What is Shooting star cantastick pattern in 4x market?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Shooting star cantastick pattern in 4x market?
    What is Shooting star cantastick pattern in 4x market?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Shooting star cantastick pattern in 4x market
    INTRODUCTION Friends kya haal hai aapki ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan rahen khush rahe aur mahfooz rahen aaj jis topic per main aapke sath apni knowledge ko share karna chahta hun vah Hai shooting star candlestick pattern yah pattern jab trading chart per banta najar aata Hai To Ham kaise apni trade ko is pattern ke mutabik open karte hain aur kis Tarah Ham achcha profit hasil karne ki koshish karen karte hain yah ek important pattern Hai forex trading market ka isko Ham understand karne ki koshish karenge DEFINATION Shooting star candlestick pattern ek bullet trend reversal candlestick pattern hai jo currency pair aur commodities price ke long bullish trend ke top per resistance level ke pass banta hai is pattern mein first candle shooting starter ki banti hai aur iske sath yah pattern all time frame ke sath kam karta Hai Is Tarah es ko shooting star pattern kahate Hain IMPORTANCE Forex trading mein traders currency pairs aur commodities price ki movement ko samajhne ke liye chart pattern ko study karte hain price chart mein price change momentum aur price ke trend mein change of accuracy identify karta Hai candlestick pattern mein currency aur commodities price aur price ke movement ko track karne ke liye use Kiya jata Hai Is Tarah aur commodities price ko sell ya Buy karne ke liye candlesticks pattern per depend karta hai IDENTIFICATION Yah shooting star cantt pattern do candlesticks per mustamiz hota Hai isko Ham detail se samajhne ki Koshish karenge Taki hamen candlestick pahchan ho sake1. First candle First candle day 1 ki shooting star candle stick pattern banti hai jo long bullish trend ke bad buyer ya seller ke darmiyan indeciision making Karti Hai iske sath yah trend change hone ka bhi signal provide karti hai 2. Second candle Es pattern main second candle day 2 ki long real body bearish candle ke banti hai yah candle buyers ki pressure ka finish hona show karti hai aur sellers ke strong entry show karti hai aur yah Bearish ke trend ki confirmation karti hai HOW TO TRADE Shooting star cantastic pattern mein trading ke liye traders ko pattern ke complete hone ka waite Karna chahie aur jab pattern ke confirmation complete ho jaaye to tab traders ko sell ki trade active Karni chahie isase inko Kafi profit hasil ho sakta hai iske sath technical indicator ke use kar ky trading strong ho jaati Hai aur iske sath ismein stop loss ka high se upar place karna aur take profit ko next support level ke TO ,T2 ,T3 ke sath replace Karen EXPLANATION Shooting star candlestick pattern aik small real body main upper side par long shadow wali candle hai, jiss main prices bullish trend ko reject karne ka ishara deti hai. Candle ki shape bullish ya bearish dono tarah se ho sakta hai, jab k candle ki shadow real body k size se dunga ho sakti hai. Shooting star candlestick aik aisa pattern hai, jo mukhtalif financial markets ke sath achi terhan kaam karta hai. Yeh candlestick ke sab se mashhoor pattern mein se aik hai, jisay trader price ki harkat ko dekhte hue result ke imkaan ka andaza laganay ke liye istemaal karte hen. Candlestick price chart mein, har aik candle selected timeframe ke mutabiq aik period se mutaliq hoti hai. Shooting star candle single candle hone ki waja se har aik timeframe main aik hi candle ka pattern hoga.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X