What is Rollover in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Rollover in trading
    What is Rollover in trading
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    What is Rollover rule over khuli pozishnon ko aik tijarti din se dosray din muntaqil karne ka tareeqa car hai. ziyada tar brokrz aur tijarti plate forms din ke ekhtataam par kisi bhi khuli position ko band kar ke khud bakhud rule over injaam dete hain, jabkay sath hi sath aglay karobari din ke liye aik jaisi position kholtey hain . Rollover FX Positiontaweel mudti forex day traders rule over masawaat ke misbet pehlu se tijarat kar ke market mein paisa kama satke hain. traders swap points ki computing ke zariye shuruvaat karte hain, jo ke frwd rate aur makhsoos currency jore ke spot rate ke darmiyan farq hai jaisa ke pips mein zahir kya gaya hai. tajir –apne hisabaat ki bunyaad sharah sood ki barabari par rakhtay hain, jis ka matlab hai ke mukhtalif krnsyon mein sarmaya kaari ke nateejay mein return hona chahiye jo krnsyon ki sharah sood se qata nazar, barabar hon . Rollover credit and Debit aksar anay walay kal ke tor par kaha jata hai, rule over fx mein mufeed hai kyunkay bohat se taajiron ka koi iradah nahi hai ke woh jo currency kharedtay hain is ki dilyori lainay ka. balkay, woh sharah mubadla mein tabdeeli se faida uthana chahtay hain. chunkay har forex trade mein aik malik ki currency dosray ko kharidne ke liye udhaar lena shaamil hota hai, sood wusool karna aur ada karna aik baqaida waqea hai. har tijarti din ke ekhtataam par, aik tajir jis ne ziyada pedawar wali currency mein is currency ki nisbat jo unhon ne udhaar li thi, –apne account mein sood ki raqam wusool kere ga. is ke bar aks, aik tajir ko sood ada karne ki zaroorat hogi agar is ne jo currency li hai is ki sood ki sharah is currency ke muqablay mein ziyada hai jo is ne kharidi hai. woh tajir jo sood jama nahi karna chahtay ya ada nahi karna chahtay woh shaam 5 bujey tak –apne ohdon se bahar ho jayen. mashriqi
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Introduction of Rollover in Trading: Dear Friend aj ma ap logu ke sath rollover ke bary ma apna kuch knowledge share karu ga ke Rollover ous interest ko kehty hai jo hamain market ma koi postion hasil karny ke liye pay karna parta hai jab hamary trade ik sy zyada din tak jari rehti hai. Forex trading ma na sirf 2 different currency pairs par trade ki jati hai balky interest rate ko be manage kiya jata hai. So rollover wo interest hota hai jo ik din market ke close hony par hamari running trades par pay karna hota hai. Importance of Rollover in Trading: Dear Forex Members Mera aj ka ya topic bohot he interesting or bohot he important topic hy ke Forex main Rollover ko bohot zyada ehmiat hasil hai. Forex trading aik profitable business hai is say hum bohot zyada earn kar saktay hain bus humain is main seekhna hota hai trading ke bare main ager humain trading karni a gai to hum kamyab hai kiu ke forex main sab say mushkil trading hoti hai is liye humain focus kar ke trading seekhni chahiye or us main bakamal hona chahiye jub hum trading ke basics seekhtay hain to sab say important hota hai market news ko analysis karna us main humain sakht mehnat ki zarorat hoti hai. jub hum trading karna start kar detay hain to hum trades to do tarah ki trading kartay hain aik long term aik short term long term trading main rollover use hota hai jab hamari trades lambi ho jati hai means market close ho ke open hony ke darmian jo profit hota hai us sey rollover profit kahtay hain zyada tar long term trading main humain sahi profit hasil hota hai is liye humain long term trading ko ehmiat deni chahiye. Calculation of Rollover and Formula: R rollover = R Base currency - R Quote currency / 365* E R Rollover = Rollover Rate R Base currency = Interest rate for base currency R Quote currency = Interest rate for quote currency Base Currency: Dear Friends Base currency woh hoti hai jis se hum dusri currency borrow karty hain aur borrowed currency ko Quote currency kaha jata hai. Yeh dono lending rates hoty hain. Jo ke banks ke sath deal karty huey use hoty hain. Quote Currency: Dear Students Is tarha Base currency rate se Quote currency rate ko minus kar ky isse 365 times base exchange rate pe divide karny se Rollover ki calculation ki ja sakti hai. Yeh ek short term Currency ka interest rate hota hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X