Average true range indicator;
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Average true range indicator;
    Average true range indicator;
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam alaikum!dear members umeed ha ap sb khairiat se hn gy ir apka trading week acha ja raha ho ga. aj ki es post main hum Average True range indicator ko study karen gy k eska working mechanism kia ha or es se hamen trading main kesy help mil skti ha. WHAT IS AVERAGE TRUE RANGE? Dear members average true range ATR aik technical indicator ha jo oscillator family se ha or market main volatility ko measure krta ha by decomposing the prices for that period. True range infact 1 moving average hoti ha jo k 14 days ki hoti ha ap esy apni marzi se change bhi kar skty hain. Volatility es situation ko khty hain jb matket main kafi zada trading volume ho or prices teezi se tabdeel ho rhi hn.Yhi time trading k lye best b hota ha risky bhi agr ap achi entry lety hain to volatile market main apko acha profit mil skta ha or Average True range indicator esi chz main apki help karta ha ye apko btata ha k kis time market main volatility ha taa k ap achi entry le skn. Zada tr traders es indicators ko trade exit karny k lye use karty hain q k jb low volatility ho market main to price bht ahsta se move karti hain tb traders exit ho jaty hain. Ye indicator position sizing main bhi help karta k kitny size ki position se kb entry li jy. HOW TO USE AVERAGE TRUE RANGE INDICATOR? Dear members ATR closing prices py apply hota ha or ye hamen exact signal ni deta sell ya buy ka laikin ye ohr bhi hamen trading main help karta ha. Agr price ATR ki closing se opr trade karti ha to hum yahan se buy position le skty hain jb aisa hota ha ti eska mtlb hota ha k volatility change ho chuki ha or ah prices opr ki trf move karen ge es lye hum long position lety hain. Limitation of ATR: the first and main limitation of ATR, wo ye ha k ye indicator hamen sirf or sirf volatility k bary main btata ha ye market k trend or direction k bary main ni btata. es lye es k sth sth hamen koe trend indicator b use karna chahye taa k hm esko sth main use kr k confirmation k bad trade len or hmari trades profitable hn. 2ndly ye hamen es bary main bhi ni btata k kb trend reverse hona ha or kb tk koe trend continue rhna ha.
     
    • #3 Collapse

      AVERAGE TRUE RANGE INDICATOR DEFINITION Average true range ek technical indicator hai Jo Kisi asset ki price ke volatility ki measure karta hai essay welles wilder ne apni book new concepts main technical trading systems ne introduced tha jab price mein volatility Bara aur Tez Hota Hai to average true range Ek high value Tak pahunch sakti hai hairat engaze Baat Yeh Hai Ke SAR,RSI aur directional movement concept [ADX] bhi Shamil Hai indicators ki Low value 10 ki sideway Move ke typical ke liye Aam hai Jab market ke upri Hisse mein aur consolidation ke dauran hoti hai ATR ka hisab Lagane ke liye true range ko Discovered karne ki zarurat hoti hai current period ke mutalek value [abs] bhai Minus Pichhle period Mein close hoti hai isliye Koi negative numbers Nahin Hona chahie Agar chart display Hourly ka data dikhata hai to to period hours ko zair karti hai HOW DO YOU READ AVERAGE TRUE RANGE VALUES World ke sabse largest asset exchange mein se ek ap ke liye ready hai average true range investors ko ek specific period ke dauran investment ke liye average range ki price Mein tabdili dikhata hai average true range ka hisab lagane ka first step security ke liye true range ki value ka ek silsala talash karna hai ap first formula se three term ka determine kar sakte hai halake indicators ko stock and index ke liye bhi istamal kia jata hai average true range ko market ke technicians expert trade meim enter hone and exit nikalne ke liye istamal kar sakte hai aur trading system mein shamil karne ke liye useful tool hai sabse zyada high and stop level ke darmiyan distance ko average true range se kai multiple ke taur per definen kia jata hai WHAT DOES THE AVERAGE TRUE RANGE TELL YOU position sizing ke liye average true range approach istamal karna possible hai next rakam ko selected karda time farme se divide kare aur jab bhi next day ki price is value se upar tijarat karti hai to traders buy sakta hai aur apa work kar sakta hai
      • #4 Collapse

