Trade on Major Resistance Level......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade on Major Resistance Level......
    Trade on Major Resistance Level......
     
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslam u alaikum, Dear forex member umeed karta hoon ap sab khairiyat se hoon gy dear members members Jab aap market mein working karte hue different important levels ko acchi Tarah recognise Karke use per interpretation karte hain to usmein aapko bahut fayda mil sakta hai basically Jab aap market mein kisi bhi acche level per trade karte hain to usmein aapko maximum advantages available ho sakte hain aapko hamesha market mein regularly basis per Apne analysis ko complete karna hota hai aur ismein aapko hamesha jyada se jyada fayda hasil karne ke liye consistantly hard working karna hoti hai aaj main aapko resistance level se related kuchh important information share karne ja raha hun.

    Resistance Level Major resistance level conducted karne ke liye sabse pahle aapko resistance level ko acchi Tarah find out karna hota hai resistance basically top prices per kuchh aisi positions hoti hain jismein aapko market ke down aane ke chances available ho rahe hote hain basically is point per financial institution ne bahut jyada quantity mein pending orders place kiye hue hote Hain jiski vajah se market ke down aane ke bahut jyada chances hote Hain jis point ko market mein jyada se jyada touch karne ke bad market wapas aati hai usko market mein resistance level ke naam se Jana jata hai. Major Resistance Major resistance bhi ek bahut hi important aur familiar level hota hai Jab aap market mein regularly basis per working karte hain to ismein aapko hamesha bahut hi achcha profit available ho sakta hai basically Jab aap market mein consistantly basis per working karte hain to ismein aapko hamesha bahut jyada profit available ho sakta hai Jab aap market mein regularly basis per ek aise level ko find out karte Hain jisko market बार-बार touch Karke wapas aati hai to use level ko aap market mein major resistance ke naam se jante Hain major registers ek bahut hi strong level hota hai jiske bad market ke down aane ki bahut jyada chances hote Hain. Interpretation & Recognition is level ko sabse pahle aapane recognize karna hota hai kyunki jab tak aapko iski proper recognition ki details available Nahin Hoti hai use time tak aapko kamyabi hasil Nahin ho sakti hai is level ko acchi Tarah recognize karna aapke liye one of the most important factor hota hai Jab aap market mein recognition level ko find out karte hain to ismein aapko bahut jyada fayda mil sakta hai aur aapko market mein regularly basis per kuchh important analysis available ho sakte hain.
     
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha

    اب آن لائن

    Working...
    X