What is Ladder Bottom Pattern?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Ladder Bottom Pattern?
    What is Ladder Bottom Pattern?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamualaikum! Dear members I hope you all are fine and doing well on forex trading. Aj ki post mein main ap ko ladder bottom pattern key bary mein knowledge share krun gi. What is Ladder Bottom Pattern? Dear members market main Jb ap kam Krty Hain . To us mein lader bottom pattern five candles takes pr aik trend reversal pattern hay. Es pattern mein first four candles black hoti hay. jis mein Hr aiK black candles ka open price pehly candles key close price k bd Hota hay. jb k 5 candles aek white candles hoti hay. jo K bullish strand reversal ka signal dy raha hota hay. yeah pattern price ko zyada purchase hony key bad or over sold situation mein jany sy rokany key akasi Krti hay. or Agr yeh pattern Low price area mein paya Jay to yeah Bullish reversal ke alamat Hoti hay. ladder bottom pattern teesre or small candles ke wja sy concealing baby pattern sy thoda sa mukhtalif hay.ese liye es ko smjhna zaruri Hay. Identification: Forex friends Jb ap market mein kam Krty hain . to es mein ap ko bht zyada timetable bna Kr kam karna hota hy or Market mein kbi b jald bazi nai Karni hoti agr ladder bottom pattern aik bullish trend reversal Hay. Es wja Sy price ka Pehly Sy bearish trend ya Low area hona important hay. es pattern mein Shamil first 3 Candles black long Hoti hay. Jo aik dusrey key down open hoti hain. or down jakar close Ho Jati Hay. In teenon black candles key shape three black crows pattern Jsi Hoti jy. pattern mein 4th black candles aek inverted hammer Candles ban Jati Hey. ladder bottom pattern Mein banney wali last candle aek long white color key candle hoti hay. jo k inverted hammer candles ke open price sey gap mein open hoti hay. or third candles ka open position sey b Upar jakar close Ho Jati Hay. Trading Strategy: Market mein Jb ap trading krty hain to es mein kmyab trading krny k liye ap ko ladder bottom ko achy tarike sy Smjh Kr trading Krni hoti hay. es mein agr ap analysis Kr k trading krty hain . to ap ko bht zyada advantages Hasil hoty hain.ap ko Koshish Karna Hogi k ap es market mein jyada Sy jyada Apny analysis ko strong Kren Jo members forex market Mein mukhtalif important analysis pr completely study krty hain. un ko maximum advantages available hoty hain . ap ko apni achi planning Kr key kam karna hoga. or trading mein kmyab hone key liye hard work krna ho ga.tb he hm achi trading kr skty Hain. Aur profit key haqdar bn skty hain.
     
    • #3 Collapse

      what is Ladder Bottom candlestick chart pattern Ladder Bottom candlestick chart pattern modarja zail 5 candlestick ka pattern hota hey pehle teen long black candlestick hote hein jo keh yakay bad degray opening or close ho jate hein chothe candlestick bhe black candle stick hote hey laken yeh aik short body oper wick kay sath hote hey chothe candlestick ke body kay oper white 5 white candlestick hote hein pehle teen ghate hove candlestick down trend ko follow karte hein 4th candlestick es bat ko zahair karte hey keh forex market mein down trend ke weakness ko identify karna chihay 5th candlestick market ko new trend kay aghaz ke taraf eshara karte hey forex market mein bullish reversal candlestick ke wajah say ladder bottom pattern trend kay end mein zahair hota hy or forex trend kay baghar ke intahai alamat kay tor par nazar ata hey forex market mein ladder bottom pattern es bat ko identify karta hey trend mein moving slow ho rehe hey tashkeel bohut zyada low ho rehe hey How to identify Ladder Bottom candlestick chart pattern Ladder Bottom candlestick chart pattern bohut he nayab chart pattern hota hey or forex market mein pattern ko identify karna asan nahi hota hey tahum kuch indicator ladder bottom candlestick pattern ko identify karnay kay ley mofeed hotay hein ladder Bottom bananay kay ley forex market kay nechay ka trend hona chihay kunkeh hum pehlay he jantay hein keh yeh bullish ka pattern