Bmearish kicking candle stick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bmearish kicking candle stick pattern
    Bmearish kicking candle stick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    what is bearish kicking candle stick pattern bearish kicking candle stick pattern forex market mein aik trend reversal candle stick pattern hota hey jes mein 2 opposite rang ke marubozu candle stick shamel hote hein or yeh zyada tar forex market kay price chart par resistance / supply ke level par banay ga bearish kicking candle stick pattern ka estamal market mein anay wallaybearish trend kay reversal janay ko indicate karta hey yeh basic tor par stock ya index chart par banta hey baz sorton mein yeh trend consolidation pattern kay tor par kam karta hey laken es mein higher trading set up bananay kay sath reversal candle stick ke strategy ke waahat karon ga Identification of bearish kicking candle stick pattern forex chart par bearish kicking candle stick pattern ko talash karnay kay ley guide lines kay chand sets par amal karna ho ga forex chart par aik bullish marubozu candle stick banay ge or yeh forex pattern ke pehle candle stick hote hey bullish marubozu kay sath sath market aik gap kay sath open ho ge or dosree candle stick bullish maruboz ke end price kay nechay open ho jay ge es pattern ke dosree candle stick aik important bullish marubozu candle stick hey jo keh forex market mein seller ke bare raftar ko indicate karte hey trading psychology behind bearish kicking candlestick pattern: baray trader hamesha new trader ko dohka daynay ke koshesh kartay hein ap enhen hara nahe saktay hein profitable tareka yeh hey keh baray edaron kay sath trade ke jay 95% new trader jo keh market mein har jatay hein price ko read kar kay ap baray edaron ka rasta talash kar saktay hein mesal kay tor par bearish kicking candle stick kay mokabellay mei bullish marubozu candle stick pattern bullish trend kay continuation pattern ko mokamal karta hey kunkeh bare white body market mein buyer ke strength kay ezafay ko indicate karte hey yeh candle stick new trader ko buy ke entry ka order day ge laken bullih price aik gap kay sath nechay ke taraf open ho jay ge price mein yeh baray paimanay par kame edara jate activity ko indicate karte hey phir gap kay bad aik important bearish candle stick trend kay confirmation ko indicate karte hey tab new trader ko loss ka samna karna parta hey ab time aa geya hey market mein entry lein or baray trader kay sath bearish ke direction ke trade start kar dein Bearish kicking candlestick trading strategy yeh aik simple trading strategy hey jo keh aik exponential moving average ko indicate karte hey or bearish kicking candle stick pattern kay imtzaj say banay gai hey kicker candle stick pattern bearish trend kay reversal janay ko indicate karte hey or EMA serf trend kay reversal janay kay imtazaj ko indicate karta hey or trend reversal trading mein madad karta hey Thanks
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Bearish Kicking Pattern
      Bearish Kicking Pattern main two days candles par mushtamil hota hai, jo k market k prices k top trend k baad banta hai. Ye pattern ziada tar us waqat banta hai, jab bhi market me koi waqfa a jata hai, jaise k long weekend ya daily market k switching k waqat. Bearish Kicking pattern me pehlee candle aik baree (long) real body wali bullish candle hotee hai, aur dosree banne wali candle ek long real body wali bearish candle hotee hai. Bearish candle pehlee candle k closing point pe open hone ki bajjaye downward gap me open aur close hotee hai. Bearish Kicking Pattern k pehlee aur dosree candle k darmeyyan banne wala gap dono candles me se kisi ka shodow us me nahi ata hai. Market me kuch pattern hamesha do candles se mel kar bante hen, lekin iss ki effectiveness bohut zyada hoti hai, jaise bearish kicking pattern ki hoti hai, q k ye pattern prices me aik strong gap banata hai, jiss se market ka trend tabdeel hota hai.
      Candles Formation
      Bearish Kicking pattern is baat ki show kar rahi hoti hai k ab market ki trend downward hogi, aur agar pehle ki continue trend bullish chal rahi ho to wo trend reversal ho jayega. Bearish Kicking pattern me traders ko ishara mel jata hai k ab se trend jo upside pe thi ab down trend ho jayegi aur ab mazeed uptrend ka yahan ihtetam ho jayega. 1. First Candle: Bearish Kicking Pattern main pehlee candle ek long real body wali bullish candle hotee hai, jo k pechle bullish trend ki akassi kartee hai. Ye candle bullish trend k muttabiq normal position pe close hote hai. Ye candle prices k normal trend ko zahir karti hai, k ab tak prices bullish trend ko follow kar rahi hoti hai. 2. Second Candle: Bearish Kicking Pattern ki dosree candle bhi long real body ki hotee hai, lekin aik to ye candle bearish bantti hai, aur dosra ye pehlee candle se downward gap main open aur close hotee hai. Ye candle previous trend k khatme ka zarya banne k sath sath next trend ki strong signals bhi deta hai, k ab k baad market bearish trend ko follow karega.
      Explaination
      Bearish Kicking Pattern main do candles hoti hai, jis main pehli candle aik long real body wali bullish candle jab k dosree bearish candle hoti hai. Pehlee candle normal bullish trend k muttabiq open aur close hotee hai, jab k dosree candle pehlee candle k close point pe open nahi hoti, bulkeh ye bullish candle se bhi downward ja kar gap me open aur close hotee hai. Pattern me shammil dono candles k shadow ko bhi darmeyyan main banne wala gap cover nahi karna chaheye. Ye pattern ziadda tar market main waqffa hone pe banta hai. Pattern me candlesticks ki khas position aur normal market ki nisbat ziada strong banna humen market me apni agli strategy ki akasi karti hai. Agar last bullish candle k baad aik strong gap waqea hota hai aur next candle bhi strong bearish bagher wicks ya shadow ki banti hai, to ye market ki agli mazbot indication ki alamat hoti hai.
      Trading
      Bearish Kicking Pattern main sell ka ek strong signal hota ahi, aggar ye pattern long timeframe main banta hai, to trend confirmation candle ki zarorrat nahi hotee hai, lekin small timeframe k leye trend confirmation candle ki zarorrat partee hai. Trend confirmation candles price action strategy ko zahir karti hai, jiss se prices ki agli movement ziada mustehkam dekhaye dete hen. Iss k elawa trend ki confirmation hum trend indicators se bhi kar sakte hen, jiss par value ziada tar oversold area me trade kar rahi hoti hai. Trend confirmation indicators me RSI, CCI jaise indicators ka istemaal kia ja sakta hai. Trend confirmation candle aggar bearish hoggi to ye buy ka confirm signal hoga, jab k ziadda loss se bachnne k leye Stop Loss pattern k sab se highest price ya pehlee candle k lower position pe set karren.

      اب آن لائن

      Working...
      X