Introduction: Kicker patrn two bar candle candle stick hai,jo kisi assets ki value k trend ki simt m tabdeeli ko zahir krta hai,is patern ki khasoosiat hoti hai k teezi sy reversal qeemto m change lata hai,trader iska istemal is bat ka tayon krny k liay istemal krty hain k market k participant kis group ki simt m control krta hai ,yeh patrn security k hawaly sy trader koazboot security mohaya krta hai, simt m tabdeeli kisi company, organization or economick bary m qeemti malomat moya krny k liay bht important hoti hai.Understand the kicker patterns:Kicker pattern traders ko candle ko janchny k liay bht zyada observation sy gzrna prta hai, candle stick pattern 1700 ki dahai m japan m bnai gai hai is technique sy chawal ki qeemat ka andaza lgaya gya , kicker pattern stock , future or ghair mulki currency ki trade k liay aik mozoo technique hai. Kicker patterns aik reversal pattern hai,or yeh gap pattern sy bht mukhtlif hai,jo gap up or down ko zahir krta hai,or is trend m rehta hai How the kicker pattern works: Kicker patterns k trader ko aisa lgta hai k market m assests ki qeematain bht teaz ho gai hain or wo wapsi ka intzar kr skty hain ,trader apny ap m yeh khwahish kr skty haink wo is position m dhakhil hoty jub wo kicker pattern ki nishandhai kr chuky hun ,agcheh kicker pattern aik bull or bearish pattern h m sy aik hai, yeh aik nayab pattern hai, kicker pattern aik analysis krny walo k liay or trader k liay bht hi mazboot or taqatwar signal dastyab krny walo m sy aik hai. Take key way: Kicker patterns aik candle stick pattern ki aik qism hai jo assests ki qeemto k trend k bary m btata hai Trader is bat ka tayon krny k liay kicker patterns ka istemal krty hain keh market k participant kis group k simt k control m hain Kicker pattern ya to bullish ya phir bearish pattern hota hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим