Four price doji candle.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Four price doji candle.
    Four price doji candle.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear Forex friend ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se honge aur ek trading business Mein Apne task or targets ko acchi tarike se pura kar rahe honge dear jaisa ki aap sabko pata hai ki is business Mein kam karne ke Kuchh rules and regulations hoti Hain jinke according hame apni decision making Karni hoti hai aur jab aap apni decision making kar lete hain to uske sath aapko market Mein analysis karne ke bad entry Lena Hoti Hai Kyunki is market Mein different patterns chal rahi hote Hain jo aapko market ko analysis karne mein madad dete aur candlesticks pattern aapko market ko analysis karne mein madad dete Hain aaj Ham apni post mein four price doji candlestick pattern ke bare mein baat karenge.
    Four Price Doji Candle
    Dear friend Four price doji ik aysi candle. Bv Hai jismein candle Ke Na to real body hoti hai aur na hi uski Koi up down Shadow hota hai four price doji candle Mein price up down movement karne ki bajay desired time frame ek hi position per Jami rahti hai short time frame Mein yah zyada banti hai but long time frame Mein iski formation bahut kam hoti hai Hai four price doji candle ke banne ki psychology Kuchh Is Tarah Se Hoti Hai Ki market ke buyer jory sy matluba stock ya currency jode Mein Koi Khas dilchas bhi nahin lete hain jisse use atoms ki value Mein Na to izaafa hota hai aur na hi vah kam ho rahi Hoti Hai yah candle price ke kisi bhi position per banne per natural candle ka kirdar Ada karti hai but high aur Low price Mein yah market ki up down movement rok Leti Hai.
    Formation of Candle
    Dear four price doji candle Mein price ke high Low open aur close ek hi point per hote hain isiliye four price doji candle traders ki market Mein Ek natural candle tasawar hoti hai four price doji candle Baki doji candle se bahut different hai Kun ki Baki doji candles Mein price kam candles ke up down per Shadow zaroori banti hai Jab Ke four price doji candle Mein Aisa Nahin hota hai yah maths minus ( - ) Nishan shap ki hoti hai. Four price doji candle ik Chhoti si line shape ki doji candle Hoti Hai Jiski na to real body Hoti Hai or na hi up down per Koi Shadow hota hai yani yah candle real body mein bhi zero hoti hai aur Shadow mein bhi zero Hoti Hai yani Kisi matlaba time frame Mein Jab price ek hi position per ho jaaye tab yah candles vajud Mein Aati iski formation on time frame mein jyada Hoti Hai jinmen moment bilkul Nahin ho rahi hoti aur iske sath yah short time frames Mein Hi Dekhi jaati Hai.
    Trading Strategy:
    Dear Four Price Doji Candle ki real body Nahin Hoti isliye isko na to bearish aur na Hi bullish candle main shumar Kiya jata hai balky ik natural candle hoti hai yah candle market ke trend Mein trend continuation ka kam Karti Hai Jab Ke top trend ya down trend Mein candle ki behaviour Badal jaati hai aur price doji candle Agar top trend per banti hai to yah ik bearish trend reversal ki indication Deti Hai Jab Jab Ke price ke bottom Mein banne ki vajah se yah candle ki behaviour bullish trend reversal Mein Badal Jata Hai candle per trading ke liye trend confirmation indicator price action Ki Zaroorat hoti hai agar four price doji candle price ke top trend per banne ke bad chart per ik bearish real body wali candle banti hai to yah ik bearish trend reversal ka Indication hota hai Yahan per market Mein Sell se entry ki Ja sakti hai Jab Ke down trend Mein banne ke bad Agar ik bullish candle Banti Hai Tujhe ik bullish trend reversal ka signal Hoga Jahan per market main buy ki entry ki Ja sakti hai. Aur stop loss aur take profit ko market ki high aur low points ke mutabik aur bullish ya bearish Trend ke mutabik set Karke market Se achcha profit liya ja sakta hai. Isiliye hamesha soch samajhkar aur Market Trend ke mutabik faisla Karke aapko market Se achcha profit mil sakta hai.