hey or market mein nechay ka trend start hona chihay pehle teen candlestick long den ke opening mein black candlestick hone chihay or nechay kay trend mein black bodies open or close hone chihay chothe candlestick mein long upper shadow kay sath aik short real body hone chihay 5th candlestick white ho ge jo keh pechle candlestick ke real body kay oper open hone chihay Understanding Ladder Bottom candlestick pattern Ladder Bottom candlestick pattern ke strength par roshne dalne chihay jo market ke movement ka rasta dayta hey es method ko behtar tarekay say samjhnay kay ley es ke movement ko samjhna bay had zaroore hy jo trading strategy ko wzah karnay kay time par mofeed sabat ho sakta hey jaisa keh hum nay pehlay bat ke hey keh ladder bottom candlestick chart pattern bullish chart pattern hota hey or market mein aik bearish ka trend hota hey hum market ka analysis kar saktay hein yeh andaza laga sakta hein keh selling pressure or buying pressure zyada strong hey or bear forex market par have hein pehle teen candlestick es bat ko identify karte hein trade with Ladder Bottom candlestick chart pattern ap ko profitable trading set up ko identify karnay kay ley Ladder Bottom candlestick pattern ka estamal kar saktay hein yeh forex pattern ko bullish reversal janay ka eshara hota hey laken es ko reversal janay ke omeed kay ley long period mein trend mein kame ko indicate keya ja sakta hey forex trend ka estamal karna daneshmande nahi ho ge up trend mein pull back ko indicate karnay kay ley es pattern ka estamal karna behtar hota hey es pattern mein 5th candlestick aglay jate pattern kay oper bante hey
      bhali kay badlay bhali
      • #4 Collapse

        Ladder Bottom Pattern ka introduction Jb ap kam Cards Hain To us mein chart Bottom pattern five candles takes pr aik trend reversal pattern hy es pattern mein first four candles black hoti hy jis mein Hr aiK black candles ka opening price iron candles ke close price k bd Hota hy jb k 5 candles aik white candles hoti hy jo K bullish side reversal ka signal dy raha hota hy yeh pattern price ko zyada buying hony k bd or more sold situation mein jany sy rokany ke akasi Krti hy or Agr yeh pattern Low price area mein Paya Jay to yeh Bullish reversal ke alamat Hoti hy. teesre bottom pattern or small candles ke wja sey cover baby pattern sey thoda sa various hy..... Ladder bottom pattern ki phchan kia hy Jb ap market mein kam Cards hain to es mein ap ko bht zyada timetable bna Kr kam karna hota hy or Market mein kabi b jald bazi nahi Karni hoti agr pattern dna aik bull trend reversal Hy. Es wja Sey price ka Pehly Sey bear trend ya Low area hona important hy es pattern mein Shamil first 3 Candles black long Hoti hy Jo aik dusrey ke down open hoti hain or down jakar close Ho Jati Hy. In teenon black candles to the shape of three black crows pattern Jsi Hoti jy. pattern mein 4. black candles aik inverted hammer Candles Ban Jati Hy. Explanation of Treading pattern in Ladder pattern pattern 5 candles pr mushtamil aik bull stand reversal pattern hy yeh pattern or advice baby pattern jasi same hi hy. but 3rd candles k elawa leader bottom pattern low price area over sold area Mein banta hy jo k price ko down jane sey rokata hy es pattern ke important Baat yeh hy k es mein Shamil first 3 candles black reversed hammer banti hy jo is Sy price the hands of Jati Hy. 5th candle aik long white candles hoti hy jo reversed hammer candles to open sey bhi Upar open hy or third candles to open price sey upar jakar close Hoti Hy yeh aik strong reversal pattern hy.. Jb ap trading krty hain to es mein successful trading krny k liye a bottom ko achy tarike sy Smjh Kr trading Krni hoti hy es mein agr ap analysis Kr k trading krty hain to ap ko bht zyada advantages Hasil hoty hain ap ko Koshish Karna Hogi k ap es market mein zyada Sy zyada Apny analysis ko strong Kren Jo members forex market Mein different important analysis pr completely study krty hain un ko maximum advantages available hoty hain ap ko apni achi planning Kr ke kam karna hoga.
