What is gap and types in forex market...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is gap and types in forex market...
    What is gap and types in forex market...
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    What is gap and types in forex market... Introduction: Assalamu Alaikum! ummid hai aap sab theek Honge aur farak market ko acche look forward kar rahe Honge aaj main aapke sath Apna knowledge aur experience share karne Ja Rahe Ho Jo Ek bahut important topic hai jo ke gapping a typypes ke bare mein hai Is Tarah jaise ki aapko pata hai KSK Kafi sari types Hain jab tak hamare pas gapping ke related knowledge nahi hoga Hum Kabhi Bhi iski types ko understand nahin kar sakte hain isiliye sabse pahle Humne gapping go understand karna chahiye isko study karna chahie Iske bad Hamen iski types already samajh a jaayengi tak main aapko Iske bare mein detail se batati hun Agar Ham Chahte Hain ke Forex trading mein successful ho sake to uske liye Hamen bahut mehnat Karni Hogi Taki Hamen Achcha profit Hasil ho sake..Gap: Jab Kisi bhi pair ki price without bagair Kisi activity ke close De aur top bottom open tab use situation ko bi hum gapping Kahate Hain Iske important Baat market ke closing time hai Jo hamari market ka phr pairs ko ashar andaz Karte Hain isiliye is Sare process ko ham with gap Kahate Hain.. Gap Types: Jaise ki aap ko pata hai k gapping ki Kafi types of sarees Hain Jo ke har type Mein Kuchh important things kya bataya gaya hai jo ki Hamare liye Kafi important hai Is Tarah main aapko Iske bare mein batati hun ki gapping ki Kitni types bane aur Har type kya important role to play kar rahi hai.. 1: Common space. 2: Breakaway Gap's. 3: Runaway Gap's. 4: Exhaustion gap. 5: Filled Gap's. Regular and breakaway spaces: Market mein common gap's To Ham normal gap consider kar sakte kar sakte hain aur yah gap market mein pervious close day med Mein banta hai iski hardline vajah se ismein opening or closing price different Hote Hain or common gap's Main selling Aur buying pressure Jyada Hota Hai. Agr break away ki baat ki Jaaye to gap ki price significant area se above ya below move karti hai aur yah gap first time B active or kafi strong Hota Hai Jab trading Rang tight main move karne ke bad chat pattern se out move karti hai aur use gap strong trading ko indicate krti hai..Runaway And Exchanged Gap's: Runaway Ek Aisa gap hai yah time use banta hai Jab market strong move kar rahi hoti hai aur current Trend ki decoration main feature market strong show Karte Hain aur yah track gap big Hota Hai aur it's time price trend Inko follow Karte Hain aur speed Trend to middle Mein banta hai aur yah gap strong buyer pressure up trend mein strong seller pressure down trend mein show Karte Hain isiliye tab ham isase filled ki expect nahin kar sakte. Exchanged spaces main market Trend to change confirmation hone ki Children Hai Is Tarah yah ais lahaz sy best hai isase Ham Trend to change confirmation hone ki clear Ho Jaati Hai..Gap Filled: To fill gaps Main Jab market to gap fill hote hain Agar Ham aapko Ek Chhoti Si example Jaise to common gap main gap bars or famous hain or ye goas jyadatar fail ho Jaate Hain aur FIR unko Ham trading Mein use karte hain aur system ko development karne moje madad Karte Hain..
     

    اب آن لائن

    Working...
    X