Money supply management and the money multiplier of IMF banks
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money supply management and the money multiplier of IMF banks
    Money supply management and the money multiplier of IMF banks
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Money supply management and the money multiplier of IMF banks Money supply management Dear friends, jab log bank paisy jama zayda karwaty hain aur loan kam lety hain jis say money supply control main aati hay aur cheezon kay rate kam hoty hain. Aur mulk ke economy ko stability milte hay trading ki bari gehri nazar hoti hay. aur trader us din ka wait kertay hain aur trading kay liye apnay analysis ko update kertay rehtay hain. que kay monetary policy main koe bhi state bank us currency ki demang aur supply ko control kerta hay aur us ki kami aur zayadti ko interest rate laga ker cotnrol kerta hay. Currencies of the Earth jab bhi kisi currency ka interest rate up ya down ho jata hay to wo currency ki demand aur supply for asar kerta hay jis tell kafi fast move hoti hay ye salana message jari ki jati hay aur pechlay chand salon ki message kay sath je ka mawazna kia jata hay kay is saal mulk ki production kia rahi hay. is the main mulki taman idaray chahhye wo sarkari ya neem sarkari hon un ka data akath kia jata hay aur kuch figuers akathi ki jati hain. jis say mulki tarakie aur amdan ka idea ho jata hay. GDP Report aik boht hi ahm report hotihay aur is in forex market major kafi ups and downs atay hain. is new kay good ay bad report kay release honay kay bad market main kafi movement hoti hay. IMF Bank Money Multiplier IMF (international monitoring fund) ye aik western dunija Ka combine Bank hai hai jo Kisi bhi country ki monetary policy ko ko samny rakhty hue loans ya funds release krta hai aur is Bank ka kam Kisi bhi country Ko diwaliya hone sy bachana hota hai is mulk main money bank kay pass kam aur logon k pass zayda ho jaati hay aur cheezon ke demand zayda hoti hay chezzin mehngi ho jaati hain aur inflation zayda ho jati hay cheez ko check karna k ly bank interest rates zayda kar dety hain aur log bank se qarza kam lety hain aur sath e sath bank ma paisy jama karwaty hain jis sy un ko interest zayda milta ha.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X