Small mistake, big loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small mistake, big loss
    Small mistake, big loss
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Small mistake, big loss Small mistake, big loss Forex trading as a business Ham Sab Jante Hain ke Ek difficult aur risky business hai is business Mein trading karte hue Agar traders Ek small mistake bhi kar dete Hain To unko Kafi Jyada loss ho sakta hai traders ko yah Baat Apne mind Mein rakhni chahie ke hua error Karenge to unko bahut jyada loss hoga aur Agar traders loss Se Bachana Chahte Hain To Unko Jo tips main bata raha hun unko card use shade kam karna chahie Is Tarah exchanged Se small mistake se bhi safe reh Sakenge. Creating the right plan Acchi aur Kamyab trading karne ke liye jaruri hai ki traders proper planning Banakar trading Karen Jab traders ke pass trading karne ke liye ek Achcha plan hoga to traders apni trading mein bahut acche result Hasil kar Sakenge Jitna Jyada traders apni planning ko dough trade banaenge traders hone ke chance itne hi jyada Honge aur traders Sambhal error se bhi apni trade ko safe Rakh Sakenge planning traders ke liye bahut jyada importance rakhti hai. Entry and exit point Iske alava traders ke liye bhi bahut jyada important hota hai ki vah Apna Entry Aur exit point mind Mein rakhkar trade Karen Jab traders ko yah Pata Hoga Ki unhone kis market position Mein inter hona hai aur kitne profit yaar loss for unhone apni trade ko closena hai traders ke liye trading karna Aasan ho jaega isliye traders ko apni entry ki position ka Jarur Pata Hona chahie. Wait for the plan to complete Traders ko Apne plan ko complete hone ka pura wait karna chahie sometime Kaisa hota hai ki traders ki trade unke planning ke against Chali jaati hai aur traders ko launch hone lag jata hai aise situation main traders apni trade ko near kar dete hain ya traders ki bahut Badi error Hoti Hai traders ko Apne plan ko complete hone ka vate Karte Rahana chahie Agar vah Apne plan ka vate Karenge to kamyabi Jarur Hasil Karenge. Sometimes traders who trade Karke loss bhi ho jata hai aur traders ka plane fail bhi ho jata hai lekin Fir Bhi traders ko Apne plan ke upar Hi Chalna chahie Kyunki Agar Ek Bar loss hua hai bar Bar Aisa Nahin Hoga isliye agar aap planning Karte Hain That closely complete karna chahie. End of loss Work points main traders ke sath share Kiye Hain Agar traders in points ko mind Mein rakhkar kam Karenge to yakin vah apni trade ko Kamyab Banane Mein Jarur Kamyab Ho Jaenge aur vah Achcha result Hasil kar Sakenge. Traders ko Sabar stock trading karna chahie aur acche result Hasil karne ke liye mehnat Karni chahie Jab traders jaldi karte hain aur Apna complete improvement plan Nahin dete to unko trading Karke lost Jarur Hota Hai.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X