EURUSD analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    EURUSD analysis
    EURUSD analysis
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    EURUSD analysis Euro USD currency pair Forex trading Mein sabse Jyada popular currency pair hai Sabse Jyada traders trading bhi Euro USD currency pair on hi karte hain yahi vajah hai ke bahut Sare senior traders bhi Jaruri vasili currency pair ke analysis ko share karte hain main bhi aaj members ke sath Euro USD currency pair ke analysis ko share karna chahta hun. EURUSD ANALYSIS Last week mein Euro USD to currency pair Mein down move rahi hai US dollar Mein ki aur ok against apni value ko increase kiya tha lekin je mi kesatod Se Hi Humne Euro USD currency pair ke andar acchi bull move Dekhi Hai iska main reason yah hai ki Euro US dollar ke against value apni ko increase kar raha hai between increase Hone Wali tension bhi US dollar ke down Jaane Ki Ek main reason hai aur Aane Wale Dinon Mein Ham Euro USD currency pair Mein bull movement dekh sakte hain. The EURUSD currency pair is still unable to break the support level Euro USD currency pair Mein acchi move down Dekhne Mein I Thi lekin Euro USD currency pair Apne daily to support level ko break karne mein successful Nahin hua Euro USD currency pair Apne support level ke kareeb Jaate hi vahan se bullish movement karne Lag Gaya Tha Ab you Roj 15 currency pair Upar ki taraf ja raha hai EUR USD currency pair is time 1.13 15 for hai Agar aaj ke din yo Roj USD currency pair 1.1 330 to level above close Hota Hai To Ham next Kuchh Dinon Mein Euro USD currency couple Mein again bull movement dekh sakte hain. In another scenario Agar Euro USD currency pair Aaj Apne a 1.1330 ke level ko breaker ke aur Iske Upar stay Na Kar Saka aur prices down and Gaye To Ham Ek acchi support level ko break Hona dekh sakte hain aur phr EUR USD currency pair Aur Bhi Jyada down Ja sakta hai aur Euro USD currency pair to prices 1.1 to 75 Tak Ja sakte hain lekin abhi Joshna you Hai Is hisab Se Euro USD currency pair Mein Ham bull movement dekhenge. Mere analysis ki sabse coronavirus Italy currency pair mein aane wale Dinon Mein Aur Bhi Jyada police movement Hogi iska main reason gaya hai ki USA aur Russia my problem with increase Ho Rahi Hai Jiski vajah se US dollar value ki is going down ho rahi hai USA ke economy is going down Ja sakti hai agar USA ke account mein down Jayegi use US dollar definitely week Hoga aur US dollar ke liye hone ka fayda Euro ko ho sakta hai aur Euro USD currency pair bullish again Ja sakte hain. Euro USD currency pair Aane Wale Dinon Mein again 1.1500 ke level ki taraf tah kar sakta hai aur Agar is bar Euro USD currency pair No police move Kiya To Ham Aane Wale Dinon mein Major currency pair Euro USD ko 1.1500 ke level ko aasani se break krta dekhenge gay Buyers bhi Euro USD to currency pair ko increase se Hona dekhna chahte hain aur buyers ki bhi Puri koshish Hai Ke vah eurusd pair ko increase Karen isliye traders ke liye Ja Better Hoga keva is position Se EURUSD Ke currency pair ko long ke liye buy kar sakte hain
     
