Bullish kicker Candlestick Pattern.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish kicker Candlestick Pattern.
    Bullish kicker Candlestick Pattern.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear forex member umaid Karti Hoon ke aap sab khairiyat se honge aur Faraz trading business Mein apni achi working quality ke sath market Se achcha profit Le rahi hun dear jaisa ki Ham sabko maloom Hai ki trading Ek risky business Hota Hai aur iski छोटी-छोटी chijon ke bare mein knowledge aur information hasil karna Kyunki yahi chij hai hamen market Mein successful hone Mein madad deti Hain dear friend Ham apni aaj ki post mein baat karenge bullish kicker Candlestick Pattern ke bare mein aur Main ummid Karti Hun ki yah information aapko is topic ko samajhne mein bahut jyada madad degi.
    Bullish Kickers Candlestick Pattern
    Dear is pattern ko aap bahut hi aasani ke sath market mein identify aur recognise kia ja sakta hai aur iski interpretation bhi bahut hi aasan ho sakti hai yah pattern support level per mil sakta hai aur isky ley aapko market mein ek gap find out hota hai jiski madad se aap isko aasani ke sath identify kar sakte hain is gap ke bad market apna gap recover nahin karti hai aur apna trend totally change kar leti hai isiliye aapke liye is pattern per kam karna bahut aasan ho jata hai yah pattern se isiliye different hota hai ki ismein market gap ko cover nahin karti aur sirf apna trend change karti hai.
    Interpretation and Identification:
    Dear ki Is pattern ki vajah se Jab aap market mein apni ek interpretation karte Hain to yah bahut hi aasan hota hai isi vajha sy isko aasani ke sath identify kar lete hain to identification ke bad next process iski interpretation hota hai aapko hamesha market mein aisi situation mein bhi careful hokar apni working ko complete karne ke liye is jaise pattern ko study karna hota hai. Kyunki Jab Ham market mein proper planning aur acchi knowledge aur information ke sath kam karte hain to use waqt aapko market Mein achcha profit hasil karne ka mauka milta Hai.
    Best working Conditions for the Pattern:
    Dear jaise tamam traders ke liye jaruri hai ki vah single pattern per hi inhe sawar na Karen Kyunki single pattern kabhi bhi reliable nahi hote isiliye unke sath Kisi dusre pattern ya indicators ki madad se market ko analysis karna jaruri hota hai Kyunki man market Mein different patterns chal rahe hote Hain. Yeah hum on significance confluences ko share karenge jo ki is topic ko samajhne ke liye bahut jaruri hai. Dear jaisa ki demand zone price ko increase karne ke liye ek ki level ke taur per kam karta hai price hamesha inhin ki level Se mauses Hoti Hai aur kicker pattern mein pahle hi yah bullish trend reversal pattern mein hoti hai isiliye Ham Indore technical tools ka istemal karte Hain aur inmein se bullish trend reversal ki probability zada hoti hai. Aur aur jab price over sold zone ki taraf girti hai aur yah thirty se kam ki taraf Chali jaati Hai to is point se dobara yah increase Hoti Hai Kyunki jasy jasy price niche aati Hai To fir Uske badhane ke chances jyada hote hain Kyunki price waves ki surat mein abs and downs Mein chalti Hai.
    Trading Strategy:
    Dear job of forest trading market Mein bullish Quikr candle stick pattern ke mutabik trading activities complete karte hain to usmein aapko hamesha bye ki entry leni Hoti Hai Kyunki price ke Trend ke reversal hone ki surat mein aapko market Mein achcha profit hasil karne ka mauka milta Hai. Dear friends forex trading market mein Risk management ke rules and regulations ke mutabik aapko hamesha apni working Karni chahie isiliye aapko chahie ki aap stop loss aur take profit ka istemal jarur Karen Jab aap risk management ke rules and regulations ke mutabik apni working karte hain to ismein aapko bahut fayda ho sakta hai is pattern mein bhi aapko yah limit jarur set kar leni chahie agar aisa Nahin karenge to aapke liye kuchh problem ho sakti hai.
     
    • #3 Collapse

      Aslamoalekum members kesay hain ap sab. Mujhay umed hay sah thek thak hon gay. Aj ka hamara disscussion ka jo topic hay wh Bullish kicker Candlestick pattern kay bary hain. Isy dekhty hain kay yeh kia hay r hamen kia information deta hay. Bullish kicker Candlestick pattern Forex trading mein bullish kicker candlestick pattern ek aisa pattern hai jismein ek bearish candle ke baad ek large bullish candle banta hai. Is pattern ko dekh kar traders ko yeh lagta hai ki market mein ke keemat tajawuz hone wali hai aur isliye unhe buy ki position leni chahiye. Is pattern ko shanakht karne ke liye pehly jany candle ka high aur low aur dusre candle ka open price dekhne ki zaroorat hoti hai. Agar dusre candle ka open price pehle candle ke low se bada hota hai to yeh bh bullish kicker pattern hai. basis of pattern Forex trading mein bullish kicker candlestick pattern ki kuch limitations hain, jinhe traders ko samajhna zaroori hai in main say kch idher bayan ke gai hain . Bullish kicker pattern ka istemaal karne se pehle traders ko yeh samajhna zaroori hai ki yeh kabhi kabhi galat ishary bhi peda karta hai, matlab ki yeh keemat ke harkat ko sahi se neshandahi nahi kar pata. Confirmation Bullish kicker pattern ko shankht karne ke baad traders ko ek aur confirmation ki zaroorat hoti hay jaise ki ek aur b candle ya kisi techniki ishary ki madad say taaki unhe entry ya exit points ka sahi faisla lena ho.Timeframe Bullish kicker pattern ko janchany krne key liye traders jasy ko timeframe ko sahi se set karna zaroori hai kyonki kuch timeframes mein yeh pattern work karta hai aur kuch mein nahi. Nuqsan say bachao kay liye bhe Bullish kicker pattern ka istemaal karne se pehle traders ko apni nuqsan say kr kay ko bhi gor karna zaroori hai taaky unhe apni positions kye liye sahi stop loss aur target levels set karne mein help mil sake.market conditions bullish kicker pattern ke sahi istemaal ke liye traders ko market conditions aur trend ko bhi samajhna zaroori hai, jisse unhe is pattern ki sahi samajh boj karne mein madad mil sake.
      • #4 Collapse

