Trading with Dark Cloud Cover Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with Dark Cloud Cover Pattern
    Trading with Dark Cloud Cover Pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dark Cloud Cover Pattern Dark Cloud Cover pattern, yaani andheray ka badal chaap, forex trading mein ek mashhoor candlestick pattern hai jo market mein mukhtalif trend ki mukammal urooj hone ke baad trend ke badalne ki nishandahi karta hai. Is pattern mein do candlesticks shamil hotay hain aur isay aksar uptrend ki aakhir mein dekha jata hai, jo ek nezahat e trend ko darshata hai aur is ke baad ek downtrend ki taraf muamala mein kisi waqt badal ho sakta hai. Formation of Dark Cloud Cover Pattern Dark Cloud Cover pattern ka pahla candlestick ziadah lamba hota hai aur aam tor par bullish (upward) trend ke akhiri mein paya jata hai. Is candlestick ka color samay ki hisaab se safed (white) ya green hota hai. Doosra candlestick ise follow karta hai aur iska open price pahle candlestick ke upper close price se zyada hota hai. Yeh candlestick bearish (downward) trend ki nishandahi karti hai aur iska color samay ki hisaab se siyah (black) ya red hota hai. Identification of Dark Cloud Cover Pattern Dark Cloud Cover pattern ki pehchan karne ke liye, humein doosre candlestick ke open price aur pahle candlestick ke close price ke beech ka difference calculate karna hota hai. Agar yeh difference 50% ya us se zyada hai, toh yeh pattern poori hoti hai. Is pattern ke baad, forex traders usually sell positions ya existing buy positions ko close karke short positions enter karte hain. Yeh ek bearish reversal signal hai aur traders ko market ke trend ki opposite direction mein trade karne ka mauqa deti hai. Trading with Dark Cloud Cover Pattern Dark Cloud Cover pattern ka istemaal karne se pehle, traders ko is pattern ki sahi confirmation ke liye kisi aur technical indicator ya price action signal ka istemaal bhi karna chahiye. Stop-loss aur take-profit levels ka bhi theek tareeqay se tay karne ke baad hi is pattern ka istemaal karna zaroori hai. Dark Cloud Cover pattern ki samajh aur istemaal se traders market trends aur price reversals ko samajhne mein madad milti hai aur unhe zyada tar trading opportunities mil sakti hain. Conclusion Is tarah se Dark Cloud Cover pattern forex trading mein ek ahem tool hai jiska istemaal trend reversal signals ke liye kiya jata hai. Lekin jaisa ki har trading strategy mein hota hai, is pattern ko samajhna aur istemaal karna bhi practice aur experience ki zaroorat hoti hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Trading with Dark Cloud Cover Pattern
      Introduction bohut say trader dark cloud cover candle stick pattern estamal kartay hein jo keh forex market kay reversal trend mein madad karta hey yeh market mein reversal trend karnay or forex market mein sazgar risk hasel karnay kay ley estamal keya jata hey forex market mein es ko talash karna kafe zyada asan hota hey tahum trader ko dosray important awamel kay sath mela kar Dark Cloud Cover Candlestick Pattern ko tashkeel ko daikhnay ke zaroorat hote hey or forex market kay pattern kay zahair hotay he trade say graiz karna chihay Understanding Dark Cloud Cover Candlestick Pattern forex market mein dark cloud cover candle stick pattern aik kesam ka candlestick pattern hota hey jo keh forex market kay negative pehlo kaymumkana reversal janay ke taraf eshara karta hey forex market kay es pattern mein aik bare green candle stick shamel hote hey or es kay bad red candle stick shamel hote hey pechle green candle stick kay mid way point say nechay close honay say pehlay aik new high ko indicate karte hey Identification Dark Cloud Cover Candlestick Pattern forex market mein majodah up trend k identify karna chihay or en esharon ko talash karen radtar ko Slowing karna chihay yeh reversal bhe hota hey pattern pechle green candlestick kay oper red candlestick kay opening kay sath he stock mein farq aa jay ga or yeh forex candle stick mein bohut he kam paya jata hey or yeh forex market ke pechle candle stick kay belkul karee the or belkul kareeb the or es bat ko yaqene banay keh red candle stick pechle green candlestick say mid point say nechay close ho jay ge nechay ke taraf new trend ke confirmation kay ley daikhen gay trade with Dark Cloud Cover Candlestick Pattern forex trader mazeed traditional trend saz market mein GBP/USD or EUR/USD market mein trade kar saktay hein laken woh mokhtalef kesam ke market mein dark cloud cover candle stick pattern ko identify kar saktay hein nechay de gai mesal mein Dark Cloud Cover candlestick pattern mumkana trend kay reversal janay ka intazar karna chihay higher high or higher low ko trend mein indicate honay say upper trend indicate hota hey forex chart par jab koi analysis kar sakta hey forex market mazeed agay jana start ho rehe the kunkeh oper ke taraf taza tareen movement ebtadai taraf chale jay ge jab yeh oper ke taraf barhte hey to itni bullish movement nahi karte the mazeed yeh keh RSI overbought area mein chala geya hey forex trade ka yaqeen aik bare level par ja kar mela hey forex market mein red candlestick pechle green candlestick say thora sa oper hey forex market mein candle stick zyada tar ese level par open hote hein bulls say bear ka wazan zyada hey or forex market mein lower level es bat ko indicate karte hey keh market kamyaby kay sath reversal chale jay ge or forex market mein nechay ka trend kaim tha entry level , target , support or resistance ko bhe identify karna chihay jab ap nechay dey gay chart par nazar dalen gay to Dark cloud cover candlestick pattern bananay kay bad entry ko agle candlestick mein rakha jay ga forex market stop loss ko recently swing high kay oper rakha ja sakta hey or forex market mein start mein target ke level key level / support or resistance par set ke ja sakte hey yeh bat kabel e ghor hey keh forex market mein support mumkana nechay kay trade ke aghaz par the or trader kai target level fix kar sakta hey
      bhali kay badlay bhali

      اب آن لائن

      Working...
      X