Frying pan bottom pattern:;

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Frying pan bottom pattern:;
    Frying pan bottom pattern:;
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum!! dear Forex member ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se honge dear Jab hum Forex trading business Mein for kaam karte hain To hamen apna Kam Karne Se pahle aur Market mein enter hone se pahle market ko analysis karna hota hai aur iski liye hamen iski har pattern ko samajhna bahut important Hota Hai Kyunki jitni strong hamari analysis power Hoti Hai Ham Uske mutabik market mein entry Lene Mein successful hote hain aur vahi chij hamen hamara profit bhi bulati Hai isiliye apna knowledge aur experience increase karna har trader ke liye bahut jaruri hota hai isiliye learning ka process kabhi bhi chhodana nahin chahie balki isko apni trading ke sath continue rakhna chahie. Frying Pan Bottom Pattern: Dear frying pan bottom pattern price ke bottom parr karta hai yah pattern seller ki weakness aur uske bad mein uske bullish trend reversal ko jahir Karti hai frying pan bottom pattern five candles per mushkil pattern hai iski first candle ik long real body wali bearish candal hoti hai dusri aur teesri candles small real body wali bullish candle hoti hai jo open aur close same same deti Hain small police candle ke sath bottom per Hoti hai pattern ki aakhiri candle bhi Ek bullish candle hoti hai aur yah candle long real body wali hoti hai aur pahli candles ke mukabale mein gap mein open hoti hai aur small candles ki nisbat jyada high price per apni closing Karti hai yah pattern lower side per round shape mein banta hai ke liye isko frying pan bottom candlestick pattern ka naam dete HainLekin pattern chahie Koi Bhi ho usmein aapki acchi working quality aur usko identify karne ke bad aapke liye liya Jaane wala Ek achcha decision jawab ko achcha profit dilata Hai To vahi strategy aur vahi statements aapke liye successful hoti hain. Importance: Dear Fry Pan bottom candlestick pattern ki importance isley bhot ziada Hoti hai k jab bhi market gap ke sath open hoti hai aur Market mein movement start hoti hai aur Market ek acchi bullish candle banati hai to tab hamen bahut acchi confirmation mil jaati hai ki market mein is waqt acchi khabar hai aur Market acche tarike se movement karne wali hai aisi market ham kafi achcha fayda utha sakte hain aur Market mein hamen kafi acchi trade mil sakti hai isliye is pattern ko zarur analyse karna chahiy kunky market ko proper analysis karna aur phir uske bad entry Lena Hi aapke liye successful sabit ho sakta hai. Explanation : Dear frying pan bottom pattern market mein sellers ki bahut zyada down position ko show krta hai aur buyers ki strongest y bary main btata hai jiski isiliye yeh pattern 5 candles pr mushtamil hota hai first candle lambi real body wali Bearish candle hoti hai. Agly din small aur same black and white candles banti Hain Jo ki price ki waakti taur per zada down Trend jaane se rokati hai aise candle real body mein hoti hai jo ki jyadatar pahli bearish aur last bullish candle ke bottom per banti hai lekin lower side per candles ke darmiyan mein gap mein Nahin banti is pattern ki aakhri candle ik long real body wali bullish candle hoti hai aur yah bullish trend reversal ka saman banati hai yah candle four small candal ke bottom side per gap mein banti hai jo ki price per bahut fast Apne effects ko zahir karti hai. Notes: Dear frying pan bottom candlestick pattern market mein usually down trend Mein banne wala Ek pattern hai.Jismein candle small real body black ya white candles hoti hai formation mein Ek concave design banati Hain.Ismein bullish belt hold line candlestick pattern cake information hoti hai aur iske sath Jab yah gap UP mein open Hoti Hai To yah is pattern ke complete hone ki confirmation provide karti hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      market trading mein thos dakhlay aur kharji maqamat ke taayun ke liye aik aasaan tareen nizaam ke tor par bayan kya gaya hai. yeh charting system taraqqi Pazeer rujhanaat par nazar rakhtay hue har maslay ki talabb aur rasad ki nigrani karta hai. P& F charts ko jo cheez munfarid banati hai woh yeh hai ke woh waqt ke mujarad guzarnay ka hisaab nahi rakhtay jaisa ke deegar aqsam ke chart –apne x-axes ke sath karte hain .agarchay point aur figure charting takneeki tajzia karon ke zareya istemaal ki jane wali maqbool techniques ki fehrist mein kabhi bhi sare fehrist nahi rahi, lekin charting community ke tamam kono se P & F mein dilchaspi barh rahi hai. yahan hum P& F charts par gehri nazar daaltay hain aur inhen kaisay parha jaye aur banaya jaye . jis se hame bazaar ki event action hoty hy aur ham thek tareki se andaza kar lety hain keh currency pair karna hai sell karna hy, kyle ek ka hamen bt zyada mehnat Karna pari ge trunks and tools that are weight indicators. These are professional traders who sell to the market. lye hamen chahye keh aagar ham isko thek tarah se samkjen gy mun se ham apni trade ko aman kar sakenge, tarah to my indicator opposite to the market trend bu show ho sakta hy aur maju bi show ho sakta hy. jb bi market me up gt red shuru hota hy aur ek line close ho jati hai to dusri line ek cap ke sath open hoti hy.yeh gap kuch tarah se banta hy keh ayy shem aur ballish shem ek dosry ke sath ek e point py a akr mil jate hain .jaise e yeh ek pooint py a kar milte hain usi time me jo trend hamen dhakny ko milta hy me bht ziata hoty hain kuch time dosno candles ek e point py mili hw hoti hy. aur yeh bht believe bat hai keh bazaar apni trend sell me kar ja raha hota hy. aur agar dono candle ek dusre se ek dot py ni milty mun sorat me trend kaise event hota hai aur market buy jesssa keay bearish divergence keay hoty hein bas farak sirf itna hota hiea keay ye us kee mukhalif simat main hoty hiean. jabb price lower bottum charts pe banaati jabb keay indicatur higher bottums bana raha hota hiea tu estemaaley Bullish divergence keehty hiean. jabb bullish divergence pattern banta hiea tu markeet kee price main izafa hony keay qawi imkanat hoty hiean. waqt se un ki azadi ko dekhte hue, chart itni tafseel nahi dikhata hain jitni candle or bar graph is closed. aik hi box ka istemaal kisi aisay stock ko zahir karne ke liye kya ja sakta hai jo thori der se utaar charhao ka shikaar ho raha ho, jo waqt kana douran honai wali tamam chezon ki durust akkaasi nahi karta hai. Baaz taajiron ka liye, yeh faida mand ho sakta hai, but doosron ka liye nahi. sirf band qematon ka istemaal kya jata hai. oonchai aur pust ko kharij kar diya gaya hai. Chunkay onche aur kam qeematein band honai wali qeematon se numaya tor par mukhtalif ho sakti hain, liye qeemat ki bohat si malomat ko chore diya jata hai. kanar kam ho jaye ga agar sirf team homey wali qeematein istemaal ki jayen but qeemat drama tor par toot sakti hai se pehlai ke aik naya box ban jaye aur tajir ko mutala kya jaye. is the maqam par kabil discipline lepat ke sath bahar niklny mein bohat der ho sakti hai. signal sirf par inhisaar karne se bachney kana liye, trading chart ka istemeal karte wakt pehlai se thai shuda qematon par stap naqsaan mun order ko aksar istemaal carte hain

      اب آن لائن

      Working...
      X