        Bullish kicker Candlestick Pattern: Dear Forex Members Aj ma ap ko bullish kicker pattern ke bary ma btau ga Bullish Kicker Candlestick Pattern downtrend ma banta hai is ke badh trade open karnay ke liye hamain next candle confirmation ke tor par daikhni parti hai, is me pehli candle bearish hoti ki hai jis ko marubozu kahain gay, uske badh pehli aur dusri candle ma gap up ho ga phir dusri candle long aur bullish ho gi dono candles ko wicks nhi hon gi aur ye jitni long hon gi pattern ki utni hi reliability zyada ho gi. Benefits of Bullish kicker Candlestick Pattern: Dear Sisters and Brothers Bullish kicker Candlestick Pattern bearish kicker pattern ki tarha he hota hai but ye opposite direction ma hota hai. Es pattern ma pehle candle bearish banti hai or ye opening point sy kafi down ja ke close hoti hai. Second candle bullish banti hai or ye market ma gap up ke sath open hoti hai or market ko mazeed bullish ma ley kar jany ma kamyab ho jati hai. So market ka trend change ho jata hai. Ye kicker candlestick pattern bohot strong or power full reversal ke tor par market ma appear hota hai jab trader ko eska pata chal jay to wo trade kar ke acha profit hasil kar sakta hai. Information of Bullish kicker Candlestick Pattern: Assalam o Alicom! Dear Students market ke new trends kicker candlestick patterns ke opposite Jaate hain to is waqt hum bullish kicker candlestick patterns ko use karke market ki conditions ko achi tarah se samajh Lete hain market mein bullish kicker candlestick patterns ki help se market ke downtrend ko achi tarah se study kiya ja sakta hai bearish candlestick pattern upper or lower shadow ke muqable mein bohot zyada chote hote hain ls show ko bullish kicker candlestick patterns uptrend se start karte hain jab ke SLV shows ko Bearish kicker candlestick pattern downtrend se start karte hain market mein bullish kicker candlestick pattern bearish candlestick pattern ke sath start hote hain market ke large gap up start hone se pahle yah candlestick patterns apne reversal trend ko complete kar lete hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          What is Bullish kicker Candlestick Pattern: Dear Friends Bullish kicker pattern bearish kicker pattern ki tarha he hota hai but ye opposite direction ma hota hai. Es pattern ma pehly candle bearish banti hai or ye opening point sy kafi down ja k close hoti hai. Second candle bullish banti hai or ye market ma gap up k sath open hoti hai or market ko mazeed bull ma ley kar jany ma kamyab ho jati hai. So market ka trend change ho jata hai. Ye kicker pattern bohot strong or powerful reversal k tor par market ma appear hota hai jb trader ko eska pata chal jaye to wo trade kar k acha profit hasil kar sakta hai. Information About Bullish kicker Candlestick Pattern: Dear Forex Members Bullish kicker pattern mein bhi 2 major marubozu candles hoti hain jis mein se pehlay candle bearish hogi aur us kay baad dosri bannay wali marubozu candle bullish hogi aur chart ki setting k mutabik bearish aur bullish candles ka color hr koi apni marzi ka choose kr skta hay is leye aap ne color pe ziada tawajjo nahi deni. Bearish candle k baad wali bullish marubozu candle kafi gap k baad banay gi aur bullish candle ki opening price bearish candle ki opening price se uper hogi aur in donu k bech 2 lines ka bhi waqfa ho sakta hay. yeh hamesha down trend pe bany gi bottom pe aur yeh is cheez ka signal dy gi k ab market mein buyers ki grip mazboot ho chuki hay aur ab market ne up move he krna hai. Key points of Bullish kicker Candlestick Pattern: Dear Brothers and Sisters aj main apko Bullish kicker Candlestick Pattern ky kch important points batana chahta hon... 1.Bullish kicker Candlestick Pattern mein first candle long real body Marubozu barrish candle banti hai. 2.Bullish kicker Candlestick Pattern main second candle long real body bullish Marubozu candle "Gap-up" k sath open hoti ha aur second candle ka gap up k sath open Hona is pattern ki Mukammal hone ki confirmation hai Iske bad trader ko buy ki trade active Karni chahiye.

          اب آن لائن

          Working...
          X