Triple Top Candlesticks Pattren kia hy ,,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Triple Top Candlesticks Pattren kia hy ,,
    Triple Top Candlesticks Pattren kia hy ,,
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction Aslam o Alikum, I hope all friend fine main umeed karta hun ap sab loog khair Khariyat sy hungy or enjoy kr rhy hungy apni training life ko dosto triple top pattern Ek Se Jyada top pattern per Shamil Mujhmein Mein Hai jis main price new high banany ki koshish Karti Hai Lekin Aakhir Mein nakam Ho Jaati Hai triple top pattern Head and Shoulder pattern Ki Tarah Dekha Dikhai deta hai. aur trading ke liye ek bahut relible pattern hai. Tamam triple top Pattren triple bottom pattern Aksar Aakhiri hai, ya Low Banane mein nakam ho Jaate Hain aur iska nakam Hona bahut jyada reliable ya strong ho sakta hai Kyunki phr price different simit Mein trade karna start Karti Hai Zyadatar triple top pattern ki Low price range ki head 2% Se Lekar 5% Tak hoti hai triple top pattern Ka Pata Lagana Aasan hota hai. aur rato ki nasvat se yah Ek Aisa Achcha risk pesh Karta Hai trading start karne se pahle confirmation ki jarurat Hoti Hai. Pahle Sewing ab main high volume ki hoti hai lekin Baki swing ka hajur kam hone iske sath pattern breakdown per bahut Barye level par volume follow karti hai ,, What is triple top candlestick, Dosto tripletop pattern per 2 Ki trades ki trading Mumkin hai Ek sell per trade yani short term jo pahle do swing high Ke Log I per Aakhri koshish ke sath open ki Jaati Hai second trade use Waqt Mumkin Hai Jab price breakdown ke time Pichhle do swing Ke lower Low Ke Niche banti ha, Fist top,, Dosto triple top pattern made traders ke liye ek behtarin risk reward ratio hota hai. traders swing Ke Darmiyan faisle ki paimaish Karen aur breakdown level se isko negative Karen.,, Second Top,, Dosto triple top pattern use time nakam ho Jaate Hain Jab price pattern ke sabse Jyada swing high se upar banne hoty ki koshish karte hain. traders ko mahfuj banane ke liye stop loss order ko swing high ke upper top position pe banty hain. Third Top,, Dosto triple top Pattren triple bottom pattern Aksar Aakhiri hai, ya Low Banane mein nakam ho Jaate Hain aur iska nakam Hona bahut jyada reliable ya strong ho sakta hai Kyunki FIR price different simit Mein trade karna start Karti Hai. jyadatar triple top pattern ki Lo price range ka hota hai Explainations of Triple Top Pattern ,, Dosto forex market Mein Jab aap kam Karte Hain To Kuchh traders ki ek trading strategy yah bhi hoti hai. ki vah long time Aisi market moment point ke vate karte hain ke market trend triple bottom ya triple top pattern banne banaa Le, Agar market trend triple top line ko Touch Kar karen to yah clear market rent changing ka signal hota hai. aur bahut hi kam chance Hote Hain ke market third time per bottom ko touch Karen ISI Tarah triple top ke Battom formula hai agar do time market top line ko touch Karti Hai To seller traders trade open karne ke liye active Ho Jaate Hain Trading,, Doato forex market Mein triple top ka meaning yeh hota hai ki market ab Maszeed Aage badhane ka Irada Nahi rakhti, Aur lower price Aane Wali Hai. similarly tripletop your bottom ka matlab yah hota hai ki market Masjid down side nahi Jayegi aur higher moment Aane Wali Hai. triple top tab Banta Hai Jab market Ek ab trend Mein Hi Bane banaa Le aur uske bad market Ek ab trend Mein higher high Banane ke liye aur usko do teen dafa Touch Kar Le, Agar use point ko Touch Karke Wapas ho to potential signal hai k revesal hony wala hai,,
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Triple top Candlestick Pattern
      Introduction Triple top pattern aik kesam ka chart pattern hota hey jo technical analysis mein estamal hota hey takeh kese assert ke price ke movement reversal janay ke paish goi ke ja sakay Triple Top forex market kay triple janay ka eshara hota hey forex market mein assert mazeed nahi barah raha hey or yeh keh prices kam ho rehe hein Tripe top pattern kese bhe time frame par ho sakta hy laken pattern top ko samjhnay kay ley yeh aik wazah oper ka trend hona chihay triple top candlestick pattern aik he area mein move karnay wale aik jaice teen peaks hote hein jen kay darmean mein pullbacks hote hein aik triple top ko mokamal samjha jata hey jo keh price ke mazeed slide ko indicate karte hey yeh forex market mein long ya shorts say out ho jate hey aik stop loss resistance kay oper rakha ja sakta hey trader kay ley takhmene kame ka target breakout point say menha key gay hein or pattern ke highs hey triple top pattern trader long say out ho jatay hein ya shorts mein enter ho jatay hein ager pattern par trade kartay hein aik stop loss ko resistance say per rakha jata hey Understanding triple top pattern triple top pattern os time banta hey jab kese assert ke price taqreban aik he level par teen peaks ko paida karte hey or peaks kay area ko resistance ka naam deya jata hey or peaks kay darmean pull backs ko swing lows ka naam deya jata hey to forex maret mein pattern ko mokamal tor par samjha ja sakta hey or frex trader nechay ke taraf barhanay kay ley mazeed daikh saktay hein triple top ko basree tor par head and shoulder pattern ke tarah banay jate hein or darmeani peak onche honay ke bajay dsree peak kay taqreban barabar hote hey yeh pattern bhe forex market mein double top pattern say melta julta hey jab price dobara resistance kay area ko chote hey gernay say pehlay higher points ka aik area ban jata hey trading with triple top candlestick pattern forex market mein trader short position mein enter hota hey or forex market say jab out ho jata hey to long position mein out hota hey pattern ko support level or dosree peak kay bad sab say recently swing low hote hey or motbadel tor par trader aik peak kay bad swing low par trade karta hey jab forex market mein price trend line say nechay aa jate hey to forex market mein pattern ko mkamal samjha jata hey or price mein mazeed kame ke omeed ke jate hey forex market mein pattern mein confirmation shamel karnay kay ley trader baray volume par nazar rakhen gay aik trader peaks kay darmean swing lows or trend loine ko jorta hey selling mein strong dilchaspe rakhtay hovay volume ko khatam keya ja sakta hey ager volume mein ezafa nahi hota hey to pattern mein nakame ka imkan zyada hota hey or yeh aik risk hota hey pattern breakout point ke highs say menha key gay points pattern ke highs say nechay kay target hotay hein or yeh target ka aik takhmaina hota hey or kai dafa price target say kam ho jate hey or dosree bar yeh target tak nahi pohnch pate hey
      bhali kay badlay bhali

      اب آن لائن

      Working...
      X