     
    • #3 Collapse

      Aslamoalekum members kesay hain ap sab. Mujhay umed hay sah thek thak hon gay. Aj ka hamara disscussion ka jo topic hay wh four price doji kay bary hain. Isy dekhty hain kay yeh kia hay r hamen kia information deta hay. four price doji candle Doji candle jo kay forex trading mein istemaal hota hai, woh ek kisam ki candlestick pattern hai jiska matlab hota hai doji. Doji candlestick pattern ek aisa candle hai jismein open aur close price ek doosre se bahut kam farq hota hai ya phir woh same ho jate hain. Doji candlestick pattern mein main charr tarah ki bohat he or zeada istemal hony wali candle hein ji candles hoti hain. Inka istemal karty huy market main bohat se malomat ka pata lagaya ja sakta hay kay konsa acha moka b hay trade ka or ks moka pr kahan say trade lagani hay. Yeh candle traders ko bohat zeada faida puhnchati hay. Lekin faida siraf us sorat main jab woh isy achy say samjh laty hain or is pt amal kar kay iskay mutabik apni trade lagaty hain. types of four price doji candle Standard Doji yeh aik kisam hay. Standard doji candlestick pattern mein open aur close price ek doosre se bahut kam farq hota hai ya phir woh same hoti hain. Iski shakal aik wasti lakeer ya line ya cross ki tarah hoti hai. Long-Legged Doji dsri kisam hay . Long-legged doji candlestick pattern mein bhi open aur close price eik b doosre se bahut kam farq hota hai ya phir woh same hoti hain. Ismein candle ki jisamat bahut chhoti hoti hai aur upper aur nichay wicks ya saya bahut lambi hoti hain. Dragonfly Doji tesri kisam hay . Dragonfly doji candlestick pattern mein open aur close price same hote hain aur iski body bahut chhoti hoti hai. Ismein sirf ek lambi nichli wick ya shadow hoti hai, jo candle ki shakal ko dragonfly ke jaisa dikhane ke liye hoti hai. Basis Gravestone Doji chothi kisam hay. Gravestone doji candlestick pattern mein open aur close price same hote hain aur iski body bahut chhoti hoti hai. Ismein sirf ek lambi upper wick ya saya hoti hai, jo candle ki shakal ko gravestone ya tombstone jaisa dikhane ke liye hoti hai. Ye chaar doji candlestick patterns forex trading ki mein important hote hain aur traders in patterns ka istemaal karke market ke simat ko samajhne ki koshish karte hain. Inka istemal sireaf usi sorat main sahi kia ja sakta hay jab inki achai khasi samjh bojh ho. Lekin jo trader inkay bary main galat information laty hain inhay samjhy bager he trade lagaty hain. Asal main yeah wahan masla yeh hay kay yeh charo candle ak jasi hay milti julti hain . To in min farq karna zara mushkil hojata hay .
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Introduction Chaaron Price Doji Candle forex market mein aik khas candlestick pattern hai jo traders ko price action analysis mein madad deta hai. Is pattern mein doji candle ki tashkeel mein char mukhtalif price points (open, high, low, close) ek dusre ke bohat qareeb paye jate hain. Chaaron Price Doji Candle traders ko market sentiment, trend reversals, aur price stability ke baray mein maloomat faraham karta hai. Chaaron Price Doji Candle Ki Tashkeel Chaaron Price Doji Candle ka tashkeel aik candlestick pattern hai jahan open, high, low, aur close price ek dusre ke bohat qareeb hote hain. Is pattern mein candle ki body bohat chhoti hoti hai ya bilkul nazar nahi aati. Chaaron Price Doji Candle ki tashkeel mein char mukhtalif price points doji candle ke andar ya uske qareeb paye jate hain. Chaaron Price Doji Candle Ke Alamat Chaaron Price Doji Candle ke kuch alamat hoti hain jo traders ko is pattern ko pehchanne mein madad karti hain. Ye alamat shamil ho sakti hain: bohat chhoti body, kam ya bilkul na hone wali shadow ya wick, aur open, high, low, aur close price ke qareebi hotay hain. Ye candlestick pattern market mein price stability aur indecision ki alamat samjha jata hai. Chaaron Price Doji Candle Ke Prakar Chaaron Price Doji Candle kai prakar ki ho sakti hain, jinmein kuch common prakar shamil hote hain: 1. Long-Legged Doji: Is prakar mein doji candle ke upar-niche shadows bohat lambay hote hain, jis se ye candlestick pattern doji ke andar zyada prominent dikhta hai. 2. Dragonfly Doji: Is prakar mein doji candle ke upar shadow hota hai, lekin lower shadow nahi hota. Iski tashkeel ek do dragonfly ki yaad dilaati hai. 3. Gravestone Doji: Is prakar mein doji candle ke niche shadow hota hai, lekin upper shadow nahi hota. Iski tashkeel qabristan ki ya grave ki yaad dilaati hai. Chaaron Price Doji Candle Ka Tashreef Raknay Walay Traders Chaaron Price Doji Candle ko samajhna aur istemal karne wale traders usually price action analysis aur candlestick patterns par mahir hote hain. Is pattern ko samajhnay se traders ko market sentiment, trend reversals, aur price stability ke baray mein maloomat milti hai. Traders is pattern ko trend confirmation, entry/exit points, aur stop loss placement ke liye istemal karte hain. Chaaron Price Doji Candle Ki Tashkeel Ke Faiday Chaaron Price Doji Candle ki tashkeel ke kuch faiday hote hain, jo traders ko miltay hain. Ye pattern traders ko price stability aur indecision ki alamat faraham karta hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X