Dark cloud cover candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    pattern uptrend ke baad dikhai deta hai aur sell signal ke taur par istemaal kiya jaata hai.Dark Cloud Cover pattern do candlesticks se bana hota hai. Pehli candlestick ek long green (positive) candle hoti hai jo uptrend ko darshaati hai. Dusri candlestick green candle ke upar open hoti hai lekin downtrend mein close karti hai, aur iski body pehli candlestick ki body mein ghusti hai. Dusri candlestick ki body green candle ki kam az kam 50% tak hoti hai. Identification Dark Cloud Cover pattern ka pehchan karna zaroori hai. Agar aap ye pattern dekhte hain, to aapko sell karne ya short position leney par vichaar karna chahiye. Pattern ki validity ke liye confirmatory signals ka istemaal kiya ja sakta hai jaise ki volume increase, RSI overbought zone mein hona ya moving averages ka crossover.Dark Cloud Cover pattern ki interpretation bearish sentiment ko darshaata hai. Iska matlab hai ki bulls (khareedaar) ke control mein se stocks bearish (girawat) mein aane ke chances hai. Ye pattern stock price ko downside ki or le jaane ka sanket deta hai aur ek reversal signal samjha jata hai. Guidance for traders Dark Cloud Cover pattern ko use karne ke liye, aapko iski pehchan karni hogi aur phir uske confirmation signals ko dhyaan mein rakhna hoga. Agar aap is pattern ko sahi dhang se pehchaante hain, to aap isko apne trading strategy mein shamil karke bearish trend ke baad stocks sell kar sakte hain ya short positions le sakte hain Yeh ek technical analysis tool hai, isliye market ke dusre indicators aur apne risk management rules ke saath iska istemaal karna zaroori hai. Dark cloud cover pattern ek bearish reversal signal hai, isliye ise bearish market mein hi use karna chahiye. Stop-loss aur target levels ko set karna zaroori hai taki risk management ka dhyaan rakha ja sake. Trading mein risk management ki zaroorat hoti hai, isliye apne risk tolerance ko samajhe aur appropriate position sizes ka istemaal karein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Introduction of the post . Mere pyre dosto agar dark cloud cover candle stick pattern aik kesam ka candle stick sample hota howdy jo keh foreign exchange market kay negative pehlo r market kay reversal janay ko bhe suggest karta hey foreign exchange market mein es mein aik bare inexperienced candle stick shamel hote hello or es kay bad aik crimson candle stick shamel ho jate good day jo keh foreign exchange marketplace mein pechle inexperienced candle stick kay mid manner factor mein shamel honay say pehlay forex market mein aik new highs paida karte hey candlestick ke yeh tashkeel agerchay bohut melte julte good day laken bearish engulfing candle stick sample kay sath lajhna nahe chihay dono trend mmkana pattern kay reversal janay ke taraf eshara kar saktay hein laken foreign exchange market mein darkish cloud cover candle stick pattern forex pattern kay zyada near ho jata good day jo keh bearish engulfing candle stick sample kay sath anaysis keya ja sakta hay. Discovers Darkish Clouds Cowel Candlesticks Pattern. Asal mein youn hota hai keh discover present up fashion en indicator ko talash karen jen ke wajah say raftar sluggish ho rehe ho ya reversal ja rehe ho pechle green candle stick ke commencing kay sath red candle stick mein farq aa jay ga yeh fex candle stick mein bohut he kam difference paya jata good day kunkeh yeh candle stick zyada tar ese level par pen bhe ho ge jes degree par pechle candle stick kay kareeb then ya es kay bohut he near then es say cnfirma hota whats up purple candle stick pechle inexperienced candle stick kay halfway factor say nechay near ho rehe ho nechay ke taraf new trend ke confirmation dakhen gay aur kam be kare gay.

      اب آن لائن

      Working...
      X