What is Three Inside Down Candlesticks Pattren?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Three Inside Down Candlesticks Pattren?
    What is Three Inside Down Candlesticks Pattren?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam walekum dear Forex member ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se honge aur for ex trading business Mein achi working quality ke sath market mein achcha profit B Bihar sel kar rahe honge forks trading Ek aisa business hota hai jismein aapko acchi planning knowledge aur experience ke sath apna Kam karna hota hai aur Market Mein entry Lene se pahle ismein maujud Jo pattern chal raha Hota Hai Uske mutabik aapko apni decision making Karni hoti hai tabhi aapko market Mein acche advantages available hote hain isiliye Kisi bhi pattern ko samajhna aur uske liye pahle complete knowledge aur information hasil karna successful hone ke liye bahut jaruri Hota Hai.
    Three Inside Down Candlesticks Pattren:
    Dear three inside down candlestick pattern bearish trend reversal pattern hai yeh current trend ky change hony ki information deti Hai Jis per hamen market Mein Apne position ki changing kar sakte hain three inside down candlestick pattern teen candles ka pattern hota hai ik first candle ek strong bullish candle Hoti Hai second candle real body wali bearish candal hoti hai aur ISI Tarah last per Ek Dafa bear is Candle hoti hai jo ki market Mein bearish trand reversal pattern ka Sabab banti hai yah pattern market ki psychology Byan karti hai ki yahan market kya apne pichhle train ko hi continue rakhegi ya apna time change kar legi yah tamam information last ya third candle hamen provide karti hai.
    Formation of Candles:
    Dear Forex trading market Mein price chart per three inside down candlestick pattern teen candles per Mushtamil pattern Hota Hai is pattern ki first candle bullish candal hoti hai or ya market ky current trend ke condition ky bary main information deti Haia yeh candle Shadow ke sath ya without Shadow ho sakti hai yah candle bullish trend main banti hai. second candle Bearish candle hoti hai jo ki first candle se complete opposite direction Mein banti hai yah candle first candle ke close price se down open Hoti Hai Jab Ke close Usi ke lower sa Upar Hoti Hai yah candle price ke current bullish trend ke hath mein aur price ko Mazeed upar jaane se rok Deti Hai yah candle pattern ki sabse strong candle Hoti Hai Is vajah Se price ke reversal hone ki indication deta hai.last third second candle ke lower per banti hai is candle ka close point first candle ke close point se nechy hona chahie yah candle market Mein new bearish trand ki confirmation ka ek strong signal provide karti hai.
    Characteristics of the pattern:
    Three inside down candlesticks pattern ik bearish candlestick pattern hota hai jiske darj zail characteristics hote Hain. 1: market hamesha up train mein hoti hai. 2: aur is pattern ki pahli candle Ek bullish candle hoti hai. 3: is pattern ki second candle Bhi Ek long real body wali bearing scandal hoti hai jo ki pahli candle ki Tarah hoti hai. 4: teesri candle Bhi Ek long bear standard hoti hai aur iski closing second candle se niche hoti hai.
    Trading Strategy:
    Dear is pattern ke mutabik market Mein hamen sel ki entry available hoti hai aur ke hisab se Agar Ham apni trading activities karte Hain To hamen market Se achcha profit hasil karne ka mauka milta Hai Kyunki ismein market down site per apni movement karti hai aur stop loss Ham market ke pattern ke sabse first candle ke upper point per place Karke market Se achcha profit hasil kar sakte hain.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X