        1. Introduction. Average True Range (ATR) Indicator trading mein ek popular volatility indicator hai. Ye indicator market ki volatility ko measure karta hai aur traders ko price movement ki samajh mein madad karta hai. ATR ka istemal price range aur volatility ka pata lagane ke liye hota hai. 2. What is ATR Indicator? ATR Indicator actual price range ka average hota hai, jise volatility measure karne ke liye istemal kiya jata hai. Ye indicator humein batata hai ke market kitna volatile hai ya phir kitni price movement ho sakti hai. ATR value market volatility ke hisab se change hoti hai. 3. ATR Calculation. ATR calculation ke liye typically past 14 ya 20 trading sessions ka istemal hota hai. Har session mein, ATR indicator current session ka range calculate karne ke liye high, low aur previous session close price ka istemal karta hai. Phir ye ranges ko average kar ke ATR value calculate karta hai. 4. ATR ka Istemal.
        • ATR Indicator traders ko multiple tariqe se madad karta hai:
        • A. Volatility ka Pata Lagana.
        • ATR Indicator traders ko batata hai ke market kitna volatile hai. Higher ATR values high volatility ko indicate karte hain, jabki lower ATR values low volatility ko point out karte hain. Is information se traders apne trading strategies aur risk management ko adjust kar sakte hain.
        • B. Stop Loss Placement.
        • ATR Indicator traders ko stop loss levels ko determine karne mein help karta hai. Higher ATR values wale stocks ya securities ke liye traders wide stop loss levels rakh sakte hain, jabki lower ATR values wale stocks ya securities ke liye narrow stop loss levels istemal kar sakte hain.
        • C. Position Sizing.
        ATR Indicator position sizing ke liye bhi istemal kiya ja sakta hai. Traders ATR value ke hisab se apne trades ki size aur risk level ko adjust kar sakte hain. Higher ATR values wale securities ke liye traders kam shares ya lots le sakte hain, jabki lower ATR values wale securities ke liye traders badi size ke positions le sakte hain. 5. Additional information. Average True Range (ATR) Indicator trading mein volatility measure karne ke liye istemal kiya jata hai. Ye indicator traders ko market ki volatility, stop loss placement aur position sizing mein madad karta hai. ATR Indicator ki understanding traders ke liye important hai, kyunki ye unko trading decisions ko better banane mein help karta hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          ATR ka Istemal. ATR Indicator traders ko multiple tariqe se madad karta hai:A. Volatility ka Pata Lagana. ATR Indicator traders ko batata hai ke market kitna volatile hai. Higher ATR values high volatility ko indicate karte hain, jabki lower ATR values low volatility ko point out karte hain. Is information se traders apne trading strategies aur risk management ko adjust kar sakte hain. B. Stop Loss Placement. ATR Indicator traders ko stop loss levels ko determine karne mein help karta hai. Higher ATR values wale stocks ya securities ke liye traders wide stop loss levels rakh sakte hain, jabki lower ATR values wale stocks ya securities ke liye narrow stop loss levels istemal kar sakte hain. C. Position Sizing. What is ATR Indicator ATR Indicator actual price range ka average hota hai, jise volatility measure karne ke liye istemal kiya jata hai. Ye indicator humein batata hai ke market kitna volatile hai ya phir kitni price movement ho sakti hai. ATR value market volatility ke hisab se change hoti hai. Average true range ek technical indicator hai Jo Kisi asset ki price ke volatility ki measure karta hai essay welles wilder ne apni book new concepts main technical trading systems ne introduced tha jab price mein volatility Bara aur Tez Hota Hai to average true range Ek high value Tak pahunch sakti hai hairat engaze Baat Yeh Hai Ke SAR,RSI aur directional movement concept [ADX] bhi Shamil Hai indicators ki Low value 10 ki sideway Move ke typical ke liye Aam hai Jab market ke upri Hisse mein aur consolidation ke dauran hoti hai ATR ka hisab Lagane ke liye true range ko Discovered karne ki zarurat hoti hai current period ke mutalek value [abs] bhai Minus Pichhle period Mein close hoti hai isliye Koi negative numbers Nahin Hona chahie Agar chart display Hourly ka data dikhata hai to to period hours ko zair karti hai HOW DO YOU READ AVERAGE TRUE RANGE VALUES World ke sabse largest asset exchange mein se ek ap ke liye ready hai average true range investors ko ek specific period ke dauran investment ke liye average range ki price Mein tabdili dikhata hai average true range ka hisab lagane ka first step security ke liye true range ki value ka ek silsala talash karna hai ap first formula se three term ka determine kar sakte hai halake indicators ko stock and index ke liye bhi istamal kia jata hai average true range ko market ke technicians expert trade meim enter hone and exit nikalne ke liye istamal kar sakte hai aur trading system mein shamil karne ke liye useful tool hai sabse zyada high and stop level ke darmiyan distance ko average true range se kai multiple ke taur per definen kia jata hai

          اب آن لائن

          Working...
          X