        • #5 Collapse

          Ladder bottom pattern "Ladder Bottom" ek Forex chart pattern hai jo ki bullish trend ke baad dekhne ko milta hai. Is pattern mein, price initially down trend mein hota hai aur phir ek series of lower lows aur lower highs banata hai. Jab price bottom level par stabilizes hota hai aur ek strong bullish candle form hoti hai, tab ladder bottom pattern complete hota hai. Ladder bottom pattern, trend reversal signal deta hai, jismein bearish trend khatam ho kar bullish trend shuru hota hai. Traders is pattern ko dekh kar long positions lena consider karte hain, kyunki price ka reversal hone ka possibility hota hai. Importance of ladder bottom pattern Ye pattern price action analysis ka ek important component hai aur traders ke liye trend reversal ke identification mein madad karta hai.Ladder Bottom pattern forex mein ek chart pattern hai jismein market ke price levels stair-step ya ladder ki tarah neeche girtay hain aur phir ek bottom level par stabilize ho jatay hain. Yeh pattern generally price trend ke reversal ko indicate karta hai, matlab market ki downward movement khatam ho kar upward direction mein move hone lagti hai. Ladder Bottom pattern ko recognize karne ke liye traders price levels aur candlestick patterns par focus karte hain.Ladder bottom pattern forex mein ek technical analysis pattern hai. Is pattern mein price chart par ladder ki tarah descending lows ya steps banate hai. Har step pe price ek darja neeche jaata hai aur phir base level pe stable ho jata hai. Yeh pattern usually downtrend ke baad dekha jata hai aur reversal ke indication provide karta hai. "Ladder bottom pattern" Forex mein ek technical analysis pattern hai, jo candlestick charts par dikhai deta hai. Ye pattern bearish trend ke reversal ki possibility ko indicate karta hai. Is pattern mein usually ek series of downward (bearish) price movements hoti hai, phir ek particular point par selling pressure kam ho jati hai aur price stabilize ya thoda sa upar chala jata hai. Fir price phir se downward movement karta hai, lekin ye bar pehle wale bearish bar se neeche nahi jata, balki woh uske neeche ke level tak pahunchta hai. Is tarah se pattern ban jata hai jismein do bearish bars ke beech ek "ladder bottom" shape create hota hai. Identification;Ladder bottom pattern ki pehchan karne ke liye aapko candlestick charts ka istemal karna hoga. Is pattern mein aapko bearish bars ko dekhna hoga, jinmein price down jata hai, followed by a small bullish bar jo bearish bar ke neeche tak pahunchta hai. Ye process do baar repeat hota hai, jisse ladder bottom pattern ban jata hai.Ye pattern bearish trend ke reversal ki possibility indicate karta hai, matlab ki market ka trend neeche se upar ki taraf badal sakta hai. Traders is pattern ko dekh kar buy positions lena shuru kar sakte hai, expecting ki price ab upar jane ki taraf move karegi. Mai umeed karti hu ki apko ladder bottom pattern ke bare mein samajh aya hoga. Agar apke pas koi aur sawal hai, toh mai apki madad karne ke liye yaha hu.Ladder bottom pattern Forex mein ek chart pattern hai. Is pattern mein price ki movement ki ek particular formation hoti hai, jismein initial decline ke baad price multiple bottoms banata hai aur phir upward movement shuru karta hai. Ye pattern trend reversal ko indicate karta hai jab previous downtrend khatam hota hai aur new uptrend start hota hai. Ladder bottom pattern ko identify karne ke liye traders multiple support levels ko observe karte hain aur price ki upward movement ke confirmation ke liye additional indicators ka bhi istemal karte hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Asslam-O-Alaikum! Dear members Me ummed kerti hoke ap sb ka forex trading py kam bht acha chl rha hoga. Aj jis topic py hum baat kre gy wo Neeche mention hy. TOPIC:What is Ladder Bottom Pattern? Ladder bottom ka pattern aik takneeki tajzia ka namona hai jisay aksar tajir market mein mumkina tabdeelion ki nishandahi karne ke liye istemaal karte hain. yeh aik taizi ka reversal