    • #3 Collapse

      EUR/USD analysis
      EUR: EUR, jo kay Euro ka symbol hai, yeh Eurozone ki currency hai jo kay 19 European countries mein istemal ki jati hai. Yeh Eurosystem ke zariye European Central Bank (ECB) ke dwara regulate ki jati hai. Euro duniya ki sab se sariyatmand currencies mein se ek hai aur yeh USD ke baad doosri sab se ziyada trade ki jane wali currency hai. USD: USD ka matlab hai "United States Dollar", yani Amreeki dollar. Ye United States of America ka official currency hai aur bahut se mulkon mein bhi maqbool hai. USD ka symbol "$" hai. Is currency ka istemal international transactions, imports/exports, aur foreign exchange market mein hota hai. EUR/USD comparison: EUR/USD comparison ka matlab hai ke forex market mein Euro (EUR) ke performance ko US Dollar (USD) ke sath tafseeli tor par tashkeel di jati hai. Yeh mawazna un traders aur investors ke liye ahem hai jo kisi bhi currency ko khareedne ya bechne ke baray mein faisla karna chahtay hain.EUR/USD pair ko mawazna karne ka aik tariqa unke exchange rate ko dekhna hai, jo aik currency ki dusri currency ke muqablay mein qeemat hoti hai. Maslan, agar exchange rate 1.20 hai, to yeh yeh hai ke aik euro 1.20 US dollars ke barabar hai.Traders bhi woh factors analyze karte hain jo exchange rate par asar andaz hotay hain jaise ke economic indicators, political events aur central bank policies. Maslan, agar European Central Bank (ECB) interest rates ko barha deti hai, to yeh euro ko investors ke liye zyada attractive banasakta hai aur US dollar ke muqablay mein qeemat barha deta hai.EUR/USD pair ki tafseeli tashkeel ka hissa technical analysis bhi ho sakta hai, jismein price charts ki tajziyah ki jati hai aur trends aur patterns ko pehchana jata hai. Traders mukhtalif indicators aur charting tools ka istemal kar sakte hain, jo unke trades ke liye potential entry aur exit points ko pehchanne mein madad dete hain.Aam tor par, EUR/USD pair ko mawazna karna forex trading ka aham hissa hai, aur traders ko mustaqil tor par market ki taza tareen updates par qaboo rakhna chahiye aur faisle lene ke liye mukhtalif analysis techniques ka istemal karna chahiye EURUSD analysis: EURUSD ek currency pair hai jo euro ki qeemat ko US dollar ke khilaf darj karti hai. Yeh dunya mein sab se zyada trade kiye jane wale currency pairs mein se aik hai aur traders aur investors ki nazar mein nihayat ahmiyat rakhta hai.Tehqeeq ke lehaz se, EURUSD ki qeemat par kai factors asar andaz ho sakte hain, jin mein se kuch ye hain:
      1. Maali data: GDP, muashiat mein izafa ya kami aur rozgar ke maalumat jaise maali data euro aur US dollar ki qeemat par bhaari asar andaz hote hain. Taaqatwar maali data currency ki qeemat ko barhwa sakte hain jabke kamzor maali data currency ki qeemat ko girne ki taraf le jate hain.
      2. Central bank policies: European Central Bank (ECB) aur Federal Reserve (Fed) dono monetary policy ke zariye apni currency ki qeemat par asar andaz ho sakte hain. Sood dar mein tabdeeliyan, quantitive easing aur dosri policy decisions EURUSD ki qeemat par asar andaz kar sakte hain.
      3. Geopolitical events: Siyasi aur maali events, jaise elections, trade disputes aur tabahiyaat, EURUSD ki qeemat par asar andaz kar sakte hain. Misal ke taur par, Europe ya America mein koi bara siyasi event tashweesh ka sabab ban sakta hai aur euro ya US dollar ki qeemat ko kam karne ki taraf le jata hai.
      4. Technical analysis: Traders price movement ki analysis ke lehaz se technical analysis ka istemaal karte hain aur trends ko pehchanne ki koshish karte hain. Is mein chart, indicators aur dosre tools ka istemaal kiya jata hai take future price movements ke baray mein prediction ki jaye.
      Aakhir mein, EURUSD ki analysis fundamental aur technical analysis ke aik combination ki zaroorat hoti hai, sath hi economic aur political factors ko samajhne ki bhi zaroorat hoti hai, jo currency pair par asar andaz ho sakte hain.
      conclusion:EUR/USD comparison forex trading mein ahem rol adaa karta hai kyunki yeh traders ko dono currencies ke beech ke exchange rate aur unke performance ke bare mein maaloomat pradan karta hai. Exchange rate ke saath-saath, traders economic indicators, political events aur central bank policies ki tarah factors ke bhi analysis karte hain jo exchange rate par asar dal sakte hain. Technical analysis bhi traders ke liye madadgar hoti hai, jismein price charts aur trends aur patterns ke pehchaan ke liye alag-alag indicators aur charting tools ka istemal kiya jata hai. Isliye, traders ko forex trading ke liye up-to-date rehna aur informed trading decisions lene ke liye alag-alag analysis techniques ka istemal karna zaroori hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Assalamo Alaekum friends. Kasy hain ap sabMain umed karta hon ap sab bilkul thek thak hon gay. Aj ka jo topic zer e behs hay uska nam euru usd analysis hay . Yeh hamen kia btayega r kia information deta hay yeh dekhty hain. Yeh hamen kia kuch btaya hay yeh ab ham agy mazeed dekhty hain. What is Eurusd? EUR/USD yaani Euro aur US Dollar ka jora forex market mein sab se zyada tezi say ke gai tejarat mein se ek hai. Is joray ki harkaat am tachniqui ishary or markazi bank policies aur bht say ger syasi mwaqy se asar andaz hoti hai.Is joray ke liye tachniqui tajziya ki madad se traders support aur resistance levels, trend lines aur ishary jaise ki moving averages aur esay he in sab ka istemal karte hain. Bunyadi tajziya mein muashi ishary jaise ki GDP, inflation, aur employment data, aur markazi bank ki ger muayina policy kay feslay ko gor e fikar kiya jaata hai.EUR/USD ky joray ke recent trends ko dekhte hue, iske keemat mein paichedgi aur geryaqeeni hai. US elections aur ECB ke policies is joray ki harkat par kafi asar daalte hain. Traders ko is joray ki harkaat ke baare mein baqaidgi say update rehna chahiye aur nuqsan say bchau ke sari technique ka istemal karte hue tejarti feslay lena chahiye. Working of Eurusd EUR/USD kay joray ka tajziya forex trading ke liye bahut important hai. Is joray ko trade karna traders ke liye bohat faidamand ho sakta hai agar sahi time par tejarti feslay liye jayein aur nuqsan say bchao ka sahi istemal kiya jaye.Is joray ka tajziya karne se traders market ki harkat aur trends ko samajh sakte hain aur trading ke liye sahi entry aur exit points tay kar sakte hain.Tachniqi ishary ur bunyadi tajziya ke zariye traders support aur resistance levels, trend lines aur isharo jaise ki moving averages aur RSI ka estemal karte hain aur jaise ki GDP, inflation, aur employment data say mutalik bohat say feslay lety hain is ko gorfikr karte hain.EUR/USD joray ki harkat global economic indicators, central bank policies aur geopolitical events se asarandaz hoti hai jaise ki US elections, Brexit aur ECB ke policies. Is liye traders ko bht se information ke baare mein update rehna chahiye aur market ki ger yaqeeni kay saath deal karte hue yrh sab note kr ky tejart ko dekhn chaye r esy steps lena chahiye.

        اب آن لائن

        Working...
        X