Hammer kis hay
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hammer kis hay
    Hammer kis hay
    Ap ka aik thanks bhut aham hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    hammer Piyary dosto assalamualaikum Price chart sample par baaz auqat unmarried candles bhi dusre candlestick charts pattern ki tarah k asraat rakhte chicken, jab bhi ye candles expenses ok top ya backside par bante bird. Hammer candle bhi aik unmarried candle pattern hai, jo ok costs k bottom ya bearish fashion foremost banti hai. Hammer candle ok aik small actual frame hoti hai, jiss ka decrease side par aik lon shadow banti hai. Ye shadow hammer candle ki real body ka taqreeban dugna ya united statesse ziada hota hai. Hammer candle ki real frame k higher side par koi wick ya shadow nahi banta hai, yanni candle ki actual frame ka upside aik "Bozu'' candle hoti hai, lekin agar aik small wick ban bhi jaye to bhi perfect hai, lekin bohut ziada lamba na ho jis se candle ki khsuseyat tabdeel ho jaye. Explanation of hammer candle: Piyary dosto Hammer single candle honne ki waja se ye zarori nahi hai, okay dosre patterns okay tarah ye candle lazmi kisi aik color principal ho. Hammer candle bearish trend foremost ya low price predominant banti hai, jis ki records darjazzel tarah se hoti hai. Hammer candle jo ok fees ok bottom aur bearish trend okay baad banne par bullish fashion reversal pattern ka kaam karta hai, umbrella circle of relatives se taluq rakhni wali aik unmarried sample candle hai. Ye candle aik small real body, jiss ka open aur near same nahi hona chaheye, ok sath decrease side par aik long shadow rakhti hai. Candle ka shadow real frame ka taqreeban dugna ya u.S.A.Se ziada hota hai. Candle okay real body okay higher side par aik small si wick to proper hai, lekin ziada lengthi nahi hona chaheye, jiss se candle ki hososeyat par faraq par jata ho, lekin bagher upper shadow ki ye candle ziada perfect hoti hai. Hammer candle ki actual frame bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, issi waja se candle okay leye color ka hona zarori Payary dosto Hammer candle jo dekhne mein aik T jaisi lagti hai, expenses k backside ya bearish trend important banne par bullish fashion reversal sample ka kaam karti hai. Ye candle bullish trend ya top fees par banne wali Hanging Man candle ki tarah hello hoti hai, lekin expenses ki function trade hoti hai. Hammer candle ki inverse Inverted Hammer candle hoti hai, jo okay identical bearish fashion fundamental bullish fashion reversal sample ka kaam karti hai. Hammer candle par exchange entry se pehle iss ki bearish fashion ya backside charges function ka hona bohut ziada zarori hai. Ye aik unmarried pattern candle hone ki waja se alternate k liye bahut hazard hai, iss waja se aik bullish confirmation candle ka hona zaroori hai, trader subsequent bullish candle par market fundamental buy ki entry kar sakte fowl. Stop loss candle ki sab se lower role ya candle ki shadow ok backside se pips below set karen. Need your love with thanks
    Ap ka aik thanks bhut aham hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Hammer Candle
      Hammer candle inverted hammer candle k ulat yanni opposite direction main same bottom price ya bearish trend k top main banti hai, jo k "Umbrella Candle" family se taluq rakhti hai. Hammer Candle ki banne ki waja ye hoti hai, k bearish trend k baad qeematen bearish trend main izafa karne k chakar main temporary downward par chali to jati hai, lekin wo is tasalsul ko maojoda timeframe k dowran barqarar nahi rakh patta hai. Hammer Candle main shadow candle k body k lower side pe banta hai, jab k normal inverted hammer main shadow candle k body k upper side par hota hai. Jab k candle ki aik small real body hoti hai, jiss main prices ka open aur close aik dosre k qareeb zaror hota hai, par same nahi hota.
      Candle Formation
      Hammer candle ki real body zarori nahi k kisi khas pattern ya color main hon, q k iss ki position ziada aham hai, jo k prices ka bottom honna chaheye, aur uss k sirf lower side par aik long shadow honi chaheye. Ye candle long lower shadow aur small real body par mushtamil hoti hai. Jiss ki tafseel darjazzel hai; Hammer Candle: Hammer candle prices k bottom side par kisi bhi color ki ho sakti hai. Ye candle aggar black/red main banti hai, to ye bearish candle hogi, jab k white/green main banne par candle bullish hogi. Prices ka bottom trend honne ki waja se candle jiss color main bhi banti hai, is ki hasseyat bullish trend reversal candle ki hi hoggi.
      Explaination
      Hammer candle "Umbrella Candle" family se taluq rakhti hai, jo dekhne main same hanging man candle jaisi hai, lekin prices ki position completely mukhtalif hota hai, yanni hammer candle prices k bearish trend ya lower bottom main banti hai. Hammer candle ki small real body k sath downward side par candle ki aik bari shadow ya wick hoti hai. Hammer candle aggar prices k top par banti hai to ye hanging man candle kehllati hai, aur is ki hasseyat bearish trend reversal ki hoti hai, jab k shadow up side par hone ki waja se ye inverted hammer candle ban jati hai. Normal inverted hammer candle bhi prices k leye bullish trend reversal ka kaam karti hai, jo k shooting star candle k opposite direction main banti hai, jab k hammer candle bhi bullish trend reversal candle shumar hoti hai agar ye bottom price main banti hai. Hammer candle ka sayya ya shadow candle k real body k bottom par honne ki waja se candle shooting star candle se mukhatlef dekhaye deti hai. Candle k upper side par small wick to ho sakti hai lekin ziada large na ho, jiss se candle ki shape badal jaye.
      Trading
      Hammer candle uss waqat prices k bottom par banti hai jab sellers prices ko aik khas waqfay k leye beariah push karte hen, lekin buyers ki market main maojoodgi ki waja se ye wapis bullish a jati hai. Ye pattern aggar long timeframe main aur bottom prices main banta hai, to candle aik strong bullish trend reversal signal genrate karta hai. Single candle trend following k leye riski hai, iss waja se hammer candle k leye bullish candle ka hona zarori hai. Hammer candle k baad banne wali bullish candle par market main buy ki entry ki ja sakti hai. Hammer candle se agar prices bullish movement karti hai to iss par trade k opening k dowran candle k shadow k bottom side par two pips below Stop Loss ko set karen.

      اب آن لائن

      Working...
      X