Prices Doji Candlestick. • Neutral Doji Candlestick. Morubuzu Candle: Morubuzu candlestick bullish aur bearish dono terha ki ho sakti han. lakin iska upper and lower wick nahe hota jo buyer aur seller k strong pressure ko batata han. Shooting Star Candle: Shooting star candlestick ak bearish candle hoti ha jiska upper wick long aur lower wick ni hota. Aur iska small real body hoti ha. Ye hamasha long uptrend k bad banta ha. aur iska bad market trend bearish ho jata ha. Spinning Top Candlestick: Market mein Spining Top Candlestick b doji candle ki terh buyers aur sellers k dermiyan same pressure ko represent kerta ha. Iska b upper aur lower wicks long hota han. lakin markwt price ka open aur close same level per ni hota. Aur spining top b ager long uptrend k top per ya downtrend k bottom per bana to market price k current trend ko reverse ker deta ha. Hammer candlestick & Inverted Hammer: Dear Hammer candle man lower wick long hota ha.. lakin upper wick zero hoti ha aur Inverted hammer ka upper wick long hota ha lakin lower wick zero hoti ha. Dono market trend ko reverse ker deti han.

          اب آن لائن

          Working...
          X