pattern hai jo bottom ke rujhan ke ekhtataam aur oopar ke rujhan ke aaghaz ka ishara karta hai . Ladder bottom ka pattern teen ya is se ziyada musalsal girtay hue nashaibo par mushtamil hota hai, jo nuzool ki trained line banata hai. aakhri nichale hissay mein aam tor par aik lamba nichala saya aur aik chhota sa jism hota hai, jo is baat ki nishandahi karta hai ke reechh thak chuke hain aur bail qaboo mein aana shuru ho gaye hain . EXPLAINATION: pattern ko is ka naam ladder jaisi zahiri shakal se milta hai jo utartay hue trained line aur lambay nichale saaye se bantaa hai. Ladder bottom ka namona candle stick chart par sab se behtar nazar aata hai, jis se shanakht aur tashreeh karna aasaan ho jata hai . Ladder bottom ke pattern ke peechay nafsiat yeh hai ke jaisay jaisay qeemat nai satah par girty hai, ziyada se ziyada tajir mandi ka shikaar ho jatay hain aur apni pozishnin bechna shuru kar dete hain. taham, kisi waqt, tamam baichnay walay jo bechna chahtay thay, pehlay hi aisa kar chuke hain aur khredar farokht karne walon se ziyada honay lagtay hain. is ki wajah se qeemat ki satah neechay aa jati hai aur dobarah barhna shuru ho jati hai, jo ke aik naye up trained ka aaghaz hota hai . Ladder bottom ka pattern aksar aala tijarti hajam ke sath hota hai, jo ulat jane ki durustagi ki tasdeeq karta hai. ziyada volume is baat ki nishandahi karta hai ke kharidari mein zabardast dilchaspi hai aur taajiron ko naye izafay par aetmaad hai . Ladder bottom ka namona kisi bhi time frame par istemaal kya ja sakta hai, mukhtasir muddat se taweel mudti charts tak. jab dosray takneeki isharay, jaisay moving average, occilators ya trained lines ke sath mil kar istemaal kya jaye to yeh sab se ziyada mo-asar hai . yeh note karna zaroori hai ke ladder bottom ka patteren sirf aik mumkina ulat pattern hai aur yeh ulat jane ki zamanat nahi deta hai. taajiron ko tijarat mein daakhil honay se pehlay mazboot hajam aur deegar takneeki ishaaron ki soorat mein tasdeeq talaash karni chahiye . Ladder bottom ka pattern istemaal karne ka aik ahem pehlu muzahmat aur support level ki samajh hai. muzahmat ki satah woh qeemat ki satah hai jisay aik asasa oopar tornay ke liye jad-o-jehad karta hai aur support woh satah hai jahan qeemat barhi ya gir gayi ho aur aik muqarara waqt ke liye is ki khilaaf warzi karne ke liye jad-o-jehad ki ho . Ladder bottom pattern ko istemaal karne ka aik tareeqa support aur muzahmati sthon ke sath mil kar hai. agar seerhi ka nichala hissa qareeb ya mazboot muzahmati satah par bantaa hai, to usay taizi ke ulat jane walay signal se tabeer kya ja sakta hai. isi terhan, agar ladder bottom hissa qareeb ya mazboot support level par bantaa hai, to usay bearish reversal signal se tabeer kya ja sakta hai . Ladder bottom ka namona istemaal karne ka aik aur ahem pehlu rissk managment hai. Ladder bottom ka pattern istemaal karne walay taajiron ko chahiye ke woh hamesha patteren ke neechay stap lasz set karen, taakay ghalat ulat jane ki soorat mein khud ko bachaya ja sakay . kisi bhi dosray takneeki patteren ki terhan, ladder bottom ka pattern faul proof nahi hai aur agar usay tanhai mein istemaal kya jaye to yeh na qabil aitbaar ho sakta hai. pattern ki durustagi ki tasdeeq ke liye taajiron ko hamesha deegar takneeki isharay aur tajzia ke alaat istemaal karne chahiye . aakhir mein, ladder bottom ka pattern aik taizi se reversal pattern hai jo neechay ke rujhan ke ekhtataam aur aik naye up trained ke aaghaz ka ishara deta hai. yeh teen ya is se ziyada musalsal girtay hue nashaibo par mushtamil hota hai, jis mein aakhri nichale hissay ke sath aik lamba nichala saya aur aik chhota sa jism hota hai . Ladder bottom ka namona dosray takneeki isharay aur tajzia ke alaat ke sath mil kar behtareen istemaal kya jata hai aur yeh kisi bhi time frame par mo-asar ho sakta hai. taham, yeh zaroori hai ke khatray ke intizam ka istemaal karen aur ghalat tabdeelion se bachanay ke liye stap nuqsanaat ka taayun karen .

            اب آن لائن

            